What is hockey stick candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is hockey stick candlestick pattern
    What is hockey stick candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    What is hockey candlestick pattern hockey stick chart aik price line chart hai jis mein thori der ki khamoshi ya rishta daar istehkaam ke baad achanak taizi se izafah hota hai. data points ko jornay wali line is terhan hockey stick se millti jalti hai . hockey stick chart ko kaarobar, muashiaat aur policy ki duniya mein dramayi tabdeelion ya dhamaka khaiz numoo, jaisay corporate aamdani, aalmi darja hararat, aur gurbat ke adad o shumaar ke sath aik basri aala ke tor par hawala diya gaya hai . Understanding hockey candlestick pattern aik hockey stick aik blade, aik chhota sa vicar aur aik lamba shaft par mushtamil hota hai. aik hockey stick chart adaad o shumaar ko kam sathi sargarmi ( y-axis ) ke tor par aik mukhtasir muddat ( x-axis ) ke tor par dekhata hai, phir achanak mourr aik mourr ka ishara karta hai, aur aakhir mein aik lamba aur seedha aik khara zavia par uthta hai . chart ko aam tor par sciencemein dekha jata hai, jaisay ke tib ya maholiyati mutalea ke maidan mein. science danon ne, misaal ke tor par, aik chart par globle warming ke adaad o shumaar ki mansoobah bandi ki hai jo hockey stick patteren ki pairwi karta hai. samaji science daan bhi chart se waaqif hain. gurbat mein izafay ki sharah ke baray mein kuch mshahdat is shakal se bayan kiye gaye hain . Business example of hockey stick chart groupon inc. ko karobari tareekh mein sab se taizi se taraqqi karne wali companiyon mein se aik honay ka aizaz haasil hai jis ne sales ke nishaan mein $ 1 billion haasil kya hai. is ne yeh karnaama taqreeban dhai saal mein injaam diya, jo ke aur Google jaisay deegar take super stars ke muqablay mein nisf hai. mukhtalif alfaaz mein, tasawwur karen ke 2008 mein $ 100k se kam ki sales aur phir 2009 mein $ 14. 5 million ki aamdani dekhen . yeh hockey stick chart ka" blade" hissa hai .
     
    • #3 Collapse

      Aslamoalekum members. Mujhy umeed hay ap sab kheryt say hon gay. Apka trading session acha ja raha hoga. Aj ka topic hamara discussion hockey Candlestick pattern k bary hay. Dekhty hain k yeh kia hay r kesy information deta hay Hockey stick pattern Forex trading main hockey stick candlestick pattern ka matlab hai ke jab price chart par aik long sabz candlestick dikhayi deta hai jis ka pora jisam bara hota hai aur uski dum hoti hoti hai to isay hockey stick kehte hain. Yeh pattern bullish trend ki taraf ishara karta hai yaani ke price kay barhnay ki ummeed hai. Isi tarah jab aik bari lal candlestick dikhayi deti hai jis ka jisam bara hota hai aur dum choti hoti hai to isay bhi hockey stick kehte hain. Yeh pattern bearish trend ki taraf ishara karta hai, yaani ke price kay girnay ki ummeed hai. trading with pattern Hockey stick pattern bullish trend aur bearish trend ka pata lagane mein madad deta hai. Isay samajh kar aap price kay mustaqbil k trend ka andaza laga sakte hy hain. Hockey stick pattern trading ke faislay mein madad deta hai. Agar aap bullish trend ka andaza lagate hain to aap buy kar sakte hain aur agar bearish trend ka andaza lagate hain to aap sell kar sakte hain. Stop loss aur profit target ka andaza lagana Hockey stick pattern stop loss aur profit target ka andaza lagane mein bhi madad deta hai. Agar aap hockey stick pattern ko samajh gaye hain, to aap apni entry point stop loss aur profit target ko theek tarah se set kar sakte hain. Advantage Price action ko samajhna Hockey stick pattern price action ko samajhne mein bhi madad deta hai. Isay samajh kar aap market ki tamam tar nafsyat aur keemat k harkaat ko behter samajh sakte hain.Tachniqui tajziyaa mein istemal karna Hockey stick pattern tachniqi tajziya mein istemal kiya jata hai aur isay samajhna hay tachniqui mushahida ke liye zaroori hai. Isay samajhne se aap tejrti feslo mein tasleem ho sakte hain aur apni karkardagi ko behtar kar sakte hain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Respected traders aaj ki yeh post hockey candlestick pattern per consisted hy ky kis tarah yeh pattern forex mein apny traders ko aik achi business deal jo ky forex market mein hoti hy help ker sakta hy.market mein jity bi patterns hoty hein unn ka aim only apny trders ko trading mein help out kerna hota hy.traders different patterns per apni study ko enhance ker ky woh patterns apni trading per apply ker ky acha profit kama sakty hein,esi leye patterns ki indications aur ko samajna aur unn ky according trading kerna bhout zaroori factor hy.yeah chart pattern market ki position ko confirm karne mein traders ko acche tarike se sport karta hai. traders market Mein handle inflation distance parts identify karne ke liye market Mein available hockey stick chart pattern ka istemal kar sakte hain, Kyun ky yeh chart pattaern en ke related complete information provide karta hai. DESCRIPTION OF HOCKEY CANDLESTICK PATTERN: Dear forex friends market Mein yah candlestick chart pattern sustained or expanded growth Ko show karta hai market Mein trader ess chart pattern Ky zariya se revenue growth and volume growth ko bhi acche tarike se show Karte Hain, aur yah chart pattern highlighted interest company products ki services ko indicate Karte Hain. bhout log apni trade ke liye is chart pattern Ka istemal Karke market Mein long position ko acche tarike se confirm kar sakte hain aur yah position Unki trading ke liye bahut perfect Hoti Hai woh ess ky zariya se acche profot Hasil kar sakte hain. Yeh pattern bullish trend ki taraf ishara karta hai yaani ke price kay barhnay ki ummeed hai. Isi tarah jab aik bari lal candlestick dikhayi deti hai jis ka jisam bara hota hai aur dum choti hoti hai to isay bhi hockey stick kehte hain. Yeh pattern bearish trend ki taraf ishara karta hai, yaani ke price kay decrease hony ki hope live rehti hay.yeh pattern har pair main nai create hota. Qyu keh kisi bhi currency ya commodity pairs ki market main itni fast change ya taizi nai ati keh ess mein very short time main high increase a jaye yani ess pattern main jab aik aisa bahao ata hay keh ess ky last periods ki nisbat bahut limited time main bahut ziada aur clear high increase a jaye tu isko hockey stick say tashbeeh di jati hay.maximum traders daily currency pairs main he trading karty hain kyun keh inka trend bahut stable hota hay jis waja say is pattern main woh routine basis per achi earning kar laity hain. Aur in pairs main kabhi bhi hockey stick pattern nai banta.ess tarah ki trading account bi safe rehta hy aur traders big loss ky danger sy bi bachy rehty hein. TRADING METHODS: Forex market mein patterns ki identification ky baad most important element trading method hy jis hamein pata chalta hy ky market mein enter hony ka accurate time kiya hy, aur kis lot ki trading helpful ho sakti hy.matlab trading depend kerti hy accoun t per, but sometime trend itny clear hoty hein ky small account bi big profit earning mein kaam aa sakta hy.Isay samajh kar aap price kay mustaqbil k trend ka andaza laga sakte hy hain. Hockey stick pattern trading ke faislay mein madad deta hai. Agar aap bullish trend ka andaza lagate hain to aap buy kar sakte hain aur agar bearish trend ka andaza lagate hain to aap sell kar sakte hain. Stop loss aur profit target ka andaza lagana Hockey stick pattern stop loss aur profit target ka andaza lagane mein bhi madad deta hai. Agar aap hockey stick pattern ko samajh jaty hain tu aap entry point stop loss aur profit target ko theek tarah se set kar sakte hain.yeh basically aik risky pattern hy but ess pattern ki completion risk kafi kam ker deti hy aur profit earning easy ho jati hy.

        اب آن لائن

        Working...
        X