Usage of techniques based on Regression channel index

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Usage of techniques based on Regression channel index
    Usage of techniques based on Regression channel index
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    egression channel index technical analysis kay liay use kia janay wala behtreen tool hay, jis ki help say price action kay through ham trend main help laity hain, isko use karna asan hay laikin is main trading kay liay entry aur strategy kay istemal kay liay achay experience ka hona bhi important hay, kiun kay is analysis tool ko use karnay kay liay hamain khud he apna experience use karna parta hay, Usage of techniques based on Regression channel index Regression channel index three lines mabni aik technical indicator hay jo existing trend ko upper aur lower limit ko analyse karnay kay liay use hota hay, yeh aik statistic tool hay jo market kay available past data say future ki moments ko predict karnay kay liay use hota hay, yeh index aik boht achi technique hay jis say profitable trade possible ho sakti hay, isko market ka trend find karnay main use kia ja sakta hay, agr trader is technique ko use kar kay market main correctly aur timely enter ho jaen gay to woh acha profit hasil karnay main kamiab ho jaen gay, Division of regression channel in three main parts: ye prices ki volatility par base kartay huay hamain potential buy aur sell kay signal daita ha, is kay three main parts hotay hain, jin main first Regression line, second upper channel line aur third part lower channel line, regression line trend direction ko janchnay kay liay use hoti hay aur yeh trend ka midpoint act karti ha, yeh aik straight line main show hota hay jo prices kay starting points aur ending points kay darmian fix ho jata hay, jab prices regression line kay below hoti hain to isko bullish consider kia jata hay aur jab prices regression line kay above hoti hain to bearish, upper channel line aur lower channel line regression line kay parallel chalti hain, yeh dono same distance par hoti hain, upper channel line, regression line say normaly 1 ya 2 standard deviation above hoti hain aur yeh trend k top ko mark karti hain, isi tarah lower channel line regression line say 1 ya 2 standard deviation below hoti hain aur yeh trend kay bottom ko mark karti hain, Analysing top and bottom levels of prices by using regression channel: Is channel main hamain chart par current price moment main tops aur bottoms ko select karna hota hay aur in tops and bottoms ko line ki help say join karna hota hay, jab kay in say next resistances aur supports ko ham nay close watch karna hota hay, ager price bottoms line ko cross kar lay to hamain next support tak iski strength ki indication mil rahi hoti hay jab keh ager price first support ko bhi breakout kar lay to ham isko next support tak jatay huay apni sell ki trade main extension kar saktay hain, jab market top line ko hit kar jay to iska yeh matlab hota hay kay market main up trend khatam honay wala hay aur down trend start honay wala hay lihaza is surat main trader ko sell ki trade open karni chaiay
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      want to transfer Apne funds to the card rahte hain aisi status on routine, of course sakte hain iske sath aap with aapko bahut jyada features Kisi acche platform Apne funds kar rahe hain ahi international level bhi old payment kar sakte hain aur apni needed koura pura kar sakte hain aur emergency mein aap apne trading account mein bhi instant investment karne ki situation bhi ho sakte hain aur ek acchi opportunity se acchi tarah availed ho sakte hain

      اب آن لائن

      Working...
      X