Important Information About Bearish Breakway Candlesticks Pattren....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Information About Bearish Breakway Candlesticks Pattren....
    Important Information About Bearish Breakway Candlesticks Pattren....
     
    ......Forum is a great place for traders talk.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum!

    dear friend I hope aap sab khairiyat se Honge aur farax trading Mein Achcha kam kar rahe Honge Jab aap ismein kam karte hain to aapko different analysis Karke trading karna hoti hai aur Market Mein hard work karna hota hai agar aap ismein acchi strategies ke sath kam karte hain aur Market ko acche tarike se focus Karte Hain To aap is market Mein maximum advantages Hasil kar sakte hain aapko Hamesha koshish Karni chahie ki aap ismein Jyada Se Jyada hard work Karen aur acche analysis ke sath trading Karen Taki aapko is market Mein Achcha result Mile main aaj aapse bahut hi important information discuss karungi jo aapki trading ko profitable Bhi banaegi To Mera topic hai Bearish Breakway Candlesticks Pattren Kia hai. Introduction Of Bearish Breakway Candlesticks Pattren: Dear friend financial market Mein candlestick pattern ko supply aur demand ke Darmiyaan tawaj UN ko Zahir Karti Hai Jab Koi stock Upar Jata Hai To buyers market control Mein hote hain market ki is situation Mein supply Se Jyada demand Hoti Hai buyers stock Hasil karne ke liye Jyada active hote hain jisse vah ask price per bye Karte Hain Jab Koi stock kar raha hota hai to use time market ki condition isase different Hoti Hai sailors market ko maujud price per Sel Karke Usi Ki Kadar Mein Kami Karte Hain jaise vah down jata hai candlestick pattern price ke top per Jahan per stock ki supply Jyada aur demand kam hoti hai banta hai jo ki ek bear stand reversal ka kam karta hai. Candles Formation Of Bearish Breakway Candlesticks Pattren: Dear friend bearish breakway candlestick pattern price ke top Mein 5 candles par mustamel hota hai jismein Shamil first aur last candle long real body Mein Hoti Hai Jab Ke Darmiyaan Mein 3 Samaj real body ki candle hoti hai jo ki price ke men passed Paida karti hai. Dear friend Break and the stick pattern ki fast candle ek strong real body wali bullish candle Hoti Hai Jiska close open se upar hota hai yah candle long real body Mein Hoti Hai jismein pattern ki real body Shadow ke mukabale mein jyada Hoti Hai yah candle price ke maujuda police trend ki aakashi hoti hai. Dear friend bearish breakwake candlestick pattern ki second candle Ek small real body wali hoti hai jo ke first candle se above gap Mein banti hai yah candle waise toh Jyada tar bullesh hoti hai but Jaruri Nahin Hai Ki Aisa Hi Ho pattern ki second candle Momin first candles ke top per banti hai. Dear friend bearish breakway candlestick pattern ki third candle be dusri candles Ki Tarah Sambhal real body Mein Hoti Hai yah candle bullish aur bearing donon Tarah Se ho sakti hain but mostly Ye dusri candles ke inverse Mein banti hai yah candle second candles ke top ya parallel Mein banti hai. Dear friend bearish Breakway candlestick pattern ki 4th candle jyadatar second candles Ki Tarah hoti hai jo ki sem Sambhal real body wali candle Hoti Hai yah candle third candles ke top per banti hai but mostly evolished candle hoti hai jo ki Jaruri Nahin Hai Kyunki Jab Bhi Rush bhi ho sakti hai. Dear friend bearish Breakway candlestick pattern ki last candle Ek Baarish scandal Hoti Hai Joker strong real body Mein banti hai yeh candle price Mein sailors ki strongest ki aakashi Karti Hai yah candle 4th ke bad banti hai jo ki teenon Samal real body wali candles ko cover karne ke bad first or second candles Ke Darmiyan Mein gap Mein close hoti hain bearing scandals ki strong real body se police ke trend khatm ho jata hai aur Market sellers ke control Mein a jata hai. Importance: Dear friend bearish breakway Candlesticks pattern price and awaaz mein market per buyers ka control Darmiyan Mein price ka Pushp aur last Mein market per sailors ke dabav ko dikhaya Jata Hai yah pattern 5 candles per Mohit Ek bear stand reversal pattern Hai pattern ki first candle Ek long real body wali bullish candle hoti hai jo market per buyers ko control jahir Kiya Jata Hai pattern ki Agali teen candle Sambhal Re body Mein Hoti Hai jabki Rish aur bullish donon ho sakti hain teenon Samal candles fast candles ke top per gap Mein Banti Hain pattern ki last candle candle hoti hai jo ke strong real body Mein Hoti Hai yah candle teenon Samal candles ko cover karti hai jo ki open 4th Sambhal real body ke upper per hokar Usi ke close first aur second candles Ke Darmiyan gap Mein hoti hai. Chart In Analysis: Dear friend bearish breakway candlestick pattern makes strong Bullet strand ke baad price sailors ke control Mein a Jaati Hai Jo traders ko Sel ka signal Deti Hai yah pattern high price area Mein Hona chahie jabki last bear is Candle ke bad Ek confirmation Dus Ka Hona important hai confirmation candles real body Mein Bihari Soni chahie pattern ke bad bullish candles banne per pattern invalid ho jaega pattern ki confirmation CCI indicator aur uska Bhi ki Ja sakti hai.
     
    ......Forum is a great place for traders talk.......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Bearish Breakaway Candlestick Pattern
      Breakaway candlestick pattern main bhi ziada candles hone ki waja se aik behtar result dene wala pattern hai. Japanese candlesticks patterns main candles ki tadad jitni ziada hoti hai aur jitna ziada timeframe hota hai, utna hi ye aik reliable aur achah leading indicators sabit hote hen. Bearish breakaway candlestick pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss main shamil pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad teen small candles bullish aur bearish candles bante hen, jo k pehli candle se upper gap main tarteeb k hisab se bante hen. Pattern ki akhari candle aik bearish candle hoti hai, jo k fourth bullish candle k baad open ho kar pehli aur dosri candle k gap main close hoti hai.
      Candles Formation
      Bearish breakaway candlestick pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli chaar candles ziada tar bullish hoti hai, jab k pattern ki akhari candle aik strong bearish candle banti hai, jo k trend reversal ka sabab banti hai pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai; 1. First Candle: Bullish breakaway candlestick pattern ki pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, ye candle prices k sabeqa bullish trend ki mazboti dekhati hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jo k shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti hai. 2. Second Candle: Bearish breakaway candlestick pattern ki dosri candle bhi same ziada tar bullish hoti hai lekin zarrori nahi hai q k ye kabhi kabhi bearish bhi hoti hai. Ye candle pehli candle se upper side par gap main banti hai, jo k aik small real body wali candle hoti hai. Ye candle pehli candle se above aik wazih gap main banti hai. 3. Third Candle: Bearish breakaway candlestick pattern ki teesri candle bhi dosri candle ki tarah aik small real body main banti hai, jo k bullish ya bearish dono tarah se ho sakti hai. Ye candle bhi shadow ya bagher shadow ki ho sakti hai, jo k dosri candle k baad banti hai. 4. Fourth Candle: Bearish breakaway candlestick pattern ki fourth candle bhi ziada tar bullish candle hoti hai, lekin zarori nahi hai q k ye baaz dafa bearish bhi ho sakti hai. Ye candle bhi small real main body main ho sakti hai, jo k teesri candle k baad banti hai. 5. Fifth Candle: Bearish breakaway candlestick pattern ki fifth ya akhari candle aik bearish candle hoti hai, jo k aik long real body main banti hai. Ye candle chothi bullish candle k baad open ho kar dosri candle k bottom par close hoti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai, lekin iss candle ka close point pehli aur dosri candle k darmeyan banne wale gap ko cover nahi karna chaheye.
      Explanation Bearish breakaway candlestick pattern prices k top main banta hai, jo k ladder top aur concealing baby swallow pattern se melta julta hai, lekin candles ki formation main thora sa difference hai. Iss pattern main panch candles hote hen, jiss main pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai. Pattern ki baad main banne wali teen candles small real body main hoti hai, jo k bearish aur bullish dono tarah se hpti hai. Ye candles pehli candle se above gap main banti hai, lekin small real body ki waja se prices k bullish jane main rukawat dalti hai. Pattern ki akhari candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k small candles k baad open ho kar pehli aur dosri candle k darmeyan banne wale gap main close hoti hai. Trading
      Bearish breakaway candlestick pattern k aghaz main buyers market main bohut ziada strong hote hen, q k pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai. Pattern ki agli teen candles small hone ki waja se prices ko mazeed bullish jane main dushwaree ka samna karna parta hai. Jab k last candle trend reversal ka sabab banti hai. Pattern k akhari candle k baad aik trend confirmation wali bearish candle ki zarorat hoti hai, jo k real body main honi chaheye. Trend confirmation CCI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss ka value overbought zone main indication hona chaheye. Jab k confirmation candle ka ka trend k mutabiq na banne par ye pattern zaya ho jayega. Pattern ka Stop Loss sab upper point par se two pips above set karen.

      اب آن لائن

      Working...
      X