What is Parabolic SAR Indicator? Expalination
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Parabolic SAR Indicator? Expalination
    What is Parabolic SAR Indicator? Expalination
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum! Dear members umeed hay. AP sb theek hn gy Aur forex pr apna Kam kr rahy hn gy. Aj mein ap key Sath parabolic SAR Indicator key bary mein informative knowledge share krun gi. What is Parabolic SAR Indicator? Forex members Parabolic Stop And Reverse aek trend following indicator hay. Ju kay price reversal ko maloom karny kay leay use kiya jaata hay.. Agar koi trader Parabolic SAR ko sahi tarha sy use karna jaanta hay. Tu ess sy traders ko trend ke simt ka idea hota hay. Aur yeah matket main entry aur exit points kay liey hlep karta ha. Es ka sath sath yeah trailing stops ko place karny main bhe madad karta hay. Dear members is main dekh sakty hain ky jis point par SAR dosri side par banna start hoty hain to is baat ka means hota hay. ky trend tabdeel ho raha hay. Aur yeah wakt behtareen hota hay. ky apni long positions ko close kar diya jaay. Oper aap dekh sakty hain. ky uptrend kesy khatam hua jab neechy waly dots sy collide hwa. Jsa. ky baki tamam indicators ko money management sy use karty hain. is indicator k signal ko bhi bhout carefully use kiya jey tb hi hmy achy advantages hasil ho sakty hain. Function Of Parabolic SAR Indicator: SAR ko dekhny kay leay chart par ap ko series of dots ya dashes nazar aain ge. yeah • ya dashes aapko price action kay oper ya neechy trend kay mutabik nazar aain ge. Jab yeah dono cross karty hain. To es ka matlab hota hay. kay trend khatam hony kay imkanaat hain . Hum apni positions ko band kar sakty hain. • Chart ko Analysis krna: Dear Forex members Jo series of dots aapko chart per nazar aaty hain. Wo chartbpe price sy thora neechy kahsoos fasly par hoty hain. Jab market uptrend main hoti hay. Asi tarha jab market downtrend main hoty hay. Tu dots aapko price action kay oper nazar aaty hain • Treading Strategy: Dear members Jesa kay humhain maloom hay. kay har trend ka end zaroor hota hay. R trend tabdeel hota hay. Jesy he marjet price reversal kay qareeb jaati hay. Parabolic SAR price action kay nazdeek chali jaati hay. Jab price action aur parabolic SAR kay darmiyaan gap km ho jaata hay.to es baat kay chances hoty hain kay trend badalny wala hay. • Important: Dear Jesa ky ap uper dee hui tasveer main dekh sakty hain. kay jis point par SAR dosri side par banna start hoty hain. To es baat ka matlab hota hay. kay trend Chang ho raha hay. Aur yeah wakt behtareen hota hay. kay apni long positions ko close kar diya jaay. Oper aap dekh sakty hain. kay uptrend kesy khatam hua jab neechy waly dots sy collide hua. Aur jesa kay baki indicators ko money management sy use karty hain. Ess indicator k signal ko bhe dheyaan sy use kiya jaay. Expalination: Market main jab ap kam karty hain . to apko ik achy experience ki zarorat hoti hay. Jab ap mukhtalif factors par study karty hain.. To ap ko bhot zyda advantages available hoty hain. Indicator ap ko bhoy zayda madad dety hain ap ko ik entery achi mail jati hyi. Parabolic indicator b ik esa indicator hay. jis ko ap easily apni trading main shamil kar k apni trading ko kamyab bana lety hain.Parabolic SAR indicator market k trend k mutabiq dots ki sorat me move karta hay. Jab bhi aik trend reversal hota hay. to us point pe indicator bhi apne dots chart k mutabiq shift karta hay. lekin yahan pe ye point note karna chaheye. k agar ye dots opposite trend me teen se ziada hone lagay to market se exit kar jayen. lekin short fake reversal signal se bachne k leye kam az kam teen dots tak ka intezar zaror karen.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Parabolic SAR Indicator ;- Parabolic Stop and Reverse Indicator" (parabolic ruk jaao aur palat jaao). Is indicator ko trend ka pata lagane ke liye istemal kia jata hai aur ye trader ko market ki movement ka pata lagane me madad deta hai. Is article me hum Parabolic SAR Indicator ke bare me roman Urdu me detail me baat karenge. Parabolic SAR Indicator Purpose ;- Parabolic SAR Indicator ek technical analysis indicator hai jo traders ki help karta hai price trends ka pata lagane me. Is indicator ki help se trader trend ke direction ko identify kar sakta hai aur trading decision le sakta hai. Parabolic SAR Indicator Uses ;- Parabolic SAR Indicator ka use market trends ko identify karne ke liye kia jata hai. Ye indicator dots ke form me chart par show hota hai. Agar dots price ke below hai to trend bullish hai aur agar dots price ke upar hai to trend bearish hai. Parabolic SAR Indicator Formula ;- Parabolic SAR Indicator ka formula price aur time ke basis par kia jata hai. Is formula me Acceleration Factor (AF) ka bhi use kia jata hai jo trend ke sath sath badalta rehta hai. Parabolic SAR Indicator Calculation ;- Parabolic SAR Indicator ka calculation dots ke form me hota hai. Agar price trend bearish hai to dots price ke upar show hote hai aur agar trend bullish hai to dots price ke below show hote hai Parabolic SAR Indicator Advantages ;- Parabolic SAR Indicator ke kuch advantages neeche diye gaye hai: Trend ka pata lagane me help karta hai. Price movement ko identify karne me madad deta hai. Stop loss aur take profit levels ke liye use kia jata hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X