About "the power of the bulls and the power of the bears"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    About "the power of the bulls and the power of the bears"
    About "the power of the bulls and the power of the bears"
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    About "the power of the bulls and the power of the bears" Assalm.u.Alaikum Dear friends je post main hum bat krnay waly hain Bulls Power and Bears Power Indicator k bary hain .Yeh bhot ki shandar Indicator hy yeh hamain buy ya sell k signals provide krta hy.agr hum je indicator ko achi tarha smjh years hian to humary business skills main izafa ho ga aur market ko analyze krnay main bi bhot madad mily gi . Strength of Bulls: Dear members Bull Power humain Buy signals provide krta hy jab hum Bull Power ko graph pr apply kraty hain to human zero line or Bull power k Histogram nazar atay hian. Dear members Bull Power k Histogram Zero Line k oper ya nachay nazar aty hian jab chart main bull candle create hoti hy k bulls power zero line k up side pr banin gi .yahan pressure on buyer zeyada hota hai . Aur market up trend mein harkat karti hy. Bearish power: Yeh indicator bhi dkhny main blkul bulls power ki market ka oscillator hota ha or zero value ki k gird move card ha frk sirf itna ha k bulls power buyers ki power ko measures card ha jb k BEARS power sirf sellers ki power ko measures card ha. jb market downtrend main ho or bears power ki value zero ya us se let ho mtlb negative ho to ye es bat ki indication hota ha to seller ab strong hain or trend bhi down ha to ap market main sell ki entry le skty hain. laikin agr trend down ho or Bears power ki value zero se oper hon mtlab k positive ho to apko selling se avoid karna chahye Bullish and Bearish in Divergence: Dear members divergence us situation ko khty hain jis main indicator or price action opposite direction main card move hain.aisy hi bears & bulls power or price action k drmyan bhi difference aa jata ha ho skta ha k uptrend main ja rhi ho laikin bulls power abhi b negative ho to ye trend reversal ki indication ho skti ha es situation major apko buying avoid karni chahye or aisa hi downtrend major bears strength k sth ho skta ha tb apko selling avoid karna chahye. How to Trade Bulls Power & Bears Power: Bulls Power or Bears Power trading main bhot zeyada faida mand sabit hoti hy sab say phaly humain trend ko identify krna ho ga agr trend bullish/up hy to hum Bulls Power ko use krain gy or hum is main esi strategy use krain gy k market jitni down ay p ne buy ka order open krna hy or dekhna hy jab ap buy ka order open krain to Bulls Power k histogram zero line k oper start ho rha ho.Es ky braks agr agr trend bearish ho to humain us waqat sell ka order open krna chahey jab bears power zero line sat nachay start ho rha ho . Bulls & Bears Strength Used in MT4 and MT5: Bulls Power or Bears Power 2 alag alag Indicator hain hum in dono ko bi ba asani chart pr apply kr skty hian.Bulls Power or Bears Power ko Apply krnay k leay humain Indicator k option (f) main jana hy or Bulls Power aur Bears Power ko add krna hota hy MT4 ya MT5 k chart pr use kr skty hian . MT4 or MT5 main is Indicator ko use krnay ka same treeqa hy .
     
    • #3 Collapse

      Bulls and Bears Power Used in MT4 and MT5:Bulls Power or Bears Power 2 alag alag Indicator hain hum in dono ko bi ba asani chart pr apply kr skty hian.Bulls Power or Bears Power ko Apply krnay k leay humain Indicator k option (f) main jana hy or Bulls Power aur Bears Power ko add krna hota hy MT4 and MT5 to charts pr use kr skty hian . MT4 or MT5 main is Indicator ko use krnay ka same treeqa hy .
      • #4 Collapse

        the power of the bulls and the power of the bears main kafi best and strong learning share ki hain apne forex trading main analysis kare market main pratice kare agar ek traders best learning k sath kaam kare ga tru kamyabi b hasil kare ga fofrex ek kamyab busniess hain analysis kare demo account main workkare market main anlaysis nhe hota hain tu loss hojata hai forex trading ek kamyabi hasil karne k liye pratice karna must hain jaab tak learning and pratice nhe hoti haintu loss k ziyda chances hoteh ain loss ko reocver karne kliye pratice kare makret mian learning kare analysis kare pratice nhe hain tu forex main kisi b tara ek trades profit hasil nhe kar skta hain qk bina learning k loss hota hain profit nhe hota hain is liye pratice k sath kaamkare makret main learning kare anlayhsis kare How to trade ON the power of the bulls and the power of the bears: forex trading k busniess ko learning krna must hota hain ek traders ko kamyabi hasil karna hain tu forex trading main best learning k sath kaam karna must hain ek traders ko learning krna must hain jaab tak learning strong nhe hain tu loss py loss ho skta hain forex trading main best learning kare analysis kare makret main pratice kare forex ki learning ko strong kare makret main jaab tak pratice nhe hoti hain tu har trades loss kar deta hain qk loss say he benefit ye milta hain kmakret main agaibn learning ki jati hain makret main pratice ki jatii hain learning ko strong krna must hain forex ki learning jaab tak learning strong nhe hain tu demo account main b loss he hota hain kabi b kamyabi nh mils kti ha is liye pratice kare learning kare analysis kare
        • #5 Collapse

          Bulls power indicator kia ha?

          Click image for larger version

Name:	Screenshot_2023-11-27-17-12-13-58_0bea77daeacc231008e293164131bafa.jpg
Views:	23
Size:	207.3 کلوبائٹ
ID:	12783602

          Bulls Power indicator ek technical analysis tool hai jo financial markets mein istemal hota hai jisme khareedne wale buyers ki taqat ko measure karta hai. Isko aam taur par dusre indicators ke saath istemal kiya jata hai jisse overall market sentiment ka andaza lagaya ja sakta hai.

          Bulls power indicator calculation:

          Bulls Power indicator highest price aur ek chuni hui moving average (aam taur par simple moving average) ke beech ka farq calculate karta hai jisse ek specified period mein hota hai. Ek positive value bullish strength ko indicate karti hai, jabki negative value bearish pressure ko suggest karti hai. Traders aur investors is indicator ka istemal karte hain taaki potential buying opportunities ko pehchan sakein ya bullish trends ko confirm kar sakein.

          Bulls power indicator example:

          Click image for larger version

Name:	images (16).jpeg
Views:	19
Size:	91.1 کلوبائٹ
ID:	12783603

          Bulls power indicator example samjhte hain. Maan lijiye humare paas ek stock hai jiski abhi ke dauran keemat $50 hai. Bulls Power indicator ko calculate karne ke liye hum 13 din ke simple moving average ko sabse zyada keemat se subtract karte hain. Agar pichle 13 din mein sabse zyada keemat $55 hai aur 13 din ka simple moving average $52 hai, toh Bulls Power indicator $55 - $52 = $3 hoga. Yeh positive value bullish strength ko indicate karti hai, jisse buying opportunities ya bullish trend ki confirmation ho sakti hai. Lekin agar sabse zyada keemat $48 hai aur 13 din ka simple moving average $50 hai, toh Bulls Power indicator $48 - $50 = -$2 hoga. Yeh negative value bearish pressure ko indicate karti hai, jisse potential downtrend ya selling opportunities ho sakti hain. Yeh sirf ek simplified example hai jisse Bulls Power indicator kaam karta hai ko samjhane ke liye. Asli trading mein, informed decisions lene ke liye multiple factors aur indicators ko consider kiya jata hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            About "the power of the bulls and the power of the bears"
            Click image for larger version

Name:	download - 2023-11-28T073938.916.jpeg
Views:	43
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12783796


            "Bulls" aur "Bears" financial markets mein istemal hone wale do mukhtalif terms hain jo market sentiment ko describe karte hain. Yeh terms traders aur investors ke beech mein commonly istemal hote hain, aur inka understanding market direction ko samajhne mein madad karta hai.
            1. Bulls (Bullish):
              • Bulls, ya "Bullish," term ko istemal karte hain jab market ya kisi specific asset ke liye positive sentiment hai aur logon mein optimism hai. Jab traders bullish hote hain, to unka expectation hota hai ke prices badhne wale hain aur positive trend continue hogi.
              • Example: Agar kisi stock par traders bullish hain, to unka expectation hoga ke us stock ki keemat badhegi aur woh buy karenge.
            2. Bears (Bearish):
              • Bears, ya "Bearish," term ko istemal karte hain jab market ya kisi specific asset ke liye negative sentiment hai aur logon mein pessimism hai. Jab traders bearish hote hain, to unka expectation hota hai ke prices girengi aur negative trend shuru hogi.
              • Example: Agar kisi stock par traders bearish hain, to unka expectation hoga ke us stock ki keemat giregi aur woh sell karenge.
            3. The Power of Bulls and Bears:
              • "The power of bulls and the power of bears" ka concept yeh hai ke market sentiment aur direction ko define karne mein do pramukh forces hain. Agar market mein zyada buyers hain, to yeh "the power of bulls" represent karta hai, aur market bullish ho sakta hai. Agar market mein zyada sellers hain, to yeh "the power of bears" represent karta hai, aur market bearish ho sakta hai.
              • Traders aur investors ko market trends ko samajhne ke liye in forces ka analysis karna hota hai taaki woh apne trading decisions sahi samay par le sakein.
            4. Bullish and Bearish Markets:
              • Bullish Market: Jab market mein general trend positive hota hai aur keematien badhti hain, tab market ko bullish kaha jata hai. Investors aur traders positive hote hain aur buying activity badhti hai.
              • Bearish Market: Jab market mein general trend negative hota hai aur keematien girti hain, tab market ko bearish kaha jata hai. Investors aur traders negative hote hain aur selling activity badhti hai.

            Hamesha yaad rahe ke market sentiment badal sakta hai aur market dynamics complex hote hain. Traders ko market conditions ko samajhne ke liye tajaweez aur samajhdari se kaam karna chahiye.

            اب آن لائن

            Working...
            X