What is money flow index in Forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is money flow index in Forex trading
    What is money flow index in Forex trading
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA Introduction Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap khairiyat Se Ho Gaye Aaj is topic ko discuss Karenge vah HaiMoney flow indicator yah Ek technical indicator hai jo Forex price moment ki analyse ki liye use Kiya jata hai Isko trader Hamesha trend aur moment ko samajhne aur trading opportunities ke liye use Karke help Lete Hain Calculation of money flow index Mani follow index ka collection price aur volume ke base per Hota Hai ismein Ek formula use Kiya jata hai jismein volume aur price ko combine Kiya Jata Hai is formule ka use se Mfi ki value generate hoti hai jo traders ko market ke trend ka Ishara ya signal provide Karte Hain price aur volume ke combination Se Kiya jata hai iska formula bhi Kafi simple hai MFI =(high +close) / 3×volume Value Mfi ka value zero se hundred ke bich hota hai aur generally sold level ke termination Mein use Kiya jata hai Jab mfiat Ke Upar ho jata hai to market aur bant Mani jaati hai aur yah Ek seling signal Hai Jab mfi 20 Ke Niche jata hai to market over sold mananiy jaati hai aur yah Ek wine signal hai Mfi ka divergency aur price patterns ki andrification mein bhi kiya jata hai agar mfi ke trend aur price ke trend Mein Koi difference Hai To yah emergency signal hota hai aur traders Iske vajah se price moment ke opposite direction Mein trading Karte Hain Important point Money flow index ka Forex mein bhi Kafi popular hai aur traders iska use Karke market ke short Ran aur long term traction ko predict karte hain yah Ek important tool hai jo traders ke pass Hona chahie
     

    اب آن لائن

    Working...
    X