Importance of stick sandwich pattern in forex trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of stick sandwich pattern in forex trading.
    Importance of stick sandwich pattern in forex trading.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friends forex market mein trading ky duran market ki movement ko predict kerna hee asal mein trading kehlati hy.jab traders ko es aspect mein expertese hasil ho jati hy tu woh kamyab traders ban jaty hein.ess pattern ko identify karna itna mushkil nhi, qyu ky market mein bullish aur bearish ki candles different hoti hain. traders ko inka color note karnay mein careful hona chehye,bullish stick sandwich pattern downtrend mein form hoti hy jab ky bearish stick sandwich pattern uptrend mein form hoti hy, both sides wali candles ki almost equal closing price hoti ha.ess leye pattern mein strong support hoti ha jis sa reversal k chances ziada hotay hain, confirmation k liay last two closes k darmian midpoint hota ha, ess leye es baat ka khyal rakhna chaiiay k bullish ki surat ma prices is point ky above hon aur bearish ki surat ma prices is point sa below hon.
    DESCRIPTIVE KNOWLEDGE OF STICK SANDWICH PATTERN.
    Forex business mein stick sandwich candlestick pattern "Short term" candlestick patterns Hote Hain, yah patterns market ke reversal Trends ki direction ky related information provide Karte Hain, aur in mein traders technical analysis ki basis per use karte hain.ess pattern ki two different color candlestick same closing point per close hoti hain. Es pattern ko ham further two parts mein divide kar sakty hain. 1 bearish stick sandwich pattern. ess pattern mein first candle green or lengthy hoti hai jo zahir karti hai k market bull k control mein aa gaye hai. Es pattern mein 2nd candle red create hoti hai jo market mein down gap sy open hoti hai aor eski closing price first candle ki closing price k same hoti hai. Jo 3rd candle hoti hai woh again green hoti hai aor yeh 2nd candle ko engulf kar deti hai. Traders ko 3rd candlestick k break hony ka wait karna chehye aor phir oss ky analysis kerny ky baad apni trade open karni chaheye. 2. Bullish stick sandwich pattern. Ess pattern mein first candle red create hoti hai aor second candle green create hoti hai. jo gap down sy open hoti hai. Third candle phir red or lengthy create hoti hai jo second candle ko engulf kar leti hai aor maket ko first candle k low par ley ati hai. Traders ko es pattern mein market k break hony ka wait karna chahe or es k baad he apna order place karna chahe or sath stop los b lazmi use karna chahe. Tab he traders ka account safe rahy ga.jo future mein mazeed trading mein helpful ho ga.
    PRINCIPAL OF TRADING.
    Forex trading market mein bahut saare indicator hain jo Humein Yeh batate Hain ke market ka trend bullish ho sakta hai yaha bearish ho sakta hai. ya trading Mein Kafi helpful Hote Hain lekin traders ko ek baat Apne Mann mein rakhni chahiye ki koi bhi indicator hundred percent right nahi hota.Agar aapko different candlestick patterns related information Hasil hoti hai to aap apni technical analysis ko perfect kar sakte hain aur different important decision making kar sakte hain.Is ko ham istrah sy guide kar sakty hain hai bhi darmeyan mein jo cheez ban jaye woh opportunities ky related best hai aor opposite trade guide krti hai apko market ma isko isi trah sy use krna chye ta ky ham log behtr tor py market ko samjh ky acha kaam kren aor trading ky leay permanent useful valuable kaam kr saken jis ma hamen acha orofit mily aor ham market ma techniques ko bhi istemal ma la saken.forex mein ache knowledge ki madad se hi ham achi trading kar sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain aur forex mein ache kaam aur achi trading ke liye trading se pahle hamein market ko achi tarah se analyze bhi karna chahie. aur forex mein hamen market ka fundamental aur technical analysis karna chahie.achi trading ke liye market ka fundamental and technical analysis hamary liye bahut hi zaruri hai jis ki help sy hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.ess leye es ki knowledge zarrori hy. thanks
     
    • #3 Collapse

      Aslamoalekum members. Mujhy umeed hay ap sab kheryt say hon gay. Apka trading session acha ja raha hoga. Aj ka topic hamara discussion Stick sandwich pattern ki importance k bary hay. Dekhty hain k yeh kia hay r kesy information deta hay importance of Stick sandwich pattern Stick Sandwich pattern forex trading mein ek ahem candlestick pattern hai. Is pattern mein do choti candles ek bari candle ke darmiyan hote hain. Is pattern ki ehmiyat yeh hai keh yeh bullish ya bearish trend ke badalne ka signal deta hai.Agar stick sandwich pattern bearish trend ke bad zahir hota hai to yh bullish reversal ka ishara deta hai. Jab ke agar yeh pattern bullish trend ke baad zahir hota hai to yeh bearish reversal ka ishara deta hai. trading with stick sandwich pattern Is pattern ko shanakht krna r sahi tareeqay se bayan krna forex trading mein traders ke liye bohat ahem hai. Yh unhein market ke trends ko samajhne r faidamand trades karne mein madad karta hai.Is pattern ko shanakht karne ke liye, aap ko price chart par candles ki shakal aur maqam ko mushahida karna hoga. Agar do choti candles ek bari candle ke darmiyan hote hain aur wohi bari candle do choti candles se mukhalif simat mein harkat karti hai to yeh Stick Sandwich pattern hai. identification of stick sandwich pattern Jab aap Stick Sandwich pattern ko shanakht kar lete hain, to aap apni trading strategy ko is pattern ke hisaab se tarteeb kar sakte hain. Agar aap bullish reversal umed kar rahe hain to aap long position lena shuru kar sakte hain. Aur agar aap bearish reversal ki tawaqy kar rahe hain to aap choti position lena shuru kar sakte hain.Yad rahe keh trading mein koi guarantee nahin hoti, is liye aap ko apni trading strategy ko sahi tareeqay se inaqad karna hoga.
      • #4 Collapse

        Dear Forex Members aj ma ap ko stick sandwish ke bary ma btau ga ke Stick sandwich aik takneeki trading pattern hai jis mein teen mom batian banti hain jo tajir ki screen par sandwich se millti jalti nazar aati hain.Stick sandwich mein darmiyani mom batii is ke dono taraf mom btyon ke mukhalif rang ki hogi, un dono ki darmiyani candle stick se zyada tijarti range hogi. chaspan sandwich pattern mandi aur taizi dono isharay mein ho saktay hain. How to Use Stick Sandwish: Dear Friends stick sandwich ko technical trading pattern mein use kya jata hai aur phir ye three candlestick form ko appears kya jata hai resemeble mein aur pher sandwich on a trader screen ho jati hai. ye jo stick sandwiches will have the middle candlestick oppositely colored of the candlesticks on either side of it both of which will have a larger trading range than the middle candlestick hai. is ko stick sandwich pattern can occur in both bearish aur bullish indication hota hai . Information of Stick Sandwish: Dear Sisters and Brothers Forex trading ke Business mein sticks bohot zyada popular hote hain ya bohot hi ache patterns hote hain upstick aur down stick aur stick sandwich candlestick pattern Forex trading ki market ko samajhne mein bohot help Karte Hai stik sandwich candlestick pattern Short term candlestick patterns Hote Hain yah patterns market ke reversal Trends direction ke bare mein achi information provide Karte Hain aur in him traders technical analysis ki basis per use karte hain stick sandwich candlestick pattern market mein technical trading ka pattern hota hai is pattern mein different types ki candles banti hai jin mein se to candles black colour ki hoti hai aur two candles white colour mein maujud hoti hain.
        Like tu banta hay ik🙏
        • #5 Collapse

          Importance of stick sandwich pattern in forex trading.

          loyal friends Market movement may be foreseen in the currency market as long as transaction is conducted as intended.The requisite knowledge is something that jab traders own in relation to that certain factor.It's critical to take into account how the market's bullish and bearish candles differ from one another while spotting patterns. Bearish stick sandwich pattern uptrend mein form hoti hy, bullish stick sandwich pattern downtrend mein form hoti hy, both sides wali candles ki practically identical closing price hoti ha. Trading ko inka color note karnay mein cautious hona chehye.ess leye pattern mein strong support hoti ha jis sa reversal k chances ziada hotay hain, confirmation k liay last two closes k darmian midpoint hota ha, ess leye es baat ka khyal rakhna chaiiay k bullish ki surat ma prices is point ky above hon aur bearish ki surat ma prices is point sa below hon.t rading with stick sandwich pattern The traders in the forex market are bohat ahem; the pattern is either shanakht or sahi tareeqay se bayan. When trading, keep in mind that market patterns are important to keep an eye on.Price chart par candles and maqams' mushahida karna hoga; is pattern ko shanakht karne ke liye. When manufacturing choti candles, the Stick Sandwich design is employed whether ek bari candle or wohi bari candle are both used, as long as one of them contains mukhalif simat.i dentification of stick sandwich pattern In the event that the Stick Sandwich pattern is successful, the trading strategy that was chosen should also be successful. If there is a bullish reversal, then the long position should be opened immediately. Or otherwise, in the event that a bearish reversal occurs, the current position should be taken into consideration.Yad rahe keh trading mein koi guarantee nahin hoti, isliye aap ko apni trading strategy ko sahi tareeqay se inaqad karna hoga.
          • #6 Collapse

            umeeeed karti ho k sath thek hongy forex trading main maze k sath kaam kar rahy hongy forex trading main best learning krna must hota hain jaaab tak ek trades best learning k sath kaaam nhe karte hain tu in feature big loss kar lete hain forex trading ek kamyab busniess hain learning krna must hota hain forex trading k busniess ko samjhy forex main achi tara hard work k sath kaam kare rules ko follow kar k kaam kare best learning k sath kaam kare agar learning good nhe hoti hain tu in feature loss hojata hain loss and profit forex trading ka hissa hota hain forex main best learning kare sandwich pattern main rules ko follow krna must hota hain sandwich pattern main market kabi b kahi b move kar deti hain forex trading ka busniess bhot he kamyab busniess hain forex trading main best learning kare How to trade on sandwich pattern in forex market: forex trading main analysis kare makret main best way say analysis kare supply and demand ko check kare k market main supply and demand kaha py banti hain forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain jaaab tak learning strong and good nhe hoti hain tu loss ho skta hain forex trading ka busniess kafi best busniess hain forex trading ki learning ko samjhy hardwork k sath kaam kare best wesy say kaam kare achi tara work karne wale traders forex trading main easy kamyabi pah skte hain jsine learning nhe ki vo big loss kare gy kamyabi hasil nhe kare gy forex trading main sandwich pattern main analysis kare rules ko follow krna must hota hain agar rules ko break kiya tu in feature big loss mil jata hain forex trading ek best busniess hain learning k sath kaam kare
            • #7 Collapse

              Assalamu Alaikum dear kya haal chaal hai main ummid karta hun aap sab log khairiyat Hogi aur Market Mein Achcha kam kar rahe ho doston aaj main aapke pass Ek Aisa topic Lekar Aaya hun jo market aur trending Mein Kaise kam kar sakte hain Bank ka kya roll Hai Doston all post detail hone se important hota hai Kyunki jab tak aapko use business hai associate complete detail the idea Nahin ho jata use time tak aap market Mein acchi trading nahin kar sakte hain aur use Business mein School trading karne ki position Mein Nahin a Sakte Jab aap market Mein trading karte hain aur is online karta hai Forex members average true range indicator long term trading krny wly traders ke liy boht best ha kiu ke jab ATR ki price aik lmby period tak stable rahy gi to is ma utar charao ki tawako extend rahy ge. Average true range indicator ko use karte hue aap short term trading kar sakte ho ho agar indicator ko use karen to relative strength index indicator Fibonacci retracement indicator and average directional momentum indicator be multiple information provided karte hain in ki help se inko use karte hue ham trading market mein apni trading strategy score increase kar sakte hain.
              Gullalai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Forex market me trend line oper (uper), nechay (down) ya sideways ho sakta hai. Upward trend ko market k daily lows k nechay se, jab k downward trend ko market k daily high k uper se aik seedhi line k khenchney se zahir kia jata hai. Aik aam tareeqaykar k mutabiq, mojoda market ki intersection ko trend line k zarye se jora jata hai. Trend line do (two) ya do (two) se ziada points par mushtamil hota hai. Trend line market ki haleya (pressent) qeematon par buy ya sell ka signal genrate karne k leye istemal hota hai, jo k har aik time frame pe mukhtalif hota hai. Trend line k leye jitna bara (longer) timeframe muntakhib kia jata hai, utni hi is ki kamyabi (successful) hone k chances ziada hen. Forex trading market me trend line bohut ziada important tool hai, jis ko technical analysis me bohut ziada istemal kia jata hai. Trend line se hi humen wazeh (clear) hota hai k market pehley (past) kia soratehal rahi hai, is k leye humen ziada gehraye me jane ki zarorat nahi parti hai. Technical analysis me trend line mojoda market ki soratehal ka bakhobi andaza ho jata hai. Market ki mojoda soratehal me traders k leye trend line support aur resistance k tawar par bhi kaam karta hai. Agar aik qeemat bar bar trend line ko cho (touch) karta hai, aur us position se morta (reverse) hota hai, to is ka matlab hai, k position strong support ya strong resistance level hai. Trend line sab se asan aur relaibale tool hai, aur agar is ko dosre indicators ya price action k sath istemal kia jaye to is ki karkardagi (reliability) mazzeed behhtar ho jati hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X