What is Aroon Oscillator Indicator?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Aroon Oscillator Indicator?
    What is Aroon Oscillator Indicator?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction: Assalamualaikum I hope you all are fine and doing well on forex trading. Aj ki post mein main ap ko bht help ful knowledge share krun gi ju key Aroon Oscillator Indicator key bary mein hay. What is Aroon Oscillator Indicator? Dear members Aroon Oscillators indicator aik technical trading indicator hota hy. Es ka Kam treading trend main major Aur minor tabdlii key bary mein agah krta hy.. Trading pair ko price mein hony wali variations ko asani identify kar sakty hain Yeah Kisi bhi pair Kay chart main mojood aur resistance key Kay darmyaan main maojod values ki prices ko bahuot calculative way mein main count karta hay Or is ki percentage values ko double envelops ki form Mein show karta hy. Important Of This Pattern: Agr ap Aroon Oscillators indicator ko agar trading chart per samjna hain tu pehly trader ko existing trend kay bary mein technical analysis kay zariye kuch trend analysis kar leny chahiey. Phir aroon oscillator indicator ki predictions pr amal karna chahiey. Aroon oscillator main moving average sy mutabiq sell or buy ki indication hasil ker ky trade open kerna hoti hain. Yeah phir ham other indicators jo moving average based hoty hain. un ky sath mila ker use kerny sy hi acha indication hasil hoti hai. Treading Strategy: Aroon Oscillators indicator per trading karna bahot esy hota hy. kyn kay yea same RSI indicator per tarha overbought aur oversold condition kay signals deta hy. Aroon oscillator negative ya zero ki taraf sa 100 ki taraf jata hy. To yeah is baat ka ishara hota hay. k price uptrend ma janay wali hai aur agar kay against ho to is ka ishara hota hea kay price down trend main jany wali hain.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X