Bullish kicker candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish kicker candlestick pattern
    Bullish kicker candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA Introduction Friends kya haal hai aapke main ummid karta hun aap khairiyat se Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah hai kicker candlestick pattern is pattern ko Ham Kaise identify karte hain aur is per trading karne ke liye kya stragedy use ki Jaaye Taki zada Se zada market se profit Hasil ho sake usko understand karne ki koshish Karte Hain Kicker candl candlestick pattern Trading karte waqt Hamen trading chart mein bahut se pattern bante Hue Nazar Aate Hain Forex trading Mein Bullish kicker candlestick pattern 2 candle Se Milkar banta hai jo ki long bullish candle stick ke lower se start hote hain aur uske bad dusri candle banti hai jo ki price mein bahut difference rakhti Hai Ek flat bottom banana chahie jismein Ek Small size ki wick banti hai jismein price ke moment zada Nahin Hoti is vajah se police kiss kar candlestick pattern Kaha Jata Hai pattern Mein up and down trend donon Tarah Ke trend Hote Hain Bullish trend in this pattern Forex trading chart mein agar Hamen up Trend ke bad bullish kicker candlestick pattern Mile To iska confirm Milta Hai yah aur Yahan hota hai ki market Mein Ab Bhi up trend ki continuation Rahane ki strength maujud ha Bearish trend in this pattern Forex trading chart mein agar down trend bullish kicker candlestick pattern ke bad start ho to iska matlab hota hai ki market bahut Dur ja chuki hai aur ab isase Wapas revers nahin aana hai to Jab yah market revers Ho Ta Hai yah pattern Market ki revers ka signal Deti Hai  Importance of this pattern Pattern mein 2 candles hoti hain is pattern ki first candle Bearish Hoti Hai yah red ya black color ki hoti hai jo ki Ek Se strong down trend ki consolidation ke bad banti hai is pattern ki second candle bullish hoti hai jo ki first candle Bearish ke close se Kafi Upar open Hoti Hai Is Tarah first candle ke close aur second candles ke open Mein Kafi difference hota hai is pattern mein up aur down donon Tarah Ke trend bante Hain
     

    اب آن لائن

    Working...
    X