Tweezers Bottom Candlestick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tweezers Bottom Candlestick Pattern
    Tweezers Bottom Candlestick Pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Tweezers Bottom Candlestick Pattern
    Tweezers bottom candlestick pattern prices main aik qisama kar double bottom candlestick pattern hai, jiss main muntakhib karda timeframe main two black aur white candles same bearish point ko touch karke wapis upward reversal ho jati hai. Ye candlestick pattern prices k bottoms ya low bearish trend main banta hai, jiss main do candles same low point ko touch karne k baad bullish reversal ho jati hai. Pattern ki candles main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad banne wali candle bhi aik bearish banti hai, jiss ka low price same pehli candle k low se match karta hai. Pattern ki pehli aur dosri candles ka low same point par hota hai, jo k bullish trend reversal ka sabab bante hen.
    Candles Formation
    Tweezers bottom candlestick pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss main shamil dono candles do mukhalif colour ki hone k bawajood same low banati hai, pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai; 1. First Candle: Tweezers bottom candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices k downtrend ya low prices area ko zahir karti hai. Ye candle aik black ya red real body main hoti hai, bearish trend ki akhari candle hoti hai. 2. Second Candle: Tweezers bottom candlestick pattern ki dosri candle bhi aik real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka lower price same pehli candle se match karta hai, lekin ye candle white ya green color main vnati hai.
    Explanation Tweezers bottom candlestick pattern prices main sellers ki adam dilchaspi ki waja se prices chart par banta hai, jiss main pehli aur dosri candles same low point se upward side par back ho jati hai. Tweezers bottom candlestick pattern aur matching low candlestick pattern dekhne main same hen, lekin iss pattern main dono candles ka closing point same hona zarori bhi nahi hai, aur na hi ye dono candles same bearish candles hoti hai. Iss k elawa Tweezers bottom candlestick pattern k candles k lower sides par wick ya shadow bhi ho sakta hai, jiss se same point match karne se ya aik ka low dosre k shadow k sath same low match karne par bhi ye pattern complete hota hai. Ye pattern prices k lower sides par double low pattern banata hai, jiss se prices k reversal honne k ziada chances hote hen. Trading
    Tweezers bottom candlestick pattern prices k lower sides par aik long timeframes ka pattern hai, jiss main candles k lower sides ki low prices same point par hoti hai. Yanni pehli candle k low pricesya real body k point aur dosre candle ki lower price same low point par hota hai. Ye candles shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai, lekin dono candles ka lower side same hona chaheye. Pattern par trading se pehle confirmation bullish candle ka hona zarori hai, jo k aik real body k sath high price par close honi chaheye. Aggar pattern ki confirmation indicators jaise Stochastics oscillator ya CCI oscillator se karna ho to inn ka oversold area hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se low position jo k dono candles ka lower banta hai, se two pips below set karen.
     
    • #3 Collapse

      Tweezers Bottom Candlestick Pattern main good learning karna parta hain demo account main good lerning kare demo account main hardwork k sath kaam kare best learning k sth har traders kaam kare ga tu Tweezers Bottom Candlestick Pattern main kamyabi b easyhasil kar skte hain forex trading main analysis kare trend ko follow kare agar ek trader trend ko follow krta hain tu kamyabi hasil kar skte hain forex main best learning karna must hain Tweezers Bottom Candlestick Pattern main anlaysis kare best benefit mil skta hain Tweezers Bottom Candlestick Pattern main rules ko follow kare Tweezers Bottom Candlestick Pattern main stop loss and take profit use kare Tweezers Bottom Candlestick Pattern main pratice karna must hota hain Tweezers Bottom Candlestick Pattern main rules ko follow kare How to trade on Tweezers Bottom Candlestick Pattern: Tweezers Bottom Candlestick Pattern main stop loss ko b use kare agar stop loss ko use karna must hain agar ek traders stop loss ko use nhe karte hain tu loss ho skta hain stop loss and take profit ko Tweezers Bottom Candlestick Pattern main use kare and lot sie apne account say use kare agar lot size ek trader use nhe kare ga tu loss ho skta hain lot size ko use kare best learning k sath kaam kare best benefit hasil karna hain tu Tweezers Bottom Candlestick Pattern main pratice kare jaab tak learning strong nhe hain tu loss hain Tweezers Bottom Candlestick Pattern main pratice kare Tweezers Bottom Candlestick Pattern main hard work kare analysis kare Tweezers Bottom Candlestick Pattern main acha profit gain ho skta hain Tweezers Bottom Candlestick Pattern main agar thek waysay kaam kare
      • #4 Collapse

        Significance Of Candlesticks In Trading Chart. Candle Patterns currency pairs and commodities donu ki price trading chart mein market price ki development ko track kerna k liye use honay wala most significant specialized pattern h. forex trading mien mostly traders kisi bhi currency pair ya item ko purchase ya sell kernay k liye candle designs per depend krtay hn. Tweezer Bottom Pattern,s Detail. Tweezer Bottom Candlestick Pattern (ONE) bullish pattern inversion candle pattern hai jo currency aur commodities k chart me long negative pattern k base pe creat hota h. es pattern me two candle same open and close hoti hn, candles k es pattern ko Tweezer Bottom Candlestick Pattern kehtay hn.ab hm es pattern ki mazeed detail and pics dekhty hn. Distinguishing proof Of Tweezer Bottom Pattern. tweezer bottom candle pattern (TWO) candles pe depended bullish candle pattern hai jo support level per creat hota h.es pattern ki first candle one long genuine body ki negative Murobuzu candle show hoti ha.pattern me second candle bhi same loong genuine body ki bullish Murobuzu candle creat hoti aur first candle k close level k equivalent open hoti h.. Trading Plan For Tweezer Bottom Pattern. trading chart pe price jb over and over dismissal face krti hain to ye position backing and opposition level creat ho jata h. Tweezers bottom pattern me bhi candles same base point ko twofold time contact karti hain jis reason se solid help level bn jata hai. tweezer bottom pattern pe trading krny se pehle design ka long time acclaims mn hona necessary hai sometimes ye brief periods of time pe ye confirm nai hota. aur pattern affirmation bullish candle ki genuine body me creat hona chaheye. pattern k confirmation k leye markers ko use kerna chahye . Stop Loss. effective trading k leye stop loss ko tweezer bottom pattern ki lower side pe two candles k support level k nichy set karen.aur agr stop loss hit ho bhi jaye to ziada loss na ho.
        • #5 Collapse

          Tweezers Bottom Candlestick Pattern: My Dear Friends Jab market apni low positions per jati hai or uske badh aik aisi candlestick banti hai jahan per last candlestick close hui thi same usi jaga sa next candlestick bullish trend ki banti hai tu us point ko ap tweezer Bottom candlestick pattern khety hain. Last bearish closing candlestick or next bullish candlestick ka point or shadows same point same hona chahiye. Isko tweezer Bottom Candlestick Pattern jata hai. Information about Tweezers Bottom Candlestick Pattern: Dear Forex Members Forex trading may hamay kamyab trading karny Kay liye market ki movement ko monitor karna hota hay aur jab hum market may Tweezer Bottom candlestick pattern ko market may appear hoty dekhtay hain tou humy uss waqt market ki movement ko dakhty hoye apni trade open karni hoti hay aur haumay information honi chahiye kay Tweezer Bottom kesy identify kia jata hay jab market may Tweezer Bottom banta hay tou market may BULLISH trend chal raha hota hay market ki movement up wards ko move karti hay aur tweezer Bottom may candle oper ki taraf ko banti hay iss candal sticks ko identify karna bohot zyada asan method hota hay traders iss ko jaldi say monitor kar saktay hay aur phir uss Kay mutabiq trading kartay hay. Bearish And Bullish Tweezers Bottom Candlestick Pattern: Dear Sisters and Brothers aj ma ap ko tweezer bottom candlestick pattern ke mutabiq kuch information du ga ke Tweezer Bottom Candlestick Pattern sa morad hai ke jab two candles pehli hamasha bearish aur dusri bulliish bane aur dono ke low taqreban ya bilkul same ho. Iske motabiq jahan per market close ho udhar sa he oper chali gay. Tweezer Bottom candlesticks pattern strong signal tab hoga jab ye bearish trend ke badh bana to.
          • #6 Collapse

            Dear Forex Members jaisa k humny jana he k market wesy to kbhi resistance or support ko asani sy break nhi kr skti lakin jb big industries or international companies or yes buyers hoty hen wo sb ek sath jb kisi khas indicator k pary ko buy / sell kr lety hen to market breakout kr leti on to kuch timeframe k bad pattern dobara sy ap resist or support bnata on . Or hmary liye Profit ka current time hota he or hmy kam sy kam loss ata he or ziyada ziyada gain k imkan hoty hen.Dear Forex comrades jaisa k hmny parha forex trading me profit kmany k liye phly forex ka acha knowledge hona bohat dulezite he.Dear friends khoob dil lga k Forex Trading ko sikhyn or ziyada sy ziyada Profit kmayn.Omeed krta hon Dosto meri post Forex Trading me sb k liye Useful hogi. Dear Forex comrades forex market me resist or Sporting ka pta chal jay to humy kafi faida otha skty hen. But sometimes jb roar resistance or support ko daikhty hoy kisi khas couple py entry lety hen to the market in support ko tor children he that is amal ko Breakout kehty hen. Jaisa k nichy ki gai picture mw mention of kia gya he.Dear jaisa k ap opar pic me daikh skty hen k jb forex market ek bar support ko Breakout kr ly to hum is another support ko identify moles hoy 1 achi entry ly skty hen or acha khasa profit b hasil kr skty hen.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              What Is Tweezer Bottom Candlestick Pattern? bottom patteren ki terhan saakht mein, tweerzer taap candle stuck patteren aik bearish patteren hai kyunkay yeh oopar ki taraf bherne ke ekhtataam par hota hai. pehli candle, jo ke taizi ki hai, zahir karti hai ke rujhan abhi bhi is simt mein ja raha hai, jab ke doosri bearish candle batati hai ke ho sakta hai rujhan jald hi badal raha ho . sirf up trindz aur davn trindz ke douran neechay aur oopar walay dono chimti durust hain. katay hue tijarti halaat mein un ka ubharna bunyadi tor par bekar hai aur is baat ki nishandahi karta hai ke market ghair yakeeni hai ke oopar ki taraf jana hai ya neechay ki taraf . Significance chimti aik aam ulat palat patteren hai jisay tajir yeh pishin goi karne ke liye istemaal karte hain ke market kab badlay gi. ulat jane ka khatrah / wapsi ka tanasub bohat acha hota hai kyunkay hamein train par charhne ka mauqa diya ja sakta hai kyunkay yeh abhi chal rahi hai. dosray lafzon mein, jitni jaldi aap tijarat mein daakhil hon ge, itna hi behtar ajar miley ga . chimti mom batii ke data ko parhnay aur is ki wajah se market ke mood ka andaza laganay ke liye aik aam aala hai. yeh dekhte hue ke koi bhi namona kaamil nahi hai, rujhan aik hi simt mein jari reh sakta hai yahan tak ke chimti ke sath, jo zahir hai ke mamool se ziyada hai, lekin doosri mom batii ka ubharna is baat ki nishandahi karta hai ke aik baar ghalib anay wali qowat mukhalif qowat ko rasta day rahi hai. . How to Trade the Tweezer bottomCandleStick Pattern? taizi ka chimti neechay ke rujhan ke neechay hota hai, jaisa ke pehlay zikar kya ja chuka hai. jaisa ke nichli bulandiyon aur nichli sthon ke silsilay se dekha gaya hai, yomiya chart par usd qeemat ka amal aik taweel arsay se neechay ka rujhan raha hai . pehli mom batii aik mazboot, taaqatwar manfi mom batii hai jo neechay ki taraf harkat ke tasalsul ki taraf ishara karti hai agar aap neechay ki taraf blush ko dekhen. doosri mom batii, taham, pichlle session ke tamam nuqsanaat ko amli tor par rivers karne ke liye ouncha honay se pehlay aik naya qaleel mudti neechay print karti hai . Conclusion doosri mom batii ne hamaray dakhli darwazay par din khatam kya. yeh dekhte hue ke doosri mom batii chouti aur hamaray stap las se pip daur hai, yahan masla is ki shiddat ka ho sakta hai. hamaray munafe bakhash honay ke liye munafe lainay ki satah ko taqreeban dugna karne ki zaroorat hai . is baat ka taayun karne ke liye ke ulat jana kahan ruk sakta hai, is liye hum kayi terhan ke tajziyon ka itlaq karte hain. yeh dekhte hue ke bail ki daud kitni mazboot thi, shayad rivers bhi itna hi mazboot hoga. bail ke rujhan ka aaghaz take praft ke hawalay ka aakhri nuqta hai. pichlle belon ke zareya haasil honay walay fawaid bil akhir ke zareya khatam kardiye jatay hain, jo himayat ko tornay mein bhi kamyaab ho jatay hain .

              اب آن لائن

              Working...
              X