Trades Vs Gamblers In Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trades Vs Gamblers In Forex Trading.
    Trades Vs Gamblers In Forex Trading.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Karti hun khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap market Mein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur acche se hard work karna hota hai agar aap is market Mein hard work karna chahte hain to aapko proper market mein time Dena Hoga aur Market bacche tarike se judgement karna hoga Jitna Jyada aap market ko Samajh Kar trading Karenge to aapko is market mein bahut hi careful hokar karna chahie jitni acchi planning Karenge aur Market ko samajhkar trading Karenge aapko is market mein itna hi fayda Milega market Mein different time frame analysis Karni chahie aur Market ko acche se judgement karna chahie tab hi aap is market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain main aaj aapse Kaise patterns ke related information share karungi jo aapki trading ko Achcha profit de sakti hai to Mera topic hai Trading Vs Gamblers. Trader Vs Gambler: Forex trading basic Duniya Ke Sabse Badi market Hai jismein Kuchh Bade players jinko Aam Taur per market maker kahan Jata Hai trading ke Amal per Asar Andaaz hote hain lekin vah is pure Nijam ko Akele control nahin kar paate Hain Kyunki forest trading Puri Duniya Mein business Desh Ke dauran open hota hai aur ek andaaze ke mutabik 526 trillions dollar ka daily basis per trading hoti rahti hai forest trading Mein Aam Taur per do kism ke invester trading karte hain jinmen Ek Jo trader ko proper analysis planning aur discipline ke sath saranjam Dete Hain Jab Ke dusre trading ko Kismat samajh Karya Aankhen bandh Karke trades open aur close Karte Hain Jo Ki Na to trading plane ke mutabik hote hain aur na hi Unka Koi risk management ka Amal Hota Hai. Traders: Forest trading Mein dilchaspi Se Kam Karne Wale aur isko business samajhne Wale Ko trader Kaha Jata Hai Jiske Kuchh Hososiyat Hain. 1• forest trading Mein traders long term other munafa aur mustakil mizaji par tavajja markoos Karte Hain. 2• traders Hamesha Ek behtarin trading plane ka intekhab karte hain aur back testing ka Amal lajmi saranjam Dete Hain Jisko vah Har time use karta hai aur apne trading ko Aasan banata hai. 3 • risk management ke asulon per Shakti se pabandi karte hain aur Kabhi Bhi Jyada leverage Se fayda uthane Ki Koshish nahin karta hai. 4• traders sirf use time trading Karta Hai Jab usse Achcha result ki tawakka ho aur Market ki situation entry ke liye perfect Ho. 5• trading ke dauran hone wale loss ko Kabul Karta Hai jabki jajbat Ko Bhi Apne control Mein karta hai. 6• trading ko business samajh kar saranjam deta hai. Gambler: Forex trading Mein traders ke ilava Ek dusre kism Ke invester Bhi hote hain Jinka na to Koi planning hoti hai aur na hi koi trading ke Koi risk related usul hote hain Inki tasvir hai. • Gambler types ke traders for a trading market se bahut jald Amir banne ki koshish Mein Hote Hain • Gambler ki koi Khas trading strategy nahi hoti hai balki Zubani Baton per trading karte hain aur kuchh Pet Ka Ishara bhi lete hain jisse toast Ki Tarah yas aur no ke base per trades Lagate Hain. • trading ke dauran apne Maxi Mein leverage ka use karte hain Jab ek hi trade Mein Apne account ko risk mein dalta hai. • Gambler tarteeb ke bagair trades open Karta Hai 7 over trading Karta Hai Jab Ke Gair zaroori trades Lagane Ki Koshish karta hai. •. Jab Bhi usko nuksan hota hai to uska mood kharab ho jata hai aur vah gussa bhi karta hai yani jajbat ko control Mein Nahin Rakh Sakta. • Trading ko Kismat kya kar ajmany ki koshish Mein Hota Hai.
     

    اب آن لائن

    avatar Hassi
    avatar Hooram
    avatar Adil88
    avatar lego
    Working...
    X