Straight Float Chart working methodology

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Straight Float Chart working methodology
    Straight Float Chart working methodology
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Straight Float Chart Pattern
    . Introduction Staright float chart pattern ka matlab hota hai kisi company ya stock ka price kuch dair ke liye zyada tar izafa na karta ho, balke sidha rehta ho. Is pattern mein, stock ka price baray harkat se khareedne ya bechne ka faisla karna muskil hota hai. Trading strategies Agar aapko straight float chart pattern se faida hasil karna hai, to aapko kuch strategies ko follow karna hoga: Wait and watch Jab tak market mein koi solid trend na ho, aapko wait and watch karna chahiye. Iska matlab hai keh kisi stock ko khareedne ya bechne se pehle, uske price mein koi movement nahi aati hai. Technical analysis Jaise keh price charts, trend lines, moving averages, aur momentum indicators ka use karna helpful hota hai. Aapko is tarah ke charts ko dekh kar, stock ka future price estimate kar sakte hain. Limit orders Limit orders ko use karke, aap apne khareedne aur bechne ke liye price ki limit set kar sakte hain. Agar price aapke set kiye hue limit ke beech mein aata hai, to aapke order automatically execute ho jayenge. Patience Straight float chart pattern mein, patience bahut zaruri hoti hai. Stock ka price movement slow hota hai, isliye aapko apni position ko long term ke liye plan karna chahiye. Analysis with Straight Float Diamond Top pattern use kr Kay trading market mein fundamental or technical analysis ke leay candlestick chart pattern aur economic calendar important hai favourite currency pair trading instrument hi baare mein jab maloomat jama kr li jaati hai to trade open ki jaati hai. Lot size selection support and resistance dekh kar stop loss take profit lgaya jata hai. Important Note Straight Float Chart ap ko ziada tar long trend me nazr ata Hy is leay hamesha is ko find kr Kay trade krny Kay leay ap ko time frame hamesha 4H sy zada Ka Rakhna hota Hy.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X