"Morning Doji Star" Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "Morning Doji Star" Candlestick Pattern
    "Morning Doji Star" Candlestick Pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction: Assalamualaikum dear I hope you all are fine and doing well on forex trading.Aj ki post mein doji morning star candlestick pattern key bary mein hay. What is Morning Doji Star Candlestick Pattern Dear members Morning Doji star candlestick pattern Eik bullish trend reversal pattern Hy jis mein three candlesticks ka Eik pattern bnta hy k us mein first candle falling price second candles take holding price or 3rd wali candles rising price ke Ban Jati Hain Morning Doji star candles and evening doji Star and stick pattern ka inverse hy jo k Us k opposite trend Mein banny pr asset ke demand value Mein izafy ka Ishara Dta Hy jis sey price increase ho jaty hain.pattern ke fast candle Hoti Hy Jis k bd eik Doji candle bnti hay jab k last pr Eik bullish candle hoti hu jo k price k Trend ke opposite direction Mein move krti hai. How to Identify: Dear friends Morning Doji star candles pattern eik candle pr mushtamil hota hy. Morning Doji star candles pattern ko indecision Pattern kehty han q is pattern man sirf ak candle hoti hy jis ka dono wicks long hota hain or es mein price ka open and close same hota hain,es ko cross b kehta hain. Es liye es ko indecision pattern kehty hain Kun k es pattern mein open or close same hona hamein btata hy k seller or buyer equal force rkhty hain or current market trend k reversal btata hy jo long term trading ka hota hy. Morning Doji star candles ko single or plural form dono ma use kiya jata hai. Yeh us time pr banti hai jb open or close candlestick same he hota hai. Doji show krta hai k es session mein buyer b thy or seller b thy but market ko decision nai kr pay k wo kis side pr ja rhe hy. Treading: Morning Doji star pattern mein traders ko market ka strong reversal ka btay ga es pattern mein market bearish sy bullish ke trf reversal ho ge. Morning star Doji pattern jb bnay ga to es pattern ka banny sy pehly market mein eik strong bearish ka pressure ho ga or market mein control bearish ka ho ga jo market ko strongly downward ke trf ly kr ja rha ho ga or yeh bearish ka pressure market ko downtrend ka bottom mein ly kr jay ga or es pattern ke jb first candle ge to yeh eik bearish ke long body candle bnay ge jo ka bearish ka pressure mein wja sy bany ge aur Morning star Doji pattern ka middle mein eik small doji candle bnay ge yeh candle market mein jo bearish ka pressure ho ga os ko stop kara ga is pattern ka middle yani doji candle mein market ka bull or bear ka pressure same ho ge es pattern ke doji candle ka end ka bd market mein strong bull ka pressure ay ga jo market ko bearish sy reversal kry ga or es mein market bullish ke trf jy ge.es candle k last py hm trade ly skty hain.
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Morning Doji-Star Candlestick Pattern
      Morning doji-star candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo k prices k intehaye lower position ya bearish trend k baad bantta hai. Ye pattern aik unique qissam ka hai ajr bohut kam hi prices main nazzar atta hai. Ye pattern teen candles par mushtamil hotta hai. Jiss main pehlee candle aik strong bearish trend ki alammat hotti hai, aur dosree candle aik doji candle (umoman doji star candle hotti hai, lekin zarori nahi hai) hotti hai, jo k bearish candle se gap main open aur close hotti hai. Last candle aik bullish candle hotti hai, jo k doji candle se above gap main open aur close taqreeban pehlee candle k midpoint se ziadda ya bearish candle k open price k barabar hotti hai.
      Candles Formation
      Morning doji-star candlestick pattern eik bullish trend reversal pattern hai, aur low prices area main bhi bannta hai. Ye pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss main pehlee bearish candle, dosri doji candle aur teesri aik bullish candle hotti hai, aur ye candles darrjazel format main honi chaheye ; 1. First Candle: Morning doji-star candlestick pattern main pehli candle aik strong aur long real body wali black/red yanni bearish candle hotti hai, jo k market k bearish trend ki mazzboti ki tarraf ishara kartti hai. 2. Second Candle: Morning doji-star candlestick pattern main dosri candle aik doji candle bannti hai, jo umoman ya zyada tar star-doji candle hotti hai. Iss candle ki opening aur closing price same hi hotti hai. Ye candle pehlee candle se gap main open aur close hotti hai. 3. Third Candle: Morning doji-star candlestick pattern ki teesree candle aik strong aur long real body wali bullish candle hotti hai, jo k dosree candle se gap main above open hotti hai, jab k close bearish candle k body ya top par hotti hai.
      Explanation
      Morning doji-star candlestick pattern aik strong bullish trend reversal pattern hai, jo k dekhne main same bullish abandoned baby candlestick pattern ki tarah hotta hai, lekin doji candle k dosri candles se gap k difference ki waja se ye pattern abandoned pattern se bohut mukhtalif ban jatta hai. Ye pattern prices k downtrend ya low price area main bannta hai, jahan se ye trend reversal ka kaam kartta hia. Morning doji-star candlestick pattern teen candles par mushtamil aik trend reversal pattern hai, jiss main pehlee candle color main black ya red yanni bearish trend wali candle hotti hai, ye candle long real body main banne ki waja se bearish trend ki mazbotti ki alammat hotti hai. Dore din ki candle aik doji candle hotti hai, jo k prices ko temporary pause kar detti hai aur iss candle ka opening aur closing price same hotti hai. Ye candle pehlee candle se gap main nechay ki tarraf bantti hai. Pattern ki teesri candle aik strong bullish candle hotti hai, jo k dosri candle se gap main open hotti hai aur close bearish candle main ya uss se upper ja k hotti hai. Ye candle prices k bullish trend reversal ka sabab bante hen.
      Trading
      Morning doji-star candlestick pattern par trading karnne k leye market aap ko buy ki entry karnni paregi, lekin pattern par bagher trend confirmation k trade lagana bohut ziadda riski hai. Ye pattern banntta to bearish trend main hai lekin ye zarrori nahi k prices lazzmi bullish reversal honggi. Pattern par trade se pehle dosre technical indicators se market ki trend confirmation karlen, aggarvmarket ki confirmation price action jaise pattern k baad aggli candle bhi bullish banti hai to ye trend confirmation ho jatti hai. Confirmation candle k baad market main buy ki entry karen aur Stop Loss k leye market ka sab se lower position, jo k umoman doji candle ka lower position banega par set karen.
      • #4 Collapse

        Asslam-O-Alaikum! Dear members Me ummed kerti hoke ap sb ka forex trading py kam bht acha chl rha hoga. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. Morning Doji Star" Candlestick Pattern subah ka sitara kya hai subah ka sitara aik basri namona hai jo teen mom btyon par mushtamil hota hai jisay takneeki tajzia car taizi ke nishanaat se tabeer karte hain. neechay ki taraf rujhan ke baad subah ka sitara bantaa hai aur yeh oopar ki taraf charhne ke aaghaz ki nishandahi karta hai. yeh pichlle qeemat ke rujhan mein ulat jane ki alamat hai. tajir subah ke setaaray ki tashkeel par nazar rakhtay hain aur phir izafi asharion ka istemaal karte hue is baat ki tasdeeq karte hain ke waqai ulat phair ho rahi hai . 1 ahem take ways subah ka sitara aik basri namona hai jo aik lambay siyah shama daan se bana hota hai, aik choti si siyah ya safaid shama jis ka jism chhota hota hai aur lambi vicks hoti hai, aur aik tahai lambi safaid mom batii . subah ke setaaray ki darmiyani mom batii market ki be aitnai ke lamhay ko apni girift mein le layte hai jahan reechh belon ko rasta dena shuru kar dete hain. teesri candle ulat jane ki tasdeeq karti hai aur aik naye up trained ko nishaan zad kar sakti hai . subah ke setaaray ka mukhalif patteren shaam ka sitara hai, jo oopar ke rujhan ko neechay ke rujhan mein tabdeel karne ka ishara karta hai . subah ka sitara aap ko kya batata hai subah ka sitara aik basri namona hai, lehaza injaam dainay ke liye koi khaas hisaab nahi hai. subah ka sitara aik teen mom batii ka namona hai jis mein doosri mom batii par kam point hota hai. taham, kam nuqta teesri mom batii ke band honay ke baad hi zahir hota hai . subah ka sitara aik teen mom batii ka namona hai jis mein doosri mom batii par kam point hota hai. taham, kam nuqta teesri mom batii ke band honay ke baad hi zahir hota hai . deegar takneeki isharay is baat ka andaza laganay mein madad kar satke hain ke aaya subah ka sitara ban raha hai, jaisay ke aaya price action support zone ke qareeb hai ya rishta daar taaqat ka ishara ( rsi ) zahir kar raha hai ke stock ya commodity ziyada farokht hui hai . 1 subah ke setaaray ka patteren kaisa dukhkta hai woh yeh hai : oopar wala chart siyah aur safaid mein paish kya gaya hai, lekin surkh aur sabz mom batii ke liye ziyada aam tasawurat ban gaye hain. subah ke setaaray ke baray mein note karne wali ahem baat yeh hai ke darmiyani mom batii siyah ya safaid ( ya surkh ya sabz ) ho sakti hai kyunkay khredar aur baichnay walay session ke douran tawazun qaim karna shuru kar dete hain morning star ko trade karne ke tareeqay ki aik misaal morning star ke namonon ko basri nishaan ke tor par istemaal kya ja sakta hai ke rujhan ki tabdeeli ke aaghaz mein mandi se taizi ki taraf, lekin woh is waqt ziyada ahem ho jatay hain jab dosray takneeki isharay un ka back up letay hain jaisa ke pehlay zikar kiya gaya hai. aik aur ahem Ansar hajam hai jo patteren ki tashkeel mein hissa le raha hai . aam tor par, aik tajir patteren ko banatay hue teen sishnz mein hajam mein izafah dekhna chahta hai, teesray din sab se ziyada volume dekhnay ke sath. dosray isharay se qata nazar teesray din ziyada volume ko aksar patteren ki tasdeeq ke tor par dekha jata hai ( aur is ke baad ka rujhan ). aik tajir stock / commodity / pear / waghera mein taizi ki position sambhale ga. jaisay jaisay subah ka sitara teesray session mein bantaa hai aur oopri rujhan par sawaar hota hai jab tak ke aik aur ulat jane ke isharay nah hon . morning star aur doji morning star ke darmiyan farq subah ke setaaray ka namona aik mamooli tagayur mein aata hai. jab qeemat ka amal darmiyani candle stuck mein bunyadi tor par flat hota hai, to yeh aik dojo banata hai. yeh aik choti mom batii hai jis mein koi ahem VICKS nahi hai — + nishaan ke bar aks nahi. Doji morning star aik mouti darmiyani mom batii ke sath subah ke setaaray se ziyada wazeh tor par market ki be aitnai ko zahir karta hai . aik siyah mom batii ke baad doji ki zahiri shakal mein aam tor par ziyada jarehana hajam ki barhti hui aur isi terhan lambi safaid mom batii nazar aaye gi kyunkay ziyada tajir subah ke setaaray ki shakal ko wazeh tor par shanakht karne ke qabil hotay hain . 2 subah ke setaaray aur shaam ke setaaray ke darmiyan farq subah ke setaaray ka mukhalif, yaqeenan, shaam ka sitara hai. shaam ka sitara aik lambi safaid mom batii hai jis ke baad aik mukhtasir siyah ya safaid aur phir aik lambi siyah hai jo pehlay session mein safaid mom batii ki kam az kam nisf lambai se neechay jati hai. shaam ka sitara richo ko rasta dainay walay belon ke sath oopri rujhan ke ulat jane ka ishara karta hai .
        • #5 Collapse

          Morning Doji Star Candlestick Pattern Kia Ha?

          Morning! Doji Star candlestick pattern ek reversal pattern hai. Is pattern mein pehla candlestick ek strong bearish candle hota hai jismein price neeche open hokar neeche close karta hai. Dusra candlestick doji hota hai, jismein price neeche open hokar upar neeche close karta hai. Yani ki doji ki body pehle candlestick ki body ko poora cover karti hai. Doji Star pattern bearish trend ke baad bullish reversal ka signal deta hai. Is pattern ko identify karne ke liye, aapko pehle ek strong bearish candle dekhna hai or dusre candlestick mein doji pattern ka formation hona chahiye, jismein doji ki body pehle candlestick ki body ko poora cover karti hai.

          Click image for larger version

Name:	IMG_20231225_220306.png
Views:	14
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12797290

          Morning! Doji Star Candlestick Pattern Interpretation:

          Interpretation ke liye, jab aap doji star pattern dekhte hain, toh ye ek potential reversal signal hai ki bearish trend khatam ho sakta hai aur bullish trend shuru ho sakta hai. Traders is pattern ko dekhkar buying opportunities explore kar sakte hain ya existing short positions ko cover kar sakte hain. Lekin yaad rakhein ki doji star pattern ko dusre technical indicators aur price action patterns ke saath confirm karna zaruri hai, taaki sahi trading decisions liye ja sakein.

          Morning! Doji Star Conclusion:

          Dusre technical indicators ko shaamil karne aur mazboot risk management strategies ka karna potential losses ko kam karne ke liye behad tawaqoat hai. Safal traders hoshyaar rehte hain aur galat signals ke samne apne strategies ko adapt karte hain. Apne trading safar par nikalne ke liye, aap apne khud ke strategies develop karne ke liye kisi ek broker ka account khol sakte hain. Account ke saath aap apne skills ko refine kar sakte hain practical experience gain kar sakte hain aur well-informed decisions le sakte hain.

          Morning Doji Star Identify:

          Morning! Doji Star candlestick pattern ko identify karne ke liye, aapko kuch steps follow karne honge. Jis ki madad say ap morning star doji identify kr payn gay.

          1. Pehle bearish trend ke baad ek strong bearish candle dekhein. Is candle ki body neeche open hokar neeche close karti hai.

          2. Dusra step hai doji pattern ka dekhna. Doji pattern mein price neeche open hokar upar neeche close karta hai. Doji ki body pehle candlestick ki body ko poora cover karti hai.

          3. Agar aap ye pattern dekhte hain, toh aap samajh sakte hain ki doji star pattern present hai.

          4. New buying pressure ka pehla asal indication is candle mein zahir hota hai. Non-forex markets mein, yeh candle pehle candle ki close se gap up karta hai aur ek naye uptrend ka signal deta hai.

          5. Is reversal ke baad traders higher highs aur higher lows observe karenge lekin hamesha well-placed stops ka istemal karke ek failed move ka risk manage karna chahiye.

          Morning Doji Star Example:

          Click image for larger version

Name:	IMG_20231225_220352.png
Views:	23
Size:	16.4 کلوبائٹ
ID:	12797289

          ap farz Karen kay kisi currency pair pay Ek din price ek downtrend mein hai aur phir ek doji candlestick appear hota hai. Doji candlestick ke baad gap down hota hai aur ek bullish candlestick form hota hai. Yeh morning doji star pattern hai jo bearish trend ki reversal ko indicate karta hai aur bullish trend ki shuruwat ho sakti hai. Yeh sirf ek example hai aur actual trading mein, aur bhi factors consider karne hote hain. Always remember to do your own analysis and use multiple indicators for confirmation before making any trading decisions.
          • #6 Collapse

            "morning doji star" candlestick pattern



            Click image for larger version

Name:	ccc.jpg
Views:	24
Size:	62.5 کلوبائٹ
ID:	12797321




            Candlestick charts mein tamam traders ko market trends aur price movements ka andaza lagane mein madad karti hain. Ek aham candlestick pattern jo market ke downtrend ka mawafiqa badalne ka ishara deti hai, woh hai "Morning Doji Star." Yeh pattern teen mukhtalif candles se milta hai aur traders ko market ki tabdili ka ehsas dilata hai.



            Pattern Ki Tafseelat:


            1. Pehli Candle (Bearish): Pattern ki ibtida ek bari bearish (neechay ki taraf) candle ke saath hoti hai, jo dikhata hai ke sellers ko market par qabu hai aur neechay ki taraf tezi hai.



            2. Dusri Candle (Doji): Dusri candle ek doji hoti hai, jismein candle ka body chhota hota hai aur opening aur closing prices bohat qareeb hoti hain. Doji market mein uncertainty ko darust karti hai, ishaarat hai ke selling pressure kamzor ho sakti hai.



            3. Teesri Candle (Bullish): Pattern ko mukammal karne wali teesri candle ek bari bullish (ooper ki taraf) candle hoti hai. Yeh candle doji ki closing se ooper open hoti hai aur pehli bearish candle ki body mein mukammal andar chali jati hai. Yeh ishara karta hai ke buyers ne control hasil kiya hai aur downtrend ko mukhlis karnay mein kamiyab ho saktay hain.


            Kya Karain?


            Morning Doji Star pattern ko samajh kar traders ko maloom hojata hai ke market mein mukhtalif mawafiqiyan aa sakti hain. Yeh pattern downtrend ki mukhalif rukh ka ishara karta hai. Lekin, har technical indicator ki tarah, yeh bhi puri tarah se mukhlis nahi hota aur traders ko isay confirm karne ke liye mazeed indicators aur chart patterns ka istemal karna chahiye.


            Akhri Khyal:


            Yaad rahe ke financial markets mein trading karne mein khatraat shamil hain aur har pattern 100% kaamil nahi hota. Isliye, traders ko hoshmandi aur dusre risk management strategies ka bhi istemal karna chahiye.





            Morning Doji Star pattern ko samajhna, market ke tabdiliyon ko pehchanne mein madadgar ho sakta hai. Lekin, isay istemal karne se pehle mukhtalif factors aur dosray indicators ka bhi gaur karna zaroori hai.

            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              "morning doji star" candlestick pattern


              Click image for larger version

Name:	vb.jpg
Views:	23
Size:	193.4 کلوبائٹ
ID:	12797340




              "Morning Doji Star" ek candlestick pattern hai jo technical analysis mein istemal hota hai, khaas karke stock market aur forex trading mein. Yeh ek bullish reversal pattern hai, jiska istemal market ke trend ke palatne ki possibility ko indicate karne ke liye hota hai.




              Yeh pattern teen candlesticks se milta hai aur niche diye gaye hote hain:



              1. First Candle (Bearish):
              • Yeh candle existing downtrend ko reflect karta hai.
              • Is candle ka size bada hota hai, indicating bearish momentum.

              2. Second Candle (Doji):
              • Doji ek aisa candlestick hai jiska open price aur close price barabar ya bahut kam antar mein hota hai.
              • Is doji ke hone se market mein indecision ya uncertainty ka indication hota hai.

              3. Third Candle (Bullish):
              • Yeh candle bullish hai aur uptrend ke start hone ki indication deta hai.
              • Is candle ka close price first candle ke close price ke above hota hai, jo ki ek positive sign hai.

              Morning Doji Star pattern ka formation market ke bearish trend ke bad hota hai aur iska appearance ek potential trend reversal ko suggest karta hai. Traders is pattern ko dekhte hain kyunki yeh unhein market ke trend reversal ke possibility ke baare mein hint deta hai.

              Morning Doji Star Pattern ke Important Points:
              1. Morning Doji Star pattern ek reversal pattern hai, isliye iska sahi tarah se confirm hona important hai.
              2. Is pattern ko dekhte waqt, volume ka bhi dhyan rakhna chahiye. Agar volume badh raha hai, toh yeh pattern aur bhi strong ho sakta hai.
              3. Confirmation ke liye, traders wait karte hain ki fourth candle bhi bullish ho aur uska close price third candle ke close price se higher ho.

              Jab bhi koi trader candlestick patterns ka istemal karta hai, woh ek overall technical analysis ke context mein karta hai aur dusre indicators aur tools ke saath combine karta hai. Candlestick patterns ke signals ko confirm karne ke liye, dusre technical indicators ka bhi istemal hota hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X