Hangingman Kia hai aur kese haam is paar trade karain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hangingman Kia hai aur kese haam is paar trade karain?
    Hangingman Kia hai aur kese haam is paar trade karain?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hanging Man Candlestick Pattern Hanging Man Candlestick ak small real body ki bullish/besrish candle banti ha jiska lower wick long aur upper wick smaller ya zero hota hain. Is candle ko Hanging Man Candlestick b kehta han. Iski lower wick real body k double sa bara hona zarori hain. Hanging man dar asal hammer candles ki tarha hi nazar aty hey jo key uptrend se is ko find kia ja skta hy jo ky different trend ki taraf aik ishara hota hain. Hanging man candlestick pattern ki identification Hanging man candlestick chart pattern ka type hay jo key market key open ya close aur high ya low price ko identify krta hay, Makhsoos time frame me hanging man market ki condition aur market trend reversal movement ko parakhny karny key leay istimaal kia jata hay.Hanging candlestick man aggar long timeframe pa ho to bearish reversal ziadda mazbot hogga. Candle to bottom par long wick prices ka par bear pressure show karti hain, jiss se prices ka downdown ziadda mustahkem hotta hain. Shooting star candles shape main hammer candle jaisa hi hain, lekin prices k top par honne ki waja se difference bann jatta hain. Hanging man candlestick pattern par entry karne se pehle prices ka top area honna zarrori hain Hanging Man Candlestick Pattern ka tafseeli Jaizah hanging man candlestick pattern ek important bearish reversal candlestick pattern hai jo mostly Hamein market ke andar different candlestick patterns ke develop hone ke maloomat deta hai aur Hamein market ki movement aur Market ke trend ki information deta hai aur four data points Kisi bhi candlestick pattern ko develop karne ke liye compulsory samjhe Jaate Hain yah data points open high low and close prices hoti hai candlestick pattern ke dauran V bears aur bulls ke Darmiyaan battle hoti hai aur Usi trend Mein phir market move karti hai.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X