Trading Margin And Margin Call.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Margin And Margin Call.
    Trading Margin And Margin Call.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Karti hun khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap ismein apne working ko complete karna chahte hain to aapko different factors per study karna Hoti Hai yah Ek Aisa online international business hai jo Puri world mein famous hai agar aap ismein hard work ke sath kam Karte Hain To Hamen yah bonus provide Karta Hai Jis per Ham trading Karke Achcha profit banaa sakte hain isliye Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham ismein Jyada Se Jyada hard work Karen aur acche analysis ke sath trading Karen tab hi Ham is market Mein Achcha profit banaa sakte hain aaj main aapse ek Aise topic per baat karungi jo aapki trading ko profitable banaa sakti hai to Mera topic hai margin and margin kal kya hai. What Is Margin: Forex trading Mein margin se Murad Hamare deposit rakam ki vah limits Hain jisse Ham forest trading mein Ham Kisi currency ko bye ya Sel karne ke liye use karte hain margin ko percentage Mein Hi count Kiya Jata Hai margin ka bhi hisab liver Se Hi Jaisa Hai Lekin yah percentage Mein count Kiya jata hai ki ek trader ko Laaj Mein Apne account Mein Kuchh percent Tak deposit karna Hoti Hai yah percent deposite charging Bhi Nahin Hai Lekin yah traders ki investment hoti hai jo lajmi hai use per Agar Ek trader Apne account mein 1000 dollar add karta hai aur yah broker ke hisab se Van percent Hai To brokers uske sath 99% margin Apne side add karta hai Jab Bhi Ham Apne account se trade ko open Karte Hain Tujhe percentage kam Ho Jaati Hai Aur yah Koi charges Nahin Hai Bus yah Ek Khas reshiyo hota hai Hamare account ki ek kism ki limits hoti hain Ham Jab Bhi forest trading mein kisi brokers ke sath rakam Jama Karte Hain To Hamara margin use time Apne Jama Karta rakam ke hisab se kam hota hai lekin Jab broker Samay liver Deta Hai To Hamara account ka margin increase ho jata hai aur ham FIR usse Jyada stock ko buy ya Sel kar sakte hain. Margin ko Chuke direct Talak Hamare account ki libri se hota hai to Jitna Ham Apne account ka level Jyada Se Jyada rakhne ki koshish Karenge To Hamen use hisab Se Jyada margin Milega MP4 ya MT 5 account mein aur ISI Tarah Se Ham Jyada atoms ya stock kharidne KL Honge marjan ka Hamen galat use nahin karna chahie ki agar Ham trading start karen aur koshish karen ki Ham Apna account ka margin bilkul zero ka Den aur loss ki condition Mein Hamara margin negative mein chalta Rahe. Explanation: Jab Bhi Ham Kisi brokers ke sath account open Karte Hain To Uske bad Ham Apne account mein deposit karna Jaruri hota hai Nahin To Hamara account margin zero show Hoga FIR brokers Hamen Hamare account ka margin deta hai jo ki percentage Mein hoti hai agar Ham Apne account mein $1000 deposit Karte Hain To Uske hisab matlab hai ki Hamara account 1% margin Ka Hai Baki 99% brokers hi Jama karte hain isase Hamare account ki limit increase hokar hundred percent Ho jaati hai aur isase ham Jyada stock Mein trading karne ke l hote hain Mahajan ka Insan Har EK brokers ke Paida Hota Hai Aur kabhi kabhi vah isko increase bhi karta hai Jaise Kuchh brokers weekend per high risk ki vajah se margin 2 percent kar dete Hain. Margin Call: Agar Ek trader Ek broker ke sath $1000 ka account open karta hai aur broker isko 1% ke hisab se hundred thousand dollar Tak Uske account ki limit ko increase Karta Hai yani 99% margin Khud add karta hai aur trading start karne ke bad traders ya invester ke account ko loss Ho Jata Hai Jiski vajah se uska account thousand dollar loss Mein Chala Jata Hai to broker Apne kalayen in Vegeta trader ko warning Jari karta hai ki yah To vah Apne account mein Majid deposit Karen ki uska account Sare se nikal Jaaye vah Kuchh stock ko maajuda market rate per Sel kar de Taki uska account sev Rahe lekin agar vah aisa nahin karta hai to usko margin kal de di jaati hai aur brokers Khud Hi Uske account se Kuchh trade ko Sel kar dete hain aur Agar loss bahut hi jyada ho to usse broker Apna margin nikal Deta Hai Kyunki uska account Vas hone per Mujhe trading ka l Nahin Hota To yah account ka margin kal hota hai jismein traders ka account bahut hi jyada low level Pe Chala Jata Hai. Alarm Manager Tools: Forex trading Mein alarm manager tools Hamen Apne trading ki reminder vagaira ke liye use karte hain Forex trading Mein alarm manager tools Hum Forex trading ki automatic aur Mukammal personalized trading ke liye use karte hain alarm manager tools Ko Hum Forex trading Mein Apne account ki notification aur Market ki current situation ke bare mein use karte hain Jab Bhi Koi event ho jata hai to yah automatic Ali action leta hai agar Ham trading Mein alarm manager to uske sath Twitter email ya SMS option attach Karte Hain To Ham isase automatic Ali update bhi Hasil Karte Hain. Use Of Alarm Manager Tools: Forex trading Mein Ham alarm manager tools ka use Kuchh Is Tarah Se kar sakte hain Ham Ek Khas position per alarm manager ko set Karte Hain Ki Jab Bhi Hamara margin Kisi Khas percentage ko cross karen to yah Hamen automatically SMS ya email ke jarie khabardar Karen. Hum alarm manager tools ko is waja h se bhi use kar sakte hain ki agar Hamara account 10% limit ko cross Karta Hai To Jo traders chal rahe hain vah cross Hone Na Den ya vah unko close kar de. Ham different time pe ya different sessions ke mutabik trading ki selection kar sakte hain jaise ki Subah 8:00 a m p trade open ya close ho aur yah New York session pe trade open ho jaaye Ham ismein time duration bhi de sakte hain. Ham use condition Mein warning day Jab Bharat market Mein stop loss Lagana Bhul jaen to stop loss ka use is vajah se bahut important hai. Technical indicators Ke jarie Bhi trading ki opening aur closing kar sakte hain jaise RSI indicator ki madad se trade ki opening aur closing etc.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X