Trade winning strategy with cup and handle candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade winning strategy with cup and handle candlestick pattern
    Trade winning strategy with cup and handle candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    CUP AND HANDLE CANDLESTICK PATTERN
    INTRODUCTION Cup and handle, jo kay ek candlestick pattern hai, chart analysis ke zariye stocks ki movement ko predict karne ke liye istemaal kya jata hai. Yeh pattern market ke bullish trend ka indication deta hai, jo ek uptrend ke baad aane wali short-term downtrend ke baad phir se ek uptrend ki taraf ishaara karta hai. DETAILS Iss pattern mein, stock ke chart par ek "U" shape cup ban jata hai, jo price action ki trajectory ko show karta hai. Iss cup ke baad, stock ka price dobara se ek upper trend ki taraf move karta hai, jo handle kehte hain. Handle typically kuch weeks ka hota hai aur ek horizontal or downward slope ki shape me dikhta hai. IDENTIFICATION Iss pattern ko identify karne ke liye, traders ko pehle ek "U" shape cup ka formation dhundhna hota hai, phir ek short-term downward trend ke baad handle ke formation ko dekhna hota hai. Agar handle ki shape sahi hai aur volume bhi sahi hai, to yeh pattern sahi tareeqe se identify ho jata hai. TRADING STRATEGY Cup and handle candlestick pattern aik technical analysis tool hai jo traders istemal karte hain apni trading strategies ko optimize karne ke liye. Ye pattern bullish trend mein commonly dekha jata hai aur iski recognition ki wajah se traders ko future price movements ka idea milta hai. Ye pattern is tarah hota hai ke price chart par aik "U" shape ban jata hai jise "Cup" kaha jata hai aur phir iske baad aik "handle" banta hai jise downtrend ki taraf jhuka hua hota hai. Agar is handle ke baad price upar ki taraf move karta hai toh ye bullish continuation ka signal hai aur traders isko buy kar sakte hain. Is trading strategy mein, traders ko price chart ki "Cup and Handle" pattern ki recognition aur price trend analysis karne ki zaroorat hoti hai. Jab ye pattern form ho jaye, traders ko breakout level ko identify karna hota hai jahan se price upar move karega. Phir traders stop loss aur take profit levels ko set karte hain jis se unko maximum profit mile. Lekin yaad rakhiye ke ye pattern sirf aik tool hai aur traders ko iske saath aur bhi technical analysis tools istemal karne ki zaroorat hai. Iske alawa traders ko market trend, volatility aur risk management ka bhi dhyan rakhna hoga. SUMMARY Iss pattern ka trading strategy yeh hota hai ki traders ko stock ko buy karna hota hai, jab price handle ki resistance level ko break karke upper move karta hai. Traders ko stop-loss orders place karna chahiye, in case stock ke price handle ke neeche jaata hai. Traders is pattern ko use karke, stocks ki movement ka sahi tarika se prediction kar sakte hain aur profits generate kar sakte hain. Iss tarah, cup and handle candlestick pattern ek powerful tool hai, jo traders ko stocks ki movement ko analyse karne me help karta hai, aur unko profitable trades karne me madad karta hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      dear forex ma bhot sary patterns hain jo market k bary ma perfect information dety hain. Agr ham en patterns ko use karna achy sy sekh leyn to ham bhot acha profit hasil kar sakty hain but sb patterns ko zehan ma rakhna bhpt mushkil hota hai or en k lae bhot zayada practice ki zarurat hoti hai. Cup with handle chart pattern. Ye pattern bullish continuation pattern k tor par use hota hai. Es pattern ko ghor say dekhyn to cup or handle ki shape nazar ati ha. Trader es pattern ko asy explain karty hain k market bullish trend ma hoti hai or pur ye support par downfall ma chali jati hai or wah par kuch dair side movement ma rehti hai. Es k bad market previous point jaha sy fall ki thi waha tak phr sy ponch jati hai. Ye cup ki shape ban gae hai or ab handle banany k lae market ik bar phr tori down fall karti hai or handle ki shape banati hai. Es k bad market up trend ma wapas chali jati hai. Es ko ham mazeed es tarha explain kar sakty hain k market up trend ma thi phr wo tori retracement k lae nechy aye or phr ik bar phr retracement k bad uptrend ma chali jati hai. Setting a stop loss Trader ko es pattern k sath munasib stop loss set karna chahe es sy trader apny account ko safe bana sakta hai or account ko wash hony sy bacha sakta hai. Cup with handle pattern ma handle k low point ko stop loss k tor par set kiya ja sakta hai. Kiu k jb tak ye handle ki shape kaim rahy gi trader k lae profit hasil karny k chances baki rahyn gy. But agr market cup shape ko tornay ma kamyab ho gae to phr ye pattern valid ni rahy ga or trader ko es ka pehle ay pata hona chahe tb he wo kamayab ho sakta hai. Agr wo serf profit k chakar ma he rahy ga to phr usko loss sy kio ni bacha saky ga. Kiu k usko loss etna ho ga k account he wash ho jae ga. Technical Point of View Agar hum acha profit cup and handle pattern per hasil krna chahty hain to is ky liye hum simple method istemal kr sakty hain is ky according hum jo price cup ki bottom par hoti hai us ko handle ky start par jo price hoti hai us ky saath compare krty hain us ky baad humein jo number milta Hai us ko hum us price ky saath add krty hain jo KY handle upar ki taraf break krty Howe humein price dyta Hai add krny KY baad ye wo price hoti hai jo humein market Mein exit position ka btati hai aur is par exit kr KY hum acha profit haisl kr sakty hain
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

      اب آن لائن

      Working...
      X