What is Morning Star Candlestick Pattern? Explanation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Morning Star Candlestick Pattern? Explanation
    What is Morning Star Candlestick Pattern? Explanation
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum! Dear Friend main umeed krta hon k ap sab log khariat sy hon gy our forex market main axha kam kr rhy hon gy dosto aj main ap k liay bhot he important our knowledge wala topic ly kr aya hon aj main ap ko morning star candlestick k bary mn btaun gaga dosto morning star three candle ka formation hota h ye pattern three candle sy mil kr banta h is ka nam japan k logo ny aik morning star per rakha matlb ye k jo subha ka Tara hota h ous per rakha h dosto aj main apko morning star pattern ki mokamal information our details dun ga k ye pattern kia hota h our is ko kasy use kr sakty hn. What is Morning Star Candlestick? Morning Star candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai jo chart analysis mein use kiya jata hai. Yeh pattern commonly stock market aur forex trading mein dekha jata hai.Morning Star pattern 3 candles se banta hai. Pehla candlestick bearish trend ka hota hai, jis ka range long hota hai. Doosri candlestick ka range pehli candle se overlap karta hai, magar iska color pehle se alag hota hai aur iski body choti hoti hai. Tisri candlestick ka range doosri candle se overlap karta hai aur iski body pehli candle ki taraf se bahir nikalti hai. Tisri candle ki body bullish hoti hai aur iski closing price doosri candle ki body ke andar hoti hai.Morning Star pattern ki tashkeel ka matlab hai keh market pehle bearish trend mein tha, magar tisri candlestick ki bullish body ka zahir hona hai keh trend ab bullish ho raha hai. Is pattern ke honay se traders ko bullish trend ka pata chalta hai aur woh trading strategies ki tayari kar sakte hain.ap is ko picture mn dekh our samjh sakty hn. Explanation: Morning Star pattern ki pehli candlestick ko bearish trend ka part mana jata hai aur yeh trend ki continuation ko represent karta hai. Doosri candlestick ka zahir hona bullish trend ka sign hai aur yeh trend ke end ka zahir hona hai. Tisri candlestick ki bullish body bullish trend ka confirmation hai aur is se traders ko bullish trend ki shuruwat ka pata chalta hai.Morning Star pattern ki sakti is bat par depend karti hai keh yeh pattern kis tarah se form hota hai. Agar pehli aur tisri candlestick ki body ke size ziada hai aur doosri candlestick ki body choti hai, to yeh pattern kam sakti ka hasool karta hai. Agar tisri candlestick ki body doosri candlestick ki body ke bahir nikalti hai, to yeh pattern ziada sakti ka hasool karta hai.Morning Star pattern ko confirm karne ke liye traders doosri technical indicators ka istemal karte hain jaisay keh volume, moving averages, aur RSI (Relative Strength Index). Yeh indicators traders ko trend ki strength ke bare mein bata dete hain aur unhe trading decision lenay mein madad karte hain. Conclusion: Morning Star candlestick pattern bearish trend ka reversal signal hai jis se traders ko bullish trend ka pata chalta hai. Is pattern ki sakti is bat par depend karti hai keh kis tarah se yeh form hota hai. Traders ko Morning Star pattern ki sakti confirm karne ke liye doosre technical indicators ka bhi istemal karna chahiye. Thanks
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Morning Star Candlestick Pattern
      Morning star candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jis main three candlesticks ka aisa aik pattern banta hai k us me pehli candle falling price, second candle stick holding price aur third ( ya last) wali candle rising price k ban jati hai. Morning star candlestick pattern evening star candlestick pattern ka inverse hai, jo k us k opposite side pe banta hai. Ye pattern low prices ya bottom trend main banne par assets ki demand value main izzafay ka ishara deta hai, jiss se prices k barhne k asarat zahir hote hen. Pattern ki pehli candle bearish hoti hai, jiss k baad aik small real body ki candle banti hai, jab k last par aik bullish candle hoti hai, jo k prices k trend k opposite direction main move karwati hai.
      Candles Formation
      Morning star candlestick pattern prices k bottom par teen mukhtalif qisam k candles se mel kar banta hai, jo k prices k trend reversal ka kaam karta hai. Pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jiss k baad aik small real body wali candle banti hai, jab k last par par aik bullish candle hoti hai. Pattern ki ye tarteeb prices k low trend ko high trend main tabdeel karne ka zarya banti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai; 1. First Candle: Morning star candlestick pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices k sabeqa bearish trend ki alamat hoti hai. Ye candle color main black ya rea hoti hai, jiss real body shadow ki nisbat ziada hoti hai. 2. Second Candle: Morning star candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali candle hoti hai, jiss ka koi color bullish ya bearish dono sakta hai. Ye candle prices ko waqti tawar par mazeed nechay jane se rok leti hai. Ye candle pehli bearish candle se below gap main banti hai. Jo k bearish aur bullish dono hososeyat rakhti hai, lekin yahan par iss ko bullish trend reversal ki waja se bullish candle hi tasawar ki jati hai. 3. Third Candle: Morning star candlestick pattern ki teesri candle aik bullish candle banti hai, jo k sabeqa trend ka khatema karke new bullish trend reversal ka sabab banti hai. Ye candle strong bullish candle hoti hai, jiss ka upper ya lower side par small wick ho sakti hai, lekin ye small candle se ooper side par gap main banna chaheye.
      Explanation
      Morning star candlestick pattern teens candles par mushtamil aik bullish trend reversal hai, jiss mai shamil pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices ki maojoda trend ya falling prices ko dekhati hai. Pattern ki dosri candle aik small real body wali candle hoti hai, jo k umoman aik Spinning top candle hoti hai. Ye candle prices k bearish trend main rukawat banti hai, jiss se prices mazeed downward jane se ruk jati hai. Pattern ki last candle aik bullish candle hoti hai, jo k market main current ya sabeqa bearish trend k khateme aur yahan se prices ka rising time shoro ho jata hai. Dekhne main ye pattern aik bullish abandoned baby candlestick pattern jaisa dekhaye deta hai, lekin iss pattern main bullish aur bearish candles k Spinning top candle se kisi aik side par wazih aur clear gap hota hai.
      Trading
      Morning star candlestick pattern chokeh prices k current trend k khatemay aik ishara hota hai, iss waja se market par yahan buy ki entry se trades entre keye ja sakte hen. Pattern par trading se pehle aik confirmation bullish candle ka hona zarori hai, jo k real body hone k sath teesri candle k upper par bhi close honi chaheye. Lekin ye pattern uss waqat invalid ho jayega, jab confirmation candle bearish ban jati hai. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se low position ya Spinning top candle k low price se two pips below par set karen.
      • #4 Collapse

        Morning Star Candlestick Pattern: A Guide for Traders Morning Star is a popular bullish reversal sample determined in technical evaluation. This pattern indicates a potential reversal of a downtrend, and it includes three candlesticks. The sample starts with an extended bearish candlestick, accompanied with the aid of a brief candlestick with a small frame that gaps below the primary candle. Finally, the sample concludes with a long bullish candlestick that closes above the midpoint of the primary candlestick. In this newsletter, we will discover the Morning Star sample in detail and talk how investors can use it to their benefit. How to Identify a Morning Star Pattern? To become aware of a Morning Star pattern, traders want to look for the following traits: 1. The first candlestick is a protracted bearish candlestick. 2. The 2nd candlestick has a small frame and gaps beneath the primary candlestick. 3. The third candlestick is an extended bullish candlestick that closes above the midpoint of the first candlestick.The pattern is showed when the 1/3 candlestick closes above the midpoint of the first candlestick. What Does a Morning Star Pattern Mean? The Morning Star pattern shows a shift in marketplace sentiment from bearish to bullish. The first candlestick represents the selling pressure, the second one candlestick represents the indecision inside the marketplace, and the third candlestick represents the buying stress. The hole between the primary and second candlestick indicates a capability exhaustion of the promoting strain, and the bullish 0.33 candlestick confirms the reversal of the trend. How to Trade a Morning Star Pattern? Traders can use the Morning Star sample to enter long positions. They should purchase at the near of the 1/3 candlestick or look forward to a pullback and buy on a dip. They can set a prevent loss below the low of the primary candlestick and set a profit target based totally on their threat-praise ratio. Conclusion The Morning Star pattern is a reliable bullish reversal pattern that investors can use to discover capacity buying opportunities. However, traders must now not depend solely on this sample and need to use it together with other technical signs and evaluation to make informed trading decisions.
        • #5 Collapse

          1. First Candle: Morning star candlestick pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices k sabeqa bearish trend ki alamat hoti hai. Ye candle color main black ya rea hoti hai, jiss real body shadow ki nisbat ziada hoti hai. 2. Second Candle: Morning star candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali candle hoti hai, jiss ka koi color bullish ya bearish dono sakta hai. Ye candle prices ko waqti tawar par mazeed nechay jane se rok leti hai. Ye candle pehli bearish candle se below gap main banti hai. Jo k bearish aur bullish dono hososeyat rakhti hai, lekin yahan par iss ko bullish trend reversal ki waja se bullish candle hi tasawar ki jati hai. 3. Third Candle: Morning star candlestick pattern ki teesri candle aik bullish candle banti hai, jo k sabeqa trend ka khatema karke new bullish trend reversal ka sabab banti hai. Ye candle strong bullish candle hoti hai, jiss ka upper ya lower side par small wick ho sakti hai, lekin ye small candle se ooper side par gap main banna chaheye. Morning Star Candlestick Pattern Morning star candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jis main three candlesticks ka aisa aik pattern banta hai k us me pehli candle falling price, second candle stick holding price aur third ( ya last) wali candle rising price k ban jati hai. Morning star candlestick pattern evening star candlestick pattern ka inverse hai, jo k us k opposite side pe banta hai. Ye pattern low prices ya bottom trend main banne par assets ki demand value main izzafay ka ishara deta hai, jiss se prices k barhne k asarat zahir hote hen. Pattern ki pehli candle bearish hoti hai, jiss k baad aik small real body ki candle banti hai, jab k last par aik bullish candle hoti hai, jo k prices k trend k opposite direction main move karwati hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Introduction A. O. A My Dear Friend main umeed krta hon k ap sab log khariat sy hon gy our forex market main axha kam kr rhy hon gy dosto aj main ap k liay bhot he important our knowledge wala topic ly kr aya hon aj main ap ko morning star candlestick k bary mn btaun gaga dosto morning star three candle ka formation hota h ye pattern three candle sy mil kr banta h is ka nam japan k logo ny aik morning star per rakha matlb ye k jo subha ka Tara hota h ous per rakha h dosto aj main apko morning star pattern ki mokamal information our details dun ga k ye pattern kia hota h our is ko kasy use kr sakty hn. What is the Morning Star Candlesticks. Morning Star candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai jo chart analysis mein use kiya jata hai. Yeh pattern commonly stock market aur forex trading mein dekha jata hai.Morning Star pattern three candles se banta hai. Pehla candlestick bearish trend ka hota hai, jis ka range long hota hai. Doosri candlestick ka range pehli candle se overlap karta hai, magar iska color pehle se alag hota hai aur iski body choti hoti hai. Tisri candlestick ka range doosri candle se overlap karta hai aur iski body pehli candle ki taraf se bahir nikalti hai. Tisri candle ki body bullish hoti hai aur iski closing price doosri candle ki body ke andar hoti hai.Morning Star pattern ki tashkeel ka matlab hai keh market pehle bearish trend mein tha, magar tisri candlestick ki bullish body ka zahir hona hai keh trend ab bullish ho raha hai. Is pattern ke honay se traders ko bullish trend ka pata chalta hai aur woh trading strategies ki tayari kar sakte hain.ap is ko picture mn dekh our samjh sakty hn. Explanetion. The Morning Star pattern ki pehli candlestick ko bearish trend ka part mana jata hai aur yeh trend ki continuation ko represent karta hai. Doosri candlestick ka zahir hona bullish trend ka sign hai aur yeh trend ke end ka zahir hona hai. Tisri candlestick ki bullish body bullish trend ka confirmation hai aur is se traders ko bullish trend ki shuruwat ka pata chalta hai.Morning Star pattern ki sakti is bat par depend karti hai keh yeh pattern kis tarah se form hota hai. Agar pehli aur tisri candlestick ki body ke size ziada hai aur doosri candlestick ki body choti hai, to yeh pattern kam sakti ka hasool karta hai. Agar tisri candlestick ki body doosri candlestick ki body ke bahir nikalti hai, to yeh pattern ziada sakti ka hasool karta hai.Morning Star pattern ko confirm karne ke liye traders doosri technical indicators ka istemal karte hain jaisay keh volume, moving averages, aur RSI (Relative Strength Index). Yeh indicators traders ko trend ki strength ke bare mein bata dete hain aur unhe trading decision lenay mein madad karte hay.

            اب آن لائن

            Working...
            X