Importance of Pennant Pattern pattern in forex trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of Pennant Pattern pattern in forex trading.
    Importance of Pennant Pattern pattern in forex trading.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    WHAT IS PENNANT PATTERN:- Dear fellow traders market ki direction ko understand kerna hee forex mein kamyabi samji jati hy.aur yeh oss waqat possble ho sakta hy jab forex market mein availble different methods of trading ko achy sy study kiya jaye.pennant bi aik aesa he trading method hy jis sy ap market mein trading ky during help ly ker achy results produce ker sakty hein.pennant flag pattern Mein To trendlines hote hain jinko support aor resistance level ke zariye sey previous trend ko acche tarike se confirm kiya jata hay. market Mein eik short term symmetrical triangle pattern Hota Hai market Mein Ja basic patterns hote hain jinko trading ke liye use Kiya jata hai market Mein traders pennant patterns aur flat pattern se sath retracement ka istemal kar sakte hain in Sey market position achy tarike se confirm kar sakte hain. market Mein traders ko chahie ke pennant patterns aur flag patterns sey market bearish aur bullish trend ko identify karne ki koshish karen Taki vah market ke is trend ko confirm Karke Apne trade open kar sakein aur as a result profit earning ker sakein. CHARACTERISTICS OF PENNANT PATTERN:- forex market mein trading ky duran jo patterns observe hoty hein unn ki formation ayr completion ko identify kiya jana bi bhout importance rakhta hy.jab tak patterns aru indicators ki pehchan nahi ho ge yeh patterns market mein traders ki help nahi ker saky gy.market mein pennant pattern ki two types hoti hein jin ko hum one after the other discuss kery gy.Bearish pennant pattern and Bullish pennant pattern.Pennant pattern market ma continuation pattern ko show karta hai or ye information deta hain k market kuch dair es pattern ma move karny ki bad mazeed up move kar sakti hai or trader ko es pattern ma ki formation k bad break out ka wait karna chahe or phr es information ki base par trade karni chahe. Trader ky leye yeh important hai k wo pennant k volume ko predict kary. Jab volume low ho ga tu consolidation period create ho jae ga or jab volume increase jaye tu market k break out hony ky chances increase ho jaty hain.Es he lae ham pennant pattern ko continuation pattern kaha jata hai. Yani market agr up trend ma hai to pennant pattern k bad ye mazeed up jany k chances hoty hain. IMPORTANCE OF PENNANT PATTERN:- Friends market mein jab different candlesticks different indication provide ker rahi hoti hein tu aesy time indications ko execute kerna bhout important hota hy.ess leye market ki directio ko lazmi observe kerty rehna chehye.Normally asa hota hai k market oss side par he move karti hai jis side par es pattern sy pehle move kar rahi hoti hai. Jo trader patten ki information k bena trades ko open karty hai unko kahe bar etna zayada loss hota hai k unka account he wash ho jata hai. So trader ko pattern ki knowledge k sath he trades ko open karna chahe. Market me pennant pattern me pehlay aik musalsal istehkam k sath market trend chal rahi hoti hai us k bad market me achannak aik bara spike hota aur market ki fast upward movement hoti hai. Jab bhi aghaz me market me normal continue trading ho rahi hoti hai to us k bad market me aik bara break out hota hai. Pennant Pattern market ki consolidation movement lower hogi lekin market me breakout high position pe hoti hai. Pennant Pattern me traders kisi bare breakout k intezar me hote hen is waja se market me is ka sahi patterns ka samajhna zarori hai. Market meinPennant Pattern pe stop loss last down side position pe lagayen aur market me take profit ko last up side k double position pe set karen.Jab traders market Mein Apni trading karte waqt pennant patterns ko trend ki selection ke liye istemal karte hain, tu oss Waqt Hona chahie to unhen chaheye ke woh ess pattern ke sath best time frame ko select Karen iske sath unhein 15 minut ke chart timeframe ko select karna chahie aur iske sath vah any currency pair ka istemal kar sakte hain, aur vah kisi bhi session ko apni trading ke liye select kar sakte hain aur Jab Bhi apni trade open karen to oss Waqt apni trade Mein stop loss aur take profit ko bahut hi best level per set karna chahieye ta ky unexpected movement mein unn ka account safe rahy.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu alaikum I hope thik honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge aapko pata hi hai ke Forex hamare liye ek bahut hi achcha business hai jismein Ham proper study Karke kam karenge to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain regular ismein Ham apna time spend Karen ismein jyada se jyada mehnat karen to bahut hi aasani se Ham kamyab ho sakte hain technically work market mein important hota hai kyunki aapko pata hai ki jo log achcha kam karte hain regular is business ko time dete Hain vah bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain aur jo log ismein without experience aur knowledge ke kam karna chahte hain main unko batana Chahta Hun ki vah is business mein kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte hain kyunki ismein vahi log kamyab hote Hain Jo market ko jyada se jyada time dete Hain market mein perfect kam karte Hain. What is the pennat pattern Jo log market mein kam karte hain unko pata hi hoga ki market mein candle state kitni jyada important hote Hain jab Ham market ko follow karte Hain to sabse pahle hamen market mein dekhna hota hai ki market mein kya ho raha hai aur uske mutabik hamen ismein work karna hota hai planning ke sath kam karna hota hai to hi hamen kamyabi milati hai without knowledge ke agar Ham ismein kam karenge to Ham kamyab Nahin ho sakte hain kamyabi leni hai to uske liye aapko jyada se jyada mehnat Karni hoti hai. Market mein direction ko understand karne ke liye Ham candal stick ka istemal karte Hain Kew k AP ko pta hi hoga k Ham market mein jitna jyada achcha kam Karen utani Hi aasani se Ham kamyabi hote Hain Jo log jyada se jyada market mein kam karte hain market ko acchi Tarah study karte hain unko bahut hi aasani se kamyabi Mil jaati hai. Trading Explanation Trading jab Ham karte Hain to aapke liye important hota hai ki aap market mein sabse jyada market ko watch Karen market mein planning Karen apne friend se market ke bare mein help Le kyunki yah ek aisa business hai jismein Ham chhoti si bhi mistake karte Hain to hamen bade nuksan ka samna karna pad sakta hai isliye important hota hai ki Ham ismein pahle se Hi market ka achcha knowledge lekar kam Karen market ki news ko follow Karen jab market mein time frame aate Hain to use time hamen market ko acchi Tarah study karna hota hai market ko continue rakhna hota hai to Ham bahut hi aasani se ismein acche trader Ban sakte hain aasani se Ham market se fayda le sakte hain regular market mein kam karenge to hamen ismein kamyabi bhi milegi aur aasani se Ham acche trader Ban sakte hain Ismein hamari practis Hogi to hamen kam karne mein aasani bhi Hogi kyunki aapko pata hai ki market mein practis hona important hota hai aur ham is business ki practis demo account mein kar sakte hain demo account ismein bilkul free hota hai jismein Ham apni trading ko achcha banaa sakte hain aur Market mein achcha work bhi kar sakte hain hamen daily market mein demo account ka istemal Karna hota hai aur Market ko follow karna hota hai knowledge ko ismein practis karna hota hai aur uske bad hamen market mein kam karna hota hai to bahut hi aasani se hamen market se kamyabi milati hai
      :1f60d: hard work :1f60d:

      اب آن لائن

      Working...
      X