What is bullish 3 white shoulders,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is bullish 3 white shoulders,,
    What is bullish 3 white shoulders,,
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bullish three with shoulders candlestick pattern, Bullish Three White Soldiers Candlestick pattern, ek bullish reversal pattern hai, jo ki downtrend ke baad ek trend reversal ka indication deta hai. Is pattern mein, teji ke buyers market mein dominate karte hain aur stock price me substantial increase hota hai. What is three white shoulders, Yeh pattern ek series of three white candles se bana hota hai, jismein har candlestikle ka close price open price se high level par hota hai. Three white soldiers pattern mein, pehla candlestick short or long bhi ho sakta hai, lekin doosre aur teesre candles long white candles hote hai bullish 3 white soldiers candlestick pattern, ek bullish trend reversal pattern hai, jismein 3 achhi bullish candles (candlesticks) consecutive (ek ke baad ek) form karte hain. Ye pattern usually downtrend ke baad ya market bottom ke paas dikhai deta hai. Three white shoulders pattern, Three white soldiers pattern mein, doosre aur teesre candles ki opening price pehle candle ke closing price se kafi upar hoti hai, jisse ye ek strong bullish trend ka indication deta hai. Is pattern ko confirm karne ke liye, volume ki bhi ek acchi increase dekhne ko milti hai Har candlestick open price se high price par close karti hai, jisse ki ek solid bullish trend ka signal milta hai. Is pattern ko confirm karne ke liye traders usually volume aur other technical indicators ki bhi janch karte hain. Bullish 3 white shoulders trend reversal, Agar aap is pattern ko dekhte hain, to yeh trend reversal ka indication deta hai aur aapko ek bullish trend mein invest karne ke liye signal deta hai. Lekin ek baar keval candlestick pattern dekhkar investment na kare, aur market ki puri analysis karke hi investment decision le Ye pattern uptrend ki shuruaat ya trend change ka indication deta hai. Lekin is pattern ko confirm karne ke liye traders ko dusre technical indicators ka bhi use karna chahiye.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X