Bearish Engulfing Candlestick Pattern:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Engulfing Candlestick Pattern:
    Bearish Engulfing Candlestick Pattern:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction: Assalamualaikum Dear Friend main umeed krti hon k ap sab theek hon gy. aur forex market main axha kam kr rhy hon gy dosto aj main ap ko bearish engulfing candle k bary mn btaun gi. key Bearish engulfing candle kia hoti hay. Bearish engulfing candle aik trend reversal pattern hey. yeah market mn hamesha uptrend mn banta hay. AJ main apko bearish engulfing candle ka bary mn mokamal information dun ga our btaun ga k yeah market mn kasy work krta ha. Es ko samjhna ap k leay bhot zarori hay. Bearish Engulfing Candlestick Pattern: Dear Bearish engulfing candle ek aesa candlestick pattern hay. Jo ki bearish trend ke baad dikhai deta hay. Aur future mein price ki downward movement ki prediction karta hay. Bearish engulfing candle ka matlab hota hay. kyi market mein bearish sentiment ki dominance hay. Aur sellers ney buyers ko puri tarah see control kar leay hay.Is pattern ko samajhne key liye pehle aapko candlestick chart key bare mein pata hona chahiye. Candlestick chart aek graphical representation hay. Jo price movement ko dekhney key leay use kiya jata hay. Es mein aek candlestick ek specific time frame mein market ki price movement ko darsata hay. Ek bearish engulfing candle pattern mein Two candlestick hoti hay. Pehla candlestick bullish trend mein dikhai deta hay. Means ki price upar ki taraf barh raha hay. Doosre candlestick mein bearish trend dikhai deta hay. Es ka Matlab h ki price neechey ki taraf gir raha hay. Aur pehla candlestick ko engulf kar raha hay. Yeah candlestick pattern tab dikhai deta hai . jab bearish sentiment dominant hota hai . Or sellers ki taraf see market mein pressure banana retha hay. Explanation Of This Pattern Dear members Bearish engulfing candle pattern ki pehchan karne key leay 2 candlestick ko dekhna hota hay. Pehla candlestick mein body key andar see aek uptrend dikhayi deta hay. Means ki price up ja ki trf raha hay.Aur second candlestick mein body key andar see aek downtrend naxar ata hay. Mean ki price neechey ki taraf ja rahi hay. 2nd Dosri candlestick ki body pehla candlestick ki body ko gherti leti hay. Dusri Yani 2nd candlestick ki body pehli candlestick ki body see bada hota hay.Ye pattern aksar short-term traders aour swing traders dwara estemal keya jata hay...... Yeah traders is pattern ko market direction ki confirmation key leye use karate hain. or iska use entry aur exit points key liye bhi karte hay. Yeah pattern aksar long position ko close karne aur short position ko enter karne key liye estemal kia jata hay. Agr ap is pattern ko samajhna chatiey hay. Aur iska use karna chahte hay. To aapko market ki trend aur price action key bare mein acchi tarah see samajhna hoga. Ap ko is pattern ko samajhne key leay aapko candlestick chart ko parhna aur analyze karna hoga. Es key alawa aapko technical indicators jaisey ki moving averages Aur relative Strength Index ko bhi samajhna hoga. En sabhi factors ko mila kar aap bearish engulfing candle pattern ko samajh sakte hay. Aur eska use kar sakte hay.Overall bearish engulfing candle pattern aek bearish sentiment ki dominance ka indication hay. Aur futures mein downward movement ki prediction karta hay. Ess pattern ko samajhne key leay aapko market ki trend aur price action ko samajhna hoga aur candlestick chart key sath technical indicators ko bhi analyze karna hoga. Yeah pattern short-term traders aur swing traders key liye useful hay. Aur iska use entry aur exit points ke liye kiya jata hay.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X