What is the homing pigeon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the homing pigeon
    What is the homing pigeon
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    homing pegeon jis me first candle aik bari veritable body wali hoti hai, jab k seconnd light aik minimal certified body wali hoti hai. Plan ki khas baat ye hai k is me second light firsst flame k veritable body k bulkul mid (center) me banti hai, jis tarah se harami plan hota hai. Homing Pigeon Model costs k base ya negative example me banne ki waja se aik bullish example reversal plan ka kaam karta hy...
    Clerification
    ,, Dear Ess patteren say howdy homing pegeons Agar ye same model market k qeematon k darmeyan me banta hai to ye negative example continuation plan ka kaam karegaPattern do (2) dim candles standard mushtamil hota hai Model ki first candle aik bari dull authentic body wali bari fire hoti ha Model ki waja second light minimal dim real body wali hoti hai... dear Sir, Bullesh Homing Pigeon plan me costs k base ya negative example me banne ki waja do dim candles standard mushtamil aik bullish example reversal design hai, jis me shamil first dull candle aik bari veritable body wali hoti hai, aur us k baad banni wali second dim light aik minimal certified body wali hoti hai. second dim light ki open aur close first dull fire ki open aur close se kam hoti hai. Yani second dim fire first dim candle k real body me open bhi hoti hai..
    Homing pigeons Candles Example ki Types,,
    homing pegeon Ess Candles Isi tarah se second dim light ki high aur minimal expense bhi first dull flame k high aur minimal expense se kam hota hai. Homing Pigeon plan aik aisa plan hai, jo k example reversal ka kaam bhi karta hai aur homing example continuation ka bhi. Agar ye configuration minimal expense me banta hai to ye bullish example reversal ka kaam karta hai, hit k qeematon k darmeyan me banne standard ye negative example k tasalsul ka plan bhi sabit ho sakta hai....
    Exchanging With Homing pigeons candle design,, Dear
    Homing Pigeon Model pe trading se pehle humen is plan ki market me position malom karni hogi. Agar Homing Pigeon configuration market ki darmeyan me banta hai to ye negative example k continuation ka kaam kare ga, is waja se agents ko yahan pe "sell" ki entry karni chaheye, lekin agar ye configuration minimal expense area me banta hai to is position pe vendors ko "buy" ki section karni chaheye gy tu greetings exchanging ho jay gii. homing pegeon Plan pe trading se pehle insistence signal ka hona zarori hai, is waja se agents ko third fire ka intezar karna chaheye. Market me buy ki segment k leye third light "white" hogi, punch k sell ki entry k leye third fire "dull" hogi. Buy signal pe stop mishap first dull candle k least side pe hoga, punch k sell ki section k lye first dim light k most noteworthy expense pe hoga. Homing Pigeon Model costs k base head banne ki waja se ye plan decending Hawk Light Model ka opposite hota hai, jo k costs k top me negative example reversal plan ka kaam karta hai.....
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Homing Pigeon Candlestick Pattern
      Homing pigeon candlestick pattern uss waqat bante hen, jab bhi price chart par jab prices sellers k bohut ziada pressure ki waja se bearish jati hai, to wahan par aksar iss ko reversal honne k imkanat hote hen, jiss main aksar kuch aise pattern hote hen, jo do candles par mushtamil hote hen. Homing pigeon candlestick pattern prices k bottom par ya bearish trend main banta hai, jo k do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad aik small bearish candle hoti hai, jo k pehli candle k andar banti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k andar open bhi hoti hai aur close bhi hoti hai. Ye candle prices ko aik to bearish jane se rokti hai aur dosra ye candle aik small aur kamzor bearish candle hone ki waja se trend reversal ka kaam karti hai.
      Candles Formation
      Homing pigeon candlestick pattern prices k bottom par do same candles ka aik bullish trend reversal pattern hai, jiss main shamil donk candles bearish hoti hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
      1. First Candle: Homing pigeon candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo prices k bottom par ya bearish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik long real body wali candle hoti hai. Ye candle aik black ya red color ki candle hoti hai.
      2. Second Candle: Homing pigeon Candlestick pattern ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah aik bearish candle hoti hai. Ye candle small candle hoti hai, jo k open aur close pehli candle k andar hoti hai. Bearish candle bhi black ya red color main hoti hai, jo k prices ko bearish jane se rokti hai.
      Explaination Homing pigeon candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo k do candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k bottom par ya bearish trend main banne ki waja se prices ko mazeed bottom jane se rokti hai. Ye pattern same to same dekhne main aik "Bullish Harami Candlestick Pattern" ki tarah dekhta hai, lekin dosri candle ki real body same black candle banti hai. Homing pigeon pattern ki dosri candle aik small real body wali hoti hai jo k pehli candle ki real body main open aur close dono hoti hai. Candle k open aur close same point par nahi hona chaheye, q k iss se ye pattern "Bullish Harami Cross Pattern" main badal sakti hai. Trading
      Homing pigeon candlestick pattern trend reversal ka pattern hai, jiss se market main buy ki entry karte hen. Pattern k bottom par buyers ziada active ho jate hen. Trend reversal pattern par trading trend continuation patterns ki nisbat ziada riski hoti hai, iss waja se pattern par trading se pehle market main aik bullish ya white candle ka hona zarori hai. Jiss ki real body honi chaheye, jiss main open aur close same point par na ho. Agar pattern k baad bearish candle banti hai, to ye pattern invalid ho jayega, jiss par entry nahi karni chaheye. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya pehli candle k close point se two pips below select karen.

      اب آن لائن

      Working...
      X