What is market roll over.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is market roll over.
    What is market roll over.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    What is market roll over? Dear Friends, Market roll over term tab use hoti hay jab ham kisi pair main trading kar rahy hon aur ham is trading order ko one night hold kiye rakhain. Next day hamain roll over ki amount pay karna hoti hay jo auto pe overnight trade hold karny per broker ham say charge kar laita hay. Is tarah ham jitni nights bhi trade hold karain gay trader ham say amount charge karta rahy ga. Yani ager CL ki buy ki trade ho to isko single night hold karny per suppose 1$ roll over ho to ham ager isko 4 nights tak hold kiye rakhain to hamara pay karda roll over amount 4*1=4$ ho jaye ga. Types of roll over. Roll over ki do types hain Positive Roll over Negative Roll over Positive roll over. Jab trader aik aisi currency pair main buy ki trading karta hay jiska interst rate pair currency say ziada ho to is currency pair ko over night hold karny per broker hamain interest ki differ amount pay kary ga jis say hamara profit mazeed up ho jaye ga. Negative roll over. Jab ham kisi aisi currency pair ko buy karty hain jiska interest rate paired currency kay muqably main low hay to is tarah hamain is pair main trading order over night hold karny per roll over pay karna hoga. Jo keh in donon currencies kay interest rate ka differ hoga. Difference Positive roll over vs Negative Roll over. Trader ki trade jb kisi particular currency par chal rahi hoti hai to is currency ka interest rate increase aur decrease ho sakta hai kiu k interest rates change hoty rehty hain or ye hamesa same ni rehty. Jb us trade hony wali currency ka rate increase ho jae to trader ko wo amount roll over ki sorat ma pay karna hoti hai but agr ye trade hony wali currency ka interest rate kam ho jae to trader ko wo amount wapas mel jati hai. Agr trader ko roll over ki amount ko pay karna parh jae to esko ham negative rollover kahyn gy. But jb ye roll ovet ki amount trader ko recieve ho jae to isko ham positive roll over kahyn gy. So trader ko apni trades ma roll over ki term lazmi use karni chaheye.
     
    • #3 Collapse

      Forex Trading & Market Roll Over. Forex trading ek aisa tareeqa hai jis mein currencies ki khareed o farokht ki jaati hai. Iss trading mein market rollover ek aham tareeqa hai jis se traders apni open positions ko carry forward karte hain. Market Rollover Details. Market rollover, ek tarah ka swap hai jo ek forex trade ki position ke liye apply kiya jata hai. Iss swap ki tarah, rollover ko bhi interest rate par calculate kiya jata hai, jis tarah bank loan par kiya jata hai. Market Rollover Workings. Forex trading mein rollover ek aisa tareeqa hai jis mein open positions ko carry forward kiya jata hai. Jab kisi trader ne ek currency pair ki position khareedi hai, to uski position ko 24 ghante ke baad close kiya jana hota hai, taaki iss position ki value ki calculation ho sake. Lekin rollover ke dwara, trader apni position ko 24 ghante ke baad bhi hold kar sakta hai, aur uski expiration date ko aage badha sakta hai. Iss tarah, trader ko benefits hote hain, kyunki unko apni position ko close karne ki zarurat nahi padti. Market Rollover Purpose. Market rollover ke liye trader ko interest rate dena hota hai, jis tarah bank loan par diya jata hai. Iss interest rate ko swap rate kehte hain. Swap rate, currency pair ki base currency aur quote currency ke beech ki interest rate ka difference hota hai. Agar base currency ki interest rate quote currency se zyada hoti hai, to trader ko positive swap rate milega. Lekin agar quote currency ki interest rate base currency se zyada hoti hai, to trader ko negative swap rate milega. Basic Points. Forex trading mein market rollover ek aham tareeqa hai jis se trader apni open positions ko carry forward kar sakte hain. Lekin iss rollover ke liye swap rate dena hota hai, jo currency pair ki interest rate par depend karta hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        What is Market Roll Over: Dear Friends Agar Ham Forex trading ke andar new hai aur Forex trading ko start karna chahte hain to hamary liye rollover Jana bohot hi zaruri hai agar hamare pass iska knowledge Nahin Hai To Ham broker select karte waqt Ek Acha decision Nahin Le Sakte isliye zaruri hai ki Hamain rollover ka knowledge honaa zaroori hai aur uske bad hi Hamain yah faisla karna hai ki Humne account swap free banana hai ya swap wala account banana hai . Profit of Market Roll Over: Dear Forex members Forex main rollover ko bohot ziada ahmiat hasil hai. Forex trading aik profitable business hai is say hum bohat ziada earn kar saktay hain bus hamain is main seekhna hota hai trading k bare main ager hamain trading karni a gai to hum kamyab hai kun k forex main sab say mushkil trading hai. Is liye hamain focus kar k trading seekhni chahiye or us main bakamal hona chahiye jab hum trading k basics seekhtay hain to sab say important hota hai market news ko analysis karna us main hamain sakht mehnat ki zarorat hoti hai. Jab hum trading karna start kar detay hain to hum trades to do trah ki trading kartay hain aik long term aik short term long term trading main roll over use hota hai jab hamari trades lambi ho jati hain means market close ho k open honay k darmian jo profit hota hai usay roll over profit kahtay hain ziada tar long term trading main hamain sahi profit hasil hota hai is liye hamain long term trading ko ahmiat deni chahiye. Information of Market Roll Over: Dear Brothers Forex trading market mein meta trader 4 terminal main roll over equation Kisi bhi indicator ya oscillator ke data ko calculate karne ke liye use Kiya ja sakta hai standard aviation ko use Kiya jata hai net last ko use Kiya jata hai taki aap market ka true friend find out kar sakta aur train ki friends bhi maloom kar sakain trend trading karne ke liye aapko support and resistance Dekh Kar trade open karna hoti hai agar aap net lekar nahin hai to aap ko candlestick chart pattern ki learning karna ho gai aur strong information ke liye aapko fundamental economic calendar mein bhi news ka data dekhna Hoga jisne aapko candlestick chart ke pivot point standard aviation and technical oscillators use karte hue data use karte hue karna stoploss lagakar support and resistance py trading krna ho gi.

        اب آن لائن

        Working...
        X