What is Symmetrical Triangle Pattern?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Symmetrical Triangle Pattern?
    What is Symmetrical Triangle Pattern?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum! Dear members I hope you all are fine and doing well on forex trading. Aj key es topic mein symmetrical triangle Chat Pattern key bary mein knowledge share krun gi. Ju key ap key leay bht help ful sabit honey Wala hay. What is Symmetrical Triangle Chart Pattern? Dear members forex market mein agr formation ke baat krty Hain to es mein market reversal pahly market ke break out ka wait Krna hota hy k market kis traf move kary ge agr break out market ke up side mein ho ga to market revers Hogi market sy recruit mein Chali jay ge to es ko symmetrical triangle chart pattern kaha Jata hy. Analysis Of This Pattern: Dear members Forex market triangle chart pattern make candlestick apply krty Hain. k agr bullish trend ho to Ap ny low or candle sey upper candle tk Jo latest hy .es trha hamein candle ko outer side py set krna chahiye tb hmein pta chly ga k yeh kon c candle ke help sey Ham candle banti hy yah triangle ko es liye khty Hain. Market ka analysis krny k liye knowledge ka Hona bht zaruri hy.agr hmary pas knowledge ho ga to hm market ke movement ko easily smjh skty hain. Trading Strategy: Dear members agr symmetrical triangle chart pattern trading key baat key jay to chart pattern price upper ten line upper trend ko close Krti hay. to es sey break out ke confirmation ho jati hay. Es mein kbi b jaldbazi nahi Krni chahiye.trade krty howay . Hmeesha stop loss or take profit set krein. ASA krny Sy hm Acha profit b hasil kr skty Hain. Aur hmara account b safe rehta Hay. Expalination: Dear members jb BHI apny Kam start krna tu tu phly es pattern key bary mein knowledge hasil krna ha. Os key bad AP ny symmetrical triangle Chart Pattern main trading krty waqat yh trend ko bullish mein das line upr close krta hay. Break out pka ho jata hay. Es key zaruri hay. Key AP complete fousc apny Kam pr Kerin. "Thanks "
     
    • #3 Collapse

      Asslam-O-Alaikum! Dear members Me ummed kerti hoke ap sb ka forex trading py kam bht acha chl rha hoga. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. What is Symmetrical Triangle Pattern? Symmetrical triangle pttern tijarti hikmat e amli tijarat ka aik tareeqa hai jo tijarti mawaqay ki shanakht ke liye hum aahang masalas patteren ka istemaal karta hai. sadool masalas aik masalas ki shakal ka chart patteren hai jo nazooli jhoolon ki bulandiyon aur charhtay hue jhoolon ki aik series se bantaa hai, jis se saakht ko neechay ki taraf dhalwan oopri baondri aur oopar ki dhalwan nichli had millti hai. yeh aik tasalsul chart patteren samjha jata hai, jis ka matlab hai ke jab yeh bantaa hai, to qeemat ke rujhan ki simt mein jari rehne ka imkaan hota hai . EXPLAINATION : hum aahang masalas tijarti hikmat e amli tijarat ka aik tareeqa hai jo tijarti mawaqay ki shanakht ke liye hum aahang masalas patteren ka istemaal karta hai. sadool masalas aik masalas ki shakal ka chart patteren hai jo nazooli jhoolon ki bulandiyon aur charhtay hue jhoolon ki aik series se bantaa hai, jis se saakht ko neechay ki taraf dhalwan oopri baondri aur oopar ki dhalwan nichli had millti hai . yeh aik tasalsul chart patteren samjha jata hai, jis ka matlab hai ke jab yeh bantaa hai, to is simt mein rujhan jari rakhnay ke liye qeemat ke rujhan ki simt mein phoot parney ka imkaan hota hai . sadool masalas kya hai aur market mein yeh kaisay bantaa hai ? sadool masalas chart patteren aik masalas ki shakal ka qeemat ka dhancha hai jis mein qeematon ke jhool ki oonchai musalsal neechay aati rehti hai jab ke jhulay ki kmin lagataar onche hoti hain, is terhan dhanchay ko neechay ki taraf dhalwan wali oopar ki baondri aur barhti hui nichli had millti hai . yeh masalas patteren batadreej charhtay hue support lines aur nazooli muzahmati lakiron ke aapas mein mlitay hue tashkeel paata hai kyunkay asasa ki tijarti had taizi se choti hoti jati hai. aam tor par, asasa ki qeemat do trained linon ke darmiyan agay peechay uchalti hai, masalas ke sab se oopar ki taraf barhti hai, yahan tak ke yeh bil akhir aik simt ya doosri simt se nikal jati hai . tajir bakhabar tijarti faislay karne ke liye sadool masalas patteren ka istemaal kaisay kar satke hain tajir aur market ke tajzia car aam tor par hum aahang masalas ko istehkaam ke namonon ke tor par dekhte hain, jis ka matlab hai ke market mojooda rujhan ke jari rehne ya ulat jane ki tawaqqa mein aik saans le rahi hai. bohat se mawaqay par, yeh tasalsul ke chart patteren ke tor par khatam hota hai - jis ka matlab hai ke jab yeh bantaa hai, to qeemat ke mojooda rujhan ki simt mein phoot parney aur is simt mein rujhan jari rakhnay ka imkaan hota hai eechay utarti oopri lakeer ke sath, is ka matlab hai ke jhool ki bulandion lagataar neechay aati gayeen. isi terhan, neechay ki lakeer par charhne ka matlab yeh hai ke jhulay ki kmyan lagataar onche ho gayeen. lehaza, aap ke paas aik matawazi tor par sah rukhi dhancha hai jis ki bunyaad baen taraf aur is ki chouti dayen taraf hai . traders sadool masalas patteren se break out ki mumkina simt aur had ka taayun kaisay karte hain qeemat ke baad sadool masalas ki shakalain aik khaas simt mein chal rahi hain, jo oopar ya neechay ho sakti hai. ziyada tar waqt, break out rujhan ki simt mein hota hai jahan yeh bantaa hai. yani, agar taizi ka rujhan raha hai, to break out oopar ki simt mein honay ka imkaan hai, aur agar rujhan mandi ka raha hai, to break out mumkina tor par neechay ki taraf waqay hoga
      • #4 Collapse

        Aslamoalekum members. Mujhy umeed hay ap sab kheryt say hon gay. Apka trading session acha ja raha hoga. Aj ka topic hamara discussion symmetrical triangle pattern k bary hay. Dekhty hain k yeh kia hay r kesy information deta hay Symmetrical triangle pattern Forex trading mein Symmetrical Triangle Pattern ek chart pattern hai jo trend ky liye istmal karty hain r usky tajziya ke liye istemal kiya jata hai. Is pattern mein bhe price action high aur low points ke darmiyan ek symmetrical zawiya peda karta hai, jismein price tezi sy mustaqil tor pr kam hoti hai. Is pattern ko symmetrical say kaha jata hai, kyun ke ismein triangle dono taraf se symmetric hota hai.is ky bht faidy hein r jhn faidy hy whn sth sth isky nuqsanat bhe hein. Symmetrical Triangle Pattern wesy to har jaga istemal kiya jata hay lkn am tor pr kemat trend ke tasalsal ya reversal ke behtren trah say achay waly sary isharay muhaya karta hai. Agar price triangle ke upar se break karta hai, to ye bullish k tanam ishary hai aur aksar trend ke continuation ke liye istemal kiya jata hai. Agar price triangle ke neeche se break karta hai, to ye bearish signal hai aur trend reversal ka neshandahi karnay ka tareeqa hota hai. Explanation Is pattern mein tajir am tor par breakout ke baad price target set karte hain jo triangle ke height se andaza lagaya jata hay k ki abhi kiya jata hai. Agar triangle ke sb upar se breakout hota hai, to target price triangle ke bulandi ko upar karne ki umedo ko zahir karta hai. Aur agar triangle ke neeche se breakout hota hai to target k price triangle ke height ko neeche harkat karne ki sari umedo ko zahir karta hai.Symmetrical Triangle Pattern, market mein price action ka mushahida karnay r iski tamam tachniqui tajziyati tasawarat ko mad e nazar rakhty hiy he trading ke traf barhna chaye taky bad main koi nuqsan na ho r srf faida ho esy karne ka ek jaisy important tool hai, jise traders istemal karte hain tejarti hikmat amli ko peda karne ke liye.
        • #5 Collapse

          INTRUDUCTION***!! Asslamoalaikum dear sir I hope aap sab khariyat sy hoon gy Forex tradings Marketing main triangle chart pattern make candlestick apply krty Hain. k agr bullish trend ho to Ap ny low or candle sey upper candle tk Jo latest hy .es trha hamein candle ko outer side py set krna chahiye tb hmein pta chly ga k yeh kon c candle ke help sey Ham candle banti hy yah triangle ko es liye khty Hain. Marketing ka analysis krny k liye knowledge ka Hona bht zaruri hy.agr hmary pas knowledge ho ga to hm market ke movement ko easily work kar ky kamiyab our Market ko samjh sakty hen. DETAILS OF SYMMETRICAL PATTREEND...!! Dear friends Forex tradings Marketing main Symmetrically Triangle Pattern ek chart pattern hai jo trend ky liye istmal karty hain r usky tajziya ke liye istemal kiya jata hai. Is pattern mein bhe price action high aur low points ke darmiyan ek symmetrical zawiya peda karta jismein price tezi sy mustaqil tor pr pattern ko symmetrical say kyun ke ismein triangle dono taraf se symmetric hota hai.is ky bht faidy hein r jhn faidy hy whn sth sth isky nuqsanat bhe Symmetrical Triangle Pattern wesy to har jaga istemal kiya jata hay lkn am tor pr kemat trend ke tasalsal ya reversal ke behtren trah say achay waly sary isharay muhaya karta hai. Agar price triangle ke upar se ye bullish k tanam ishary hai aur aksar trend ke continuation ke liye istemal kartyy HEI Agar price triangle ke neeche se break to ye bearish signal hai aur trend reversal ka neshandahi kar sakty hen.... USED TO TECHNICAL ANALYSIS: Symmetrical PATTERN mein tajir am tor par breakout ke baad price target set karte hain jo triangle ke height se andaza lagaya jata hay k ki abhi kiya jata hai. Agar triangle ke sb upar se breakout sessions target price triangle ke bulandi ko upar karne ki umedo ko zahir karta hai. Aur agar triangle ke neeche se breakout hota hai to target k price triangle ke height ko neeche harkat karne ki sari umedo ko zahir karta hai.Symmetrical Triangle Pattren market mein price action ka mushahida karnay r iski tamam tachniqui tajziyati tasawarat ko mad e nazar rakhty hiy he trading ke traf barhna chaye taky bad main koi nuqsan na ho r srf faida ho esy karne ka ek jaisy important tool hai, jise traders istemal karte hain tejarti hikmat amli pech ki jati hey.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            INTRODUCTION OF SYMMETRICAL TRIANGLE. Dear forex fellows,forex market mein pattaerns aur indicators ki help sy traders apni trading capability ko increase ker ky achy trader ban sakty hein.aaj hum jis pattern per discussion ker gy woh symmetrical triangle pattern hy.ess pattern mein 2 ek hi tarah ki equal slops banti Hain aur yah 2 lines pr mushtamil hoti hey, aur ess mein result sideways triangle ki Surat mein hota hai, jismein triangle ki best left side per hoti hai aur point right side per create hota hai aur symmetrical triangle hi market ke a breakup up down hone ko apply karti hay. dear friends forex market mein bahut sari triangle's strategies ka istemal ho raha hota hai,yeh aik aesi stragety ha jo kay chopy market mein use ki jati hay.Symmetrical Triangle pattern consolidation ko represent karta hai aur jab market is triangle oper ki line ko Breakout Karti Hai To to Ek bullish Trend start Hota Hai aur Agar market price iski lower line ko Breakout Kare to Ek bearish market Trend start Hota Hai.market ky essi trend ky according hee trade place ki jati hy. IMPORTANCE OF SYMMETRICAL TRIANGLE. Forex business mein jitny bi patterns hein unn mmein symmetrical pattern ko bhout importance de jati hy.symmetrical triangles ko hum indecision wala area bi keh saktay hain. jb supply aur demands equal hoti hain, yahan buyers prices ko upside per push karnay ki koshish kar rahay hotay hain, lakin unhain sellers ki taraf sy bi same resistance ko face karna par raha hota hy.ess situation mein market aik kisam k pause mein ho jati hay. jis ma buyers aur sellers ki equality ki waja sa prices k upside movement ya downside honay par difference ban jata hay. ess chart pattern mein at least two low high aur two high lows ki range zahir hoti ha jin ko lines k zariay join karain to aik symmetric triangle ki shape form ho jati hy. Trading ma symmetrical triangle aksar market mein trend reversal ko b show karti hain. Yeh triangle pattern tab create hota hay jb market atleast five times support or resistance ko hit karti hai.Es pattern ma na to buyer or na he seller market ka trend clear karny ma kamyab hoty hain. Yani market ma es pattern k form hony sy trend ki kio confirmation ni hoti k market exactly kis trend ma hay aur ess ki next moment kya hoge. BENEFITS OF SYMMETRICAL TRIANGLE. Dear fellow traders Symmetrical triangles per trade karny kay liye high experience bhi required hay ta ky ess kay sath mazeed indicators ka use kar kay ham behter tor per trading order place kar sakain.Aik symmetrical triangle pattern neutral hota hai start se. Yeh bullish aur bearish pattern ko show karta hai. Agar upside of the apex point par price break kar jae to yeh bullish hota hai. Agar downside par fall kar jae to yeh bearish pattern hota hai. agar members trading se related koi bhi practis nahin karenge tu is tarah Se unko trading se related koi bhi acche ideas nahin milenge aur na hi vah apni trading ko acchi tarah Se Kar payen ge. sab members ke liye important hai ky trading mein bahut acchi tarah Se apni practice ko continue karna hai aur agar koi member trading se related practice ko continue karne mein kamyab nahi Hota tu is tarah Se members ko trading karne mein bhi maximum problems a jaati hain.aesy traders ko market mein entry ka perfect time pata nahi chalta aur woh wrong time ki entry sy big loss mein aa jata hy.ess leye accurate entry ky leye market ky analysis bhout zaroori hein.

            اب آن لائن

            Working...
            X