Scalping method in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping method in forex trading
    Scalping method in forex trading
     
    Ap ka aik thanks bhut aham hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Scalping Trading Strategy: Dear market main is strategy par agr apny trade karni hy to sub sy pehly to apk pass trading account main balance bahot zyada hona chaye. Isk nad apko is main experience zyada hona chaye aur apk analysis strong hony chayen. Is main apk pass agr high leverage account hoga to scaling karna asan hoga. Scaling karny k liay apko sub sy pehly demo account par practice karna hoge aur apna experience increase karna hoga. Keun k hum dekhty hain k scaling k liay apko big lot size use karna hoti hy aur bahot kam wakt main apni trade ap market main open rakhty hain. Scaling karny ka Tareqa: Dear market main aap agr dekhain to different waves ban rahe hoti hain jis main aap kam kar rahy hoty hain. Scalping k liay apko sub sy pehly different timeframe ka istemal karna hoga aur apny analysis ko perform karna hoga. Apko jab bhe market ka trend confirm ho jaye ga to ap market main apni trade ly sakty hain jis main ap choty timeframes dekh rahy hoty jaon jesa k M1, M5 , M15 aur M30 in timeframes main ap apny analysis karin to apko is main faida hoga. Candlesticks Pattern aur Indicators ka Istemal: Dear scaling trading k liay apko sub sy pehly achi trhaa sy market main candlestick pattern aur market main kisi bhe indicator ka achi trha sy experience hona chaye. Keun k hum dekhty hain k candlesticks ke madad sy humain koi bhe pattern milta hy aur different candle sy humain confirmation hoti hy aur isk sath agr hum indicator dekhain to us sy bhe agr humain same entry mily to hum trade open kar sakty hain. Scaling k liay demo practice bahot zyada zarori hoti hy. Without Practice Scaling karna: Agr ap scalping without practice karin gy to is main apko loss hony k chances bahot zyada ho jaty hain. Keun k without practice scaling karna bahot zyada risky hy is main apka account wash hony k chances b bahot zyada ho jaty hain. Lot Size Ka Istemal Karna: Ap agr scalping karin gy to is main apko big lot size use karna hoge jis main apko bahot kam wakt main zyada profit ho sakta hy. Lakin baghir sochy samjhy koi bhe big lot size use karin gy to loss hony k bahot zyada chance hoty Hin aur apka account bhe wash ho sakta hy. 𝑼𝒔𝒆𝒔 𝒐𝒇 𝒊𝒏𝒅𝒊𝒄𝒂𝒕𝒐𝒓𝒔: Sclaping krny k liye indicators ko b use kr skty hain.indicators market sy related hmain bht c inforamtion provide krty hain or hm market mein achy points sy entry kr skty hain.sclaping mein use hony waly indicators yeh hain: 1 .Moving averages sclaping 2 .Bollinger band sclaping 3 .RSI sclaping In indicators ko agr hm sclaping krty howay use krty hain to hm bht acha profit hasil kr skty hain or hmara account bhi washout hony sy mehfouz rehta hy. indicators hmary liye trade ko profitable bnany mein bht help krty hain. Indicators ko use krny k liye knowledge ka hona bht zaruri hai Thanks you all
     
    Ap ka aik thanks bhut aham hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      What is Scalping Method: Dear Sisters And Brothers Scalping Method ek bohot achi techniques hai jis sy ap forex me acha profit bana sakty hain. Isky ilawa scalping ki techniques ko use karty honey ham bary loss sy b Bach sakty Hain. Forex me scalping choty profit o trade karny ko kehty hain. For example agar ap my koi cheez buy ki hai to kaisy hibyski price oper jati hai AP foran usy sale KR dety Hain. Is by ka intezaar nai kiya jata k price mazeed bharny do jaey tab hi trade karain. Is technique ko ham forex ki language me scalping kehty hain. Information of Scalping Method: Dear Friends Forex trading mein Scalping ek best trading technique hai jisme members apne short time period ko select karte hue market mein enter hote hain aur apne excutive aur kam se kam profit ke sath market se bahar a Jaate hain ki voh members hote hain Jinka Forex mein zyada experience nahi hota aur vah Bade risk ko avoid karte hue Chhote risk ke sath apni trading karte hain aur Apna profit Hasil Karke market se nikal ate hain uska scalping technique Mein Jab trading ki Jaati Hai To short time frame ke sath ek hi pair main trade Mein buy or sell ka order Lagaya jata hai jismein members apni trading Karke profit hasil karte hain isliye ham Agar is technic ka use bhi karne hain To hamein trading tools ko achy traiky se use karna hoga jisse Hamen kam se kam loss hoga Forex trading Mein Bahut Si trading techniques Hai jinko ham use Karke profit hasil kar sakte hain aur acche Anya Hasil kar sakte hain Forex mein Kamyab hone ke liye jaruri hai ki Forex ka Achcha experience Ho Kyun ke Jab hamare pass Achcha experience Nahin Hota To hi hamein loss hota hai aur ham koi bhi technique ka Kyon nahin kar sakte aur na hi hamen acha profit hasil hota hai tu zaruri hai ki aap Agar Congress Mein Kamyab Hona Chahte Hain To apni trading ability or trading skills ko strong Karein Uske badh aap Kamyab ho sakte hain. Best Method of Scalping: Dear forex Members Scalping karny ka best method woh hai kay kisi pair ya commodity ko select ker kay uss kay aik he range mai movement ko judge ker lia jaey aur issi range ko scalping mai use kia jaey tou faida he faida hai. Jaisy aaj kall gold aur crude oil dono he mai scalping best technique hai. Account balance strong hona chaiye aur lot size strong rakh kay equity ki support kay saath iss waqt gold mai 1815 say 1800 ki range mai scalping ho rahi hai aur crude oil mai 38.50 say 41.20 mai kay darmiyaan scalping ki aik range bani hui hai. Pichlay 4 weeks say he yeh range chall rahi hai aur traders bohat achay regular profits scalping say earn ker rahey hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X