Bullish harami candle pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish harami candle pattern
    Bullish harami candle pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction Assalamu alaikum mere pyare Dost mere pyare bhai mujhe ummid hai ki aap bilkul acche honge aur acchi arne ke sath honge Aaj ham baat karenge bulleh harami ke bare mein Bullish harami candle pattern Bullish harami candle stuck patteren aik do mom batii ka patteren hai jo qeemat ke chart mein zahir ho sakta hai. yeh patteren aam tor par neechay ke rujhaan ke douran bantaa hai aur oopri rujhan ke mumkina ulat jane ka ishara deta hai. lafz" harami" aik japani istilaah hai jis ka matlab hai" haamla ". patteren ko is ka naam milta hai kyunkay doosri mom batii aksar pehli mom batii ke andar hoti hai, jo haamla aurat ki zahiri shakal deti hai. pehli mom batii aik lambi bearish candle hai, jabkay doosri candle aik choti blush candle hai jo pehli candle ki had mein mojood hai. blush harami candle stuck patteren aik taizi ka ishara hai kyunkay yeh batata hai ke farokht ka dabao jis ne market ko neechay le jaya tha, raftaar kho raha hai, aur khredar qadam barha rahay hain. choti taizi ki candle jo pehli candle ki had ke andar zahir hoti hai is se pata chalta hai ke bail barh rahay hain. taaqat aur market ka control haasil kar sakta hai. traders aksar lambi positions mein daakhil honay ke liye blush harami patteren ko signal ke tor par istemaal karte hain, kyunkay yeh batata hai ke market taizi ka rukh kar rahi hai. taham, yeh note karna zaroori hai ke blush harami patteren hamesha qabil aetmaad signal nahi hota hai aur usay deegar takneeki isharay aur tajzia ke sath istemaal kya jana chahiye. blush harami candle stuck patteren talaash karte waqt zehen mein rakhnay wali aik ahem baat yeh hai ke patteren ki tasdeeq talaash ki jaye. is ka matlab hai ke taizi ke harami patteren ke zahir honay ke baad teesri mom batii ban'nay ka intzaar karen. teesri candle aik mazboot blush candle honi chahiye jo doosri candle ki oonchai ke oopar band ho jaye, is baat ki tasdeeq karti hai ke belon ne market ka control sambhaal liya hai. aakhir mein, blush harami candle stuck patteren aik do mom batii patteren hai jo oopri rujhan ke mumkina ulat jane ki tajweez karta hai. taajiron ko patteren ki tasdeeq ke liye dekhna chahiye aur tijarti faislay karne ke liye usay dosray takneeki isharay aur tajziye ke sath istemaal karna chahiye .
     
    • #3 Collapse

      What Is Bullish Harami Candlestick Pattern: ASSALAM O Alikum Dear memebrs jesy kay ap janty hian yehpattern bulish kay liay banta hay Is pattern mein, pehle din bearish candlestick hoti hai, jo normally long hoti hai aur market ka close price market ke high price se neechay hota hai. Doosre din, market gap down khulta hai aur ek choti si bullish candlestick banati hai, jiski body pehle din ki candle ki body ke andar rehti hai. Doosre din ki candle ki body normally pehle din ki candle ki body se chhoti hoti hai Ye pattern normally kisi bhi timeframe par dekha ja sakta hai chahe daily ho ya phir hourly.Agar Bullish Harami Pattern, kisi downtrend ke baad form hota hai, to iska matlab hota hai ke sellers ki power khatam ho chuki hai aur buyers ke power badh rahi hai. Isi wajah se is pattern ko reversal signal mana jata hai aur yeh price ko upar ki taraf move karne ki possibility indicate karta hai. Isliye, traders ko is pattern ko identify karna aur us par trade karna bohat zaroori hai, kyunki is pattern ke signals kaafi accurate hote hain. Bulish Harami Pattern details Dear members Bullish Harami Pattern normally downtrend ke baad market mein form hota hai aur ye ek reversal signal hai. Jab market mein kisi currency pair ki price long period ke baad down trend mein hoti hai aur phir kisi din price ek bearish candlestick ke sath neechay jaati hai to traders ko caution ki zaroorat hoti hai. Iske baad agle din market gap jiski body pehle din ki candlestick ki body ke andar rehti hai. Doosre din ki candlestick ki body normally pehle din ki candle ki body se chhoti hoti hai.Agar traders is pattern ko dekhte hain to unhe yeh samajhna hota hai ke sellers ki power khatam ho chuki hai aur buyers ke power badh rahi hai. Isi wajah se is pattern ko reversal signal mana jata hai aur yeh price ko upar ki taraf move karne ki possibility indicate karta hai. Isliye, traders ko is pattern ke signals kaafi accurate hote hain aur unhe is pattern ki identification aur interpretation ko samajhna zaroori hai. How Can i identify bullish harami candlestick pattern forex members is pattern ki pehchan karna asan hy is Pattern ki pehchan karna chart analysis ka ek important aspect hai. Is pattern ko pehchanne ke liye aapko do candlesticks ki zaroorat hoti hai, ek bearish candlestick aur ek choti si bullish candlestick. Bullish Harami Pattern normally downtrend ke baad market mein form hota hai aur iski identification ke liye aapko pehle din ki bearish candlestick aur doosre din ki choti si bullish candlestick ke andar ki bodies ko dekhna hota hai. agar bearish candlestick long hai aur market ka close price market ke high price se neechay hota hai, to ye ek indication hai ke sellers abhi bhi market control karte hain aur price down ki taraf jaa sakta hai Agla din, market gap down ke saath open hota hai aur ek choti si bullish candlestick form karta hai, jiski body pehle din ki candlestick ki body ke andar rehti hai. Agar doosre din ki candlestick ki body normally pehle din ki candle ki body se c hoti hoti hai, to ye ek indication hai ke buyers abhi bhi market mein interested hain aur price up ki taraf move kar sakta hai Agar aap is pattern ko identify karna chahte hain to aapko market ki price action carefully observe karna hoga aur candlesticks ki bodies ki length aur direction ko analyze karna hoga. Bullish Harami Pattern ki pehchan karne ke liye ap chart analysis ke liye various tools aur techniques ka use kar sakte hain. Difference Between Bullish Harami And Bearish Harami Dear Members dono candlestick patterns hote hain jo ki chart analysis ke liye important hote hain. In dono patterns mein kuch differences hote hain Bullish Harami Pattern - Bullish Harami Pattern normally downtrend ke baad market mein form hota hai aur iske baad price ki upar ki taraf move hone ki possibility hoti hai. Is pattern mein pehle din ki candlestick bearish hoti hai aur doosre din ki candlestick bullish hoti hai, jiski body pehle din ki candlestick ki body ke andar rehti hai.Bearish Harami Pattern - Bearish Harami Pattern normally uptrend ke baad market mein form hota hai aur iske baad price ki neechay ki taraf move hone ki possibility hoti hai. Is pattern mein pehle din ki candlestick bullish hoti hai aur doosre din ki candlestick bearish hoti hai, jiski body pehle din ki candlestick ki body ke andar rehti hai. Iske alawa, dono patterns ki identification aur interpretation mein kuch differences bhi hote hain. Bullish Harami Pattern ko traders normally price ki upar ki taraf move hone ki indication mana jata hai, jabki Bearish Harami Pattern ko traders normally price ki neechay ki taraf move hone ki indication mana jata hai In dono patterns ko identify karne ke liye, traders ko price action aur chart analysis ke liye acchi tarah se prepared hona chahiye. In patterns ko identify karne ke liye, traders ko candlesticks ki bodies ki direction aur length ke saath saath, unki positioning aur market trend ke saath bhi dhyan rakhna chahiye.
      • #4 Collapse

        Bullish harami candlestick pattern Hello mere aziz dosto Jab market long time sy continue down trend main movement ker rehi ho tou same Trend main jab market main aesi bearish candle creat ho ky usky bahd next bullish candle kuch gap ky sath uptrend main open ho aur isterha sy close ho ky bearish candle ka yeh fourth part tak ho lekin jahan per bearish candle close hui ho us sy kuch upside gap ky sath yeh bullish candle creat ho tou aesy pattern ko bullish harami pattern ka name dia gia hai tou jab aesa pattern complete hota hai tou wahan sy hamain buy main trade open ker leni chahiay ky aesy time per buy main trade open kerny sy hamain bahot acha profit hasil ho sakta hai.Bullish harami pattern ky jesa bullish harami cross bhi hota hai ky jab down trend main continue movement kerty huey aik bari Bearish candle ky bahd aik aesi doji candle creat ho jo bearish candle ky centre main cross ki sign creat kery tou aesy pattern ko bullish harami cross kehty hain aur is per market ka trend change hona confirm hota hai ky wahan sy uptrend start ho jata hai.Jis terha bullish harami pattern hai isi terha agar market continuously uptrend main movement kerty huey bullish candle ky bahd same pattern main bearish candle creat kery tou yeh bearish harami pattern hota hai aur isi terha agar second candle Doji ho tou bearish harami cross banta hai aur market wahan sy apna trend change kerty huey downtrend main chalna shoru ker deti hai tou aesy jab bhi pattern creat ho tou hamain isi ky mutabiq trade open kerny per bahot acha profit hasil ho sakta hai. Importance of Bullish harami candlestick pattern Dear friends Aisa Hi Ek bahut hi important pattern bullish Harami pattern hai Jab market button level per Hoti Hai To Uske bad market Mein Ek Aisi candlestick banti hai jo last bearish candle se 50% Badi hoti hai to aapko idea ho jata hai ya bullish Harami pattern ban raha hai Iske bad Aap Ko Intezar Karna chahie aur Jaise hi aapko conformational candlestick mil ki hai hai uske forun Bad aapko trade open kar leni chahie Kyunki market confirmation ke bad bahut jaldi se bullish trend Mein move kar sakti hai.Is pattern ke banne ke bad aap market mein bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain aur aur date profit aur staff last ki limit bhi apni trade per set karte ho ya maximum profit Hasil kar sakte hain aur apni trading ko bilkul safety ke sath maintain kar sakte hain lekin is pattern ko properly utilise karne ke liye aapke pass uski complete knowledge aur information honi chahie agar aap ismein Koi mistake kar Jaate Hain To aapko bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai isliye market ke Tamam different patterns ko Apne trading per reply karne ke liye bahut carefully Unki learning Karni chahie. Bullish Harami Candlesticks pattern k sath trade kern k liye nich points ko mind man zaror rukhen. 1. Is k liye hamasha long downtrend ka wait karen. 2. Stochastic Oscilator sa zaror check karen k Market ka Momentum slow ya reverse howa ha k nahe aur bearish long body candle k bad bullish candle ka chota banna lazmi ha to tab he confirmation hogi. 3. Bullish candle ka size long bearish candle k sirf 25% tak he hona chaheye. 4. Pori bullish candle lazmi bearish candle k ander ae, to he confirmation ha. 5. Bullish Harami candlesticks pattern ko lazmi baqi indicator ya support level sa start hon ko confirm kerna zarori ha. Ager oper wala sara points confirm ha to ab trader ko Buy ki Trade Entry le leni chaheye.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Importance of Bullish harami candlestick pattern Dear friends Aisa Hi Ek bahut hi important pattern bullish Harami pattern hai Jab market button level per Hoti Hai To Uske bad market Mein Ek Aisi candlestick banti hai jo last bearish candle se 50% Badi hoti hai to aapko idea ho jata hai ya bullish Harami pattern ban raha hai Iske bad Aap Ko Intezar Karna chahie aur Jaise hi aapko conformational candlestick mil ki hai hai uske forun Bad aapko trade open kar leni chahie Kyunki market confirmation ke bad bahut jaldi se bullish trend Mein move kar sakti hai.Is pattern ke banne ke bad aap market mein bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain aur aur date profit aur staff last ki limit bhi apni trade per set karte ho ya maximum profit Hasil kar sakte hain aur apni trading ko bilkul safety ke sath maintain kar sakte hain lekin is pattern ko properly utilise karne ke liye aapke pass uski complete knowledge aur information honi chahie agar aap ismein Koi mistake kar Jaate Hain To aapko bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai isliye market ke Tamam different patterns ko Apne trading per reply karne ke liye bahut carefully Unki learning Karni chahie. Bullish Harami Candlesticks pattern k sath trade kern k liye nich points ko mind man zaror rukhen. 1. Is k liye hamasha long downtrend ka wait karen. 2. Stochastic Oscilator sa zaror check karen k Market ka Momentum slow ya reverse howa ha k nahe aur bearish long body candle k bad bullish candle ka chota banna lazmi ha to tab he confirmation hogi. 3. Bullish candle ka size long bearish candle k sirf 25% tak he hona chaheye. 4. Pori bullish candle lazmi bearish candle k ander ae, to he confirmation ha. 5. Bullish Harami candlesticks pattern ko lazmi baqi indicator ya support level sa start hon ko confirm kerna zarori ha. Ager oper wala sara points confirm ha to ab trader ko Buy ki Trade Entry le leni chaheye. Bullish candlestick pattern Hello mere aziz dosto Jab market long time sy continue down trend main movement ker rehi ho tou same Trend main jab market main aesi bearish candle creat ho ky usky bahd next bullish candle kuch gap ky sath uptrend main open ho aur isterha sy close ho ky bearish candle ka yeh fourth part tak ho lekin jahan per bearish candle close hui ho us sy kuch upside gap ky sath yeh bullish candle creat ho tou aesy pattern ko bullish harami pattern ka name dia gia hai tou jab aesa pattern complete hota hai tou wahan sy hamain buy main trade open ker leni chahiay ky aesy time per buy main trade open kerny sy hamain bahot acha profit hasil ho sakta hai.Bullish harami pattern ky jesa bullish harami cross bhi hota hai ky jab down trend main continue movement kerty huey aik bari Bearish candle ky bahd aik aesi doji candle creat ho jo bearish candle ky centre main cross ki sign creat kery tou aesy pattern ko bullish harami cross kehty hain aur is per market ka trend change hona confirm hota hai ky wahan sy uptrend start ho jata hai.Jis terha bullish harami pattern hai isi terha agar market continuously uptrend main movement kerty huey bullish candle ky bahd same pattern main bearish candle creat kery tou yeh bearish harami pattern hota hai aur isi terha agar second candle Doji ho tou bearish harami cross banta hai aur market wahan sy apna trend change kerty huey downtrend main chalna shoru ker deti hai tou aesy jab bhi pattern creat ho tou hamain isi ky mutabiq trade open kerny per bahot acha profit hasil ho sakta hai. Bulish Pattern Born forex members is pattern ki pehchan karna asan hy is Pattern ki pehchan karna chart analysis ka ek important aspect hai. Is pattern ko pehchanne ke liye aapko do candlesticks ki zaroorat hoti hai, ek bearish candlestick aur ek choti si bullish candlestick. Bullish Harami Pattern normally downtrend ke baad market mein form hota hai aur iski identification ke liye aapko pehle din ki bearish candlestick aur doosre din ki choti si bullish candlestick ke andar ki bodies ko dekhna hota hai. agar bearish candlestick long hai aur market ka close price market ke high price se neechay hota hai, to ye ek indication hai ke sellers abhi bhi market control karte hain aur price down ki taraf jaa sakta hai. Agla din, market gap down ke saath open hota hai aur ek choti si bullish candlestick form karta hai, jiski body pehle din ki candlestick ki body ke andar rehti hai. Agar doosre din ki candlestick ki body normally pehle din ki candle ki body se c hoti hoti hai, to ye ek indication hai ke buyers abhi bhi market mein interested hain aur price up ki taraf move kar sakta hai Agar aap is pattern ko identify karna chahte hain to aapko market ki price action carefully observe karna hoga aur candlesticks ki bodies ki length aur direction ko analyze karna hoga. Bullish Harami Pattern ki pehchan karne ke liye ap chart analysis ke liye various tools aur techniques ka use kar sakte hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X