Diamond chart pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Diamond Chart Pattern Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sab theak ho gy or forex sy bohat achi earning kar rahay ho gy aj ka hmara topic diamond chart pattern ky hawaly sy hy esko samjhny ky leay hami aik achy sy pair ko select karna ho ga or osky chart ko open karna ho ga takay hum oska analysis kar analysis ky leay hami yearly chart ko open zaror karna chahiey takay hum os main poray saal ki candles ki movement ko daikh saky os ky support and resistance levels ko daikh saky takay hum os hisab sy phir apna analysis strong kar sakay jis hisaab sy market hami ly kar chalna chahti hy to es ky sath sath hami monthly candlss ko bhi daikhna ho ga chart ko mokamal toor par analysis karna ho ga or candles ki movement ko achi tarah sy judge karna ho ga or phir os ky baad hami weekly chart ko open karna ho ga or osko bhi analysis karna ho ga takay hum candles ki movement or market ko achy sy analysis kar saky or phir hami daily ky chart ko open karna ho ga or osy analysis kar ky candles ko achi tarah sy judge karna ho gy takay hum achi trade ly kar forex sy bohat achi earning kar saky Importance of Diamond Chart pattern Jee forex members jaisa keh aj ka hmara topic diamond chart pattern ky hawaly sy hy to ab hum eski kuch importance dekhy gy jee dear members diamond chart patrern ki hmari trade main bohat ziyada importance hy agar hami trade sy bohat ziyada profit gain karna hy to hami diamond chart pattern ko zaror follow karna ho ga es ky leay hamra analysis bohat ziyada strong hona chahiey q ky hmari trade ka sara inhasaar hmaray analysis par hi hota hy es leay hami apna analysis strong banany ki zarorat hy takay hum forex pr ziyada sy ziyada trade ly saky or forex sy bohat achi earning kar sakay or apna future better bana saky How to Trade with Diamond Chart pattern Jee forex membera to ab hum ye disscuss karain gy keh diamond chart pattern ky zariey hum kaisy trade ly sakty hajn to es ky leay hami sab sy pehly aik achy sy pair ko select karna ho ga or osky chart ko open karna ho ga takay hum oska analysis start kar saky es ky leay hami sab sy pehly yearly chart ko open karna ho ga q ky yearly chart main candles ki movement or market ka sara nizaam saaf saaf dikhai deta hy keh market kis tarah support or resistance ky levels laga rahai hy or diamond pattern kis trah bana rahi hy to es leay hami achy sy monthly chart ko bhi analysis karna ho ga or candles ki movement ko judge karna ho ga or phir esi tarah hami weekly chart ko open karna ho ga or wahan bhi apna analysis karna ho ga kr candles ki movement ko judge karna ho ga or phir esi tarah hami daily ky chart ko open karna ho ga or pair ko her time frame main analysis karna ho ga takay hum candles ki movement ko achy sy jaan saky or jahan hami market diamomd shape banati dikhai dy to hami achy sy analysis kay baad market main entry ly laini chahaiey or apna lot size apni money management ky hisaab sy daikhni chahiey takay hmara account safe rahay or hum forex sy bohat acha profit gain kar sakay or apna future better bana saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      "Diamond chart pattern"
      • Diamond chart pattern:
      Diamond chart pattern, jo ki technical analysis mein istemal hone wala ek continuation pattern hai, ek diamond ya lozenge shape ko resemble karta hai. Yeh pattern price consolidation ke dauran dikhai deta hai aur trend continuation ki indication deta hai.Diamond chart pattern ka formation do symmetrical trend lines ke saath hota hai. Upper trend line, jo higher highs ko connect karti hai, aur lower trend line, jo higher lows ko connect karti hai. Yeh trend lines diamond pattern ke shape ko banate hain.
      • Diamond chart pattern ke key features:
      1. Consolidation: Diamond chart pattern market mein price consolidation ko darshata hai. Yeh pattern ek price range mein form hota hai jahan price higher highs aur lower lows ke beech oscillate karta hai.
      2. Symmetrical Structure: Diamond pattern ke trend lines symmetrically upar neeche karte hain aur ek diamond ya lozenge shape ko create karte hain. Upper trend line ko resistance line aur lower trend line ko support line bhi kaha jata hai.
      3. Volume: Volume analysis diamond pattern ke confirmation ke liye important hai. Generally, pattern formation ke samay volume kam hoti hai. Breakout ke samay volume increase hona chahiye, jo pattern ke validity ko confirm karta hai.
      • Bullish Diamond Pattern:
      Agar diamond pattern uptrend ke baad dikhai de raha hai, toh ye reversal pattern bullish signal provide karta hai. Jab price diamond pattern ke upper trendline se breakout karta hai, toh ye ek entry point hota hai. Stop-loss order lower trendline ke below lagaya jata hai. Price ka target usually diamond pattern ki height se calculate kiya jata hai.
      • Bearish Diamond Pattern:
      Agar diamond pattern downtrend ke baad dikhai de raha hai, toh ye reversal pattern bearish signal provide karta hai. Jab price diamond pattern ke lower trendline se breakout karta hai, toh ye ek entry point hota hai. Stop-loss order upper trendline ke above lagaya jata hai. Price ka target usually diamond pattern ki height se calculate kiya jata hai.
      • Diamond chart pattern ke interpretation:
      1. Continuation Pattern: Diamond chart pattern ek continuation pattern hai, jo existing trend ki continuation ki indication deta hai. Agar diamond pattern uptrend ke dauran form hota hai, toh price uptrend ke baad bhi upar jaane ka indication deta hai. Agar diamond pattern downtrend ke dauran form hota hai, toh price downtrend ke baad bhi neeche jaane ka indication deta hai.
      2. Breakout: Diamond pattern ke breakout ke baad trend continuation ki possibility hoti hai. Breakout upper trend line ya lower trend line ke through hota hai. Breakout ke baad price generally breakout direction mein move karti hai.
      3. Price Targets: Diamond pattern ke breakout ke baad price targets calculate kiye ja sakte hain. Target ko calculate karne ke liye diamond pattern ke height ko breakout point se add/subtract kiya jata hai.
      • Diamond chart pattern ke limitations:
      1. False Breakouts: Diamond pattern mein false breakouts hone ke chances hote hain. Price breakout ke baad reversals bhi ho sakte hain, isliye breakout confirmation ke liye additional analysis ki zaroorat hoti hai.
      2. Timeframe: Diamond pattern ko different timeframes par dekha jaa sakta hai, lekin longer timeframes jaise daily aur weekly charts par iska reliability zyada hota hai.
      3. Confirmation: Diamond pattern ke breakout aur validity ko confirm karne ke liye volume analysis aur aur technical indicators ka istemal kiya ja sakta hai.
      • [*=center]NOTE:
      Diamond chart pattern ko samajhna aur istemal karna traders ke liye zaroori hai. Iske saath sahi risk management techniques aur confirmation signals ka istemal karke trading decisions lene chahiye.
      • #18 Collapse

        Assalam o alaikum umeed hai ap Sb khariat sy hn gy mera aj ka topic hai. Diamond chart pattern Diamond chart pattern Diamond top formation aik technique tajzyia ka namoony hai jo aksar market ki chotyion par ya is qareeb hota hai or oppari rojhan k ulaat jany ka ishara dy bsakta hai is ka nam is liay rakha gyia hai.kunkah security ki qeematon k aamal k zaraiy khudi hui chotion or girton ko jorny wali trend line heeray ki shakal ikhtyiar jb b krti hai.Diamond top formation sb sy phly aik off center head and shoulder ki tashkeel ko alag kr k bad mn anay wali chotion or girtoon par munhasir trend line bi jo ko lagoo kr k qaim kia jata hai.Diamond top formation aam toor par gair mamooli hain Tahum jb woh taskeel dety hain to yeh mojooda up trend k anay waly ulat jany kaleay ishara ho sakty hain.Yeah pattren is waqt hota hai jab aik mazboot uptrending qeemat aik taweel arsay k doraan aik chipti harkat ko zahir karti hai jis sy jo diamond ki shakal bnate hai. Formation of pattern Diamond formation sirf uptrend k akhir mn hota hai.Jab kah in ka hum mansab diamond bottom formation down trend k akhir mn hota hai.Diamond top formation ko zyada maqbool or zyada taqatwar ,head and shoulder ki shaklon k sath uljhyia jaa sakta hai.Tajron ko yeah galti krny sy hosheeyar rhna chaiy kunk diamond top formation k head and shoulder k ulat jany sy phlay hota hai.Us waqt us ki glat shanakht krna traders ki waqt sy phly market ko mukhtasir krny ka sabab ban sakta hai.Diamond tops or bottom ka aam toor par double tops or bottoms sy mowazna kr sakty hain lkn in mn kam makhsoos unchai or neechi hoti hai. Trade in diamond chart pattern Diamond ki tashkeel classics chart pattern ki family ka hissa hai lkn aam toor par dakhay jany waly flag ,peanuts head and shoulder or mustateel k bi namoony. k barakis diamond ka chart pattern qeemat k chart par kasrat sy payia jata hai is trha diamond chart pattern ko tejarat krny k itny mowaiqy nhi hain jitny deegar. mn sy kuch ny btayia hai.Is k bawajood techniquii tajroon ko is pattren sy waqif hona Chaiy kun k yeh aik toohas tejarti mowaqy farham krta hai.jab isay kafii he. jald phachan lyia jata Diamond chart pattern hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Diamond Chart Pattren dear member forex market main bahut sary tools or chart pattren use hoty han is market ko analysis karny ka lye ham yahan par bat karnrahy han dimond chart patren ki is pattren main price asy move karti ha ka candle diamond ki shakal bana lety han islye ham is ko diamond ka name dety han is main high or low ko milya jata ha trend line ki madad sa tabhe hamen is pattren ki samjh ati ha. Formation Of Diamond Chart Pattren jab ham na kisi bhe pattren ko samjhna ho to ham ye dekhty han ka ye pattren banta kasy ha to diamond pattren ki bat karen to ye top ya pher bottom par bantanor candle diamond shape bantai han to ham uper or lower trend line draw kar ka is trend ko identify karty han bahut easy pattren ha han is kinexample dekhty han tomap ko bhe is ko samjhny main assani ho ginbas ye conform karnanzarori hota ha ka hamara pattren theak bana hanka nhe . How To Trade With Diamond Pattren Diamond pattern ko trade karne ke liye, aapko is pattern ko pehchanne aur uski confirmation ke liye dusre technical indicators ka istemal karna hoga. Kuch ahim setup han jin ko follow kar ham diamond pattern trading ke liye istemal kar sakte hain: 1.Pattern Recognition: Diamond pattern ko pehchanna zaroori hai. Is pattern mein price range slowly decrease hoti hai aur ek symmetrical diamond shape form hota hai. Is pattern ke liye aap price charts aur technical analysis tools jaise ki trend lines aur moving averages ka istemal kar sakte hain. 2.Confirmation: Diamond pattern ki confirmation ke liye, aapko price breakout ka wait karna hoga. Jab price diamond pattern ke boundaries se bahar nikalne lagti hai, woh breakout signal ho sakta hai. Aap is breakout ko confirm karne ke liye volume, momentum oscillators, ya fir dusre technical indicators ka istemal kar sakte hain.is ka elawa or bhe tools han jin ko use kiya ja skta ha. 3.Entry aur Stop-Loss: Diamond pattern ke breakout ke baad, aapko entry aur stop-loss levels tay karna hoga. Agar price up-trend ke breakout kar rahi hai, aap long position le sakte hain, aur agar down-trend ke breakout ho raha hai, toh short position le sakte hain. Stop-loss order aapki risk management ka ek important part hota hai, jo aapko trade ko protect karta hai, agar price opposite direction mein move kare. 4.Target aur Exit: Diamond pattern ke target levels tay karne ke liye, aapko previous price move ki length ka istemal kar sakte hain. Aap target levels ko support aur resistance levels ke based par bhi tay kar sakte hain. Apni trading strategy mein exit points tay karne ka bhi dhyaan rakhein, jisse aap profit ko lock kar sakein.
          youtube_share

          اب آن لائن

          Working...
          X