explain three bar play candle stick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    explain three bar play candle stick pattern
    explain three bar play candle stick pattern
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    what is three bar play candle stick pattern three bar play candle stick pattern aik jare trend ka candle stick pattern hota hey jo keh teen candle stick par moshtamel hota hey yeh es bat ko indicate karta hey keh market mein pechla trend jare rahay ga new trader es trend ke direction ka tayon karnay kay ley es three bar candle stick pattern ka estamal kartay hein woh market say profit hasell karnay kay ley basic trend kay sath trade kartay hein market saz kay sath trade karnay ke bajay trend kay sath trade karna kameyabe hey jo ap ke trade k risk mein dall day ga three bar play candle stick pattern ke pehchan three bar play candle stick pattern teen candle stick pattern par moshtamel hota hey jes mein 2 bare bullish candle stick or aik chote candle stick hote hey j keh three bar play candle stick pattern banate hey chote candle stick 2 bare candle stick kay darmean mein bante rehte hey types of three bar play candle stick pattern Bullish three bar play candle stick Bearish three bar play candle stick Bullish three bar play candle stick pattern Bullish trend kay doran mein bullish three bar candle stick pattern ke shapes bante jain g yeh aik chote pull back candle stick kay sath 2 bare bullish candle stick pattern hote hein chte pull back candle stick 2 candle stick kay inside mein bante hey Bearish three bar play candle stick pattern Bearish three bar play candle stick pattern bearish kay doran banta hey jo forex market mein aik chote pull back candle stick kay sath 2 bearish candle stick par moshtamel hota hey trade with three bar play candle stick pattern trading strategy es bat par depend karte hey keh yeh pull back , breakout ya jare price ka pattern hota hey hum forex market mein pull back kay pattern par trade open karen gay os time tak trade ko stop karen gay jab tak yeh trend jare nahi rehta hey open sell order jab aik bare candle stick aik key level or breakout candle stick ke shape mein bante hey to breakout candle stick kay bad price aik chote ce candle stick ke shape mein pull back day ge aik chote candle stick nechay sell stop ka order open karen gay price ka trend jare rehnay kay bad order khod he fill ho jay ga bad mein three bar play candle stick kay bad trend reversal janay tak trade ko stop ralhte hey ager tesaree bearish candle stick nahi bante hey to trade ko stop kar dejay open buy order jab aik bare bullish candle stick aik strong key level ko break karte hey to forex market mein price aik chte candle stick ke shape mein aik chota sa pullback day ge phir chote candle stick ke highs kay oper buy stop order open kar dein or dosra chance talash karen or aik bare trade kay reersal janay tak trade ke entry ko stop kar kay rakhni chihay
     
    bhali kay badlay bhali
    • #3 Collapse

      Candlestick charts aik lachakdar aur asaan technical indicators ka kaam karti hai, jiss ko new traders aur expert asani samajh pate hen. Candlesticks charts ko akailey ya deegar technical indicators ke sath mila kar analysis k leye istemaal kya ja sakta hai. Candlestick technical analysis se mansoob aik ahem faida yeh bhi hai, ke un analysis ko deegar takneeki tools ke bagher bhi istemaal kya ja sakta hai. Technical analysis main candlesticks aik izafi tools k tawar par istemal kia ja sakta hai, jo k bottom ya top prices par bohut ziada reliable hota hai. Three stars in the north pattern bhi unn candlestick pattern main shumar kia ja sakta hai, jo k prices k top main bearish trend reversal ka kaam karta hai.
      Candles Formation
      Three stars in the north pattern prices chart k top ya high prices main banne ki waja se bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Ye pattern teen lagatar bullish candles par mushtamil hota hai, jiss main har agli candle pechli se real body main kam hoti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai; 1. First Candle: Three stars in the north pattern main shamil pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo k prices k uptrend ka ishara deti hai. Ye candle bagher lower shadow k hoti hai, jiss k upper side par aik lamba saya hota hai, jo k taqreeban candle ki real body k barabar hota hai. Ye candle prices par buying pressure ko zahir karti hai. 2. Second Candle: Three stars in the north pattern ki dosri candle bhi pehli candle ki tarah aik bullish candle bhi hoti hai, aur same ussi tarah upper shadow nahi hota hai. Candle k upper side par shadow real body k jitna lamba hota hai. Jab k ye candle pehli candle k real body ya uss k closing point par open ho kar upper par close hoti hai, lekin ye candle pehli candle se size main kam hoti hai. 3. Third Candle: Three stars in the north pattern ki teesri candle aik small marubozu bullish candle hoti hai, jiss k upper aur lower dono sides par koi shadow ya wick nahi hota hai. Ye candle ziada tar dosri candle k real body main banti hai, jiss se in dono candles ka apna aik descending hawk pattern ban jata hai.
      Explanation
      Three stars in the north pattern ka shumar prices main bearish trend reversal main hota hai, jab bhi prices market k top ya bullish trend main hoti hai. Ye pattern teen musalsal ya lagatar teen bullish candles par mushtamil pattern hai, jiss main shamil pehli candle aik long real body ki hoti hai. Iss candle k lower side par koi shadow nahi banta hai, yanni ye candle aik open bullish marubozu candle hoti hai. Pehli candle k upper side par real body k jitna lamba aik shadow banta hai. Dosri candle bhi same pehli candle ki tarah bullish marubozu candle banti hai, lekin size main kam hoti hai. Pattern ki teesri candle aik small real body ki candle hoti hai, jo k dosri candle ki real body main banti hai. Ye candle mukamal bullish Marubozu candle hoti hai, jiss k open aur close par koi shadow ya wick nahi hota hai. Pattern ki dosri aur teesri candles apas main descending hawk pattern tashkeel dete hen.
      Trading
      Three stars in the north pattern trading main trader ko sell ka signals deta hai. Ye pattern dekhne main bullish squeeze alert pattern ki tarah behaviour deta hai, jiss k banne k baad market main sell ki entry ki ja sakti hai. Ye pattern prices main buyers k control ka ikhtetam aur market ka control sellers main shift hone ka signal deta hai. Pattern par trading se pehle aik bearish confirmation candle ka hona zarori hota hai, q k ye pattern teen bullish candles par hota hai. Pattern k baad bullish candle banne se pattern invalid ho jayega, jab k indicator ki confirmation main CCI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se upper position jo k umoman dosri candle ka top hota hai, se two pips above set karen.
      • #4 Collapse

        Three Bar Play Candlestick Pattern Ki Mukammal Tafseel: Forex trading mein candlestick patterns bohat ahem hote hain jin se traders price action ko samajhne aur us se faida uthane mein kamyab ho sakte hain. Teen bar play candlestick pattern bhi aik aham candlestick pattern hai jis ko traders apni trading strategy mein shamil karte hain. Is article mein ham teen bar play candlestick pattern ke bare mein mukammal tafseel se baat karenge. I. Defination of three bar play Candle Stick Pattern : Teen bar play candlestick pattern ek reversal pattern hai jo uptrend mein dikhai deta hai. Is pattern mein, do bullish (upward) candles aur ek bearish (downward) candle hoti hai. Yeh pattern kisi bhi time frame mein paya ja sakta hai, lekin uski identification daily time frame aur us se badi time frames mein zyada aasan hoti hai. 2.Three Bar Play Candlestick Pattern Ki Formation: Is pattern ki formation mein teen consecutive candlesticks ek specific order mein form karte hain. Agar ye bullish reversal pattern hai to is mein pehle aik bearish candlestick hoti hai jo trend ko continue karti hai phir aik small body ki doji candlestick aati hai jis mein bulls aur bears ki power equal hoti hai. Is doji candlestick ke baad aik bullish candlestick aati hai jo doji ke upper body ke andar form hoti hai. Is bullish candlestick ki closing price doji ke upper body ke andar ki opening price se above hoti hai jo bullish reversal signal hai. Agar ye bearish reversal pattern hai to is mein pehle aik bullish candlestick hoti hai jo trend ko continue karti hai phir aik small body ki doji candlestick aati hai jis mein bulls aur bears ki power equal hoti hai. Is doji candlestick ke baad aik bearish candlestick aati hai jo doji ke lower body ke andar form hoti hai. Is bearish candlestick ki closing price doji ke lower body ke andar ki opening price se below hoti hai jo bearish reversal signal hai. I. Pattern Ki Shuruaat: Teen bar play pattern ka pahla candle ek bullish (upward) candle hota hai jo uptrend ki shuruaat ko darshata hai. Yeh candle normal range ke andar hota hai. II. Doosra Candle: Doosra candle bhi bullish (upward) hota hai aur pahle candle se zyada range ka hota hai. Is candle ki closing price pahle candle ki closing price se oopar hoti hai. III. Teesra Candle: Teesra candle bearish (downward) hota hai aur doosre candle ke range ke andar hota hai. Is candle ki closing price doosre candle ki opening price se neeche hoti hai. 3.. Pattern Ki Tafsilaat: Three bar play candlestick pattern mein, pehle do candles bullish (upward) hote hain jo uptrend ki continuation ko darshate hain. Lekin doosre candle ki zyada range, aur teesre candle ki closing price doosre candle ki opening price se neeche hone ke baad, uptrend mein selling pressure nazar aati hai. Is selling pressure ke wajah se, traders short positions lete hain aur uptrend mein reversal ki possibility hoti hai. 4. Pattern Ki Tasdeeq: Three bar play candlestick pattern ki tasdeeq ke liye, traders ko teesre candle ke neeche breakout ka intezaar karna hota hai. Agar price teesre candle ki closing price se neeche jaata hai, to yeh pattern sahi tarike se identify hua hai aur traders ko short positions lena chahiye. 5. Pattern Ki Muddat: Three bar play candlestick pattern ki muddat, yani is pattern ke baad reversal ki possibility, traders ke istemaal kiye jane wale time frame par depend karti hai. Kuch traders daily time frame aur us se badi time frames mein is pattern ko istemaal karte hain, toh iska asar kuch din tak rehta hai. Lekin short term traders is pattern ko istemaal karke, kuch hi ghanton ya dinon mein trading khatam kar dete hain. 6.Three Bar Play Candlestick Pattern Ki Trading Strategy: Three bar play candlestick pattern ko traders apni trading strategy mein shamil karte hain aur is se faida uthate hain. Agar price bullish trend mein hai aur teen bar play candlestick pattern bearish reversal signal deta hai to traders short position lete hain. Isi tarah agar price bearish trend mein hai aur teen bar play candlestick pattern bullish reversal signal deta hai to traders long position lete hain. Is pattern ko confirm karne ke liye traders is ke sath technical indicators ka bhi istemal karte hain jaise ki RSI, MACD, aur moving averages. In indicators ke signals ke sath mila kar ye pattern traders ko sahi entry aur exit points provide karta hai. 7.Conclusion: Is tarah, three bar play candlestick pattern forex trading mein aik aham candlestick pattern hai jo traders apni trading strategy mein shamil karte hain. Is pattern ki formation aur trading strategy ko samajhne se traders price action ko sahi tareeqe se samajh sakte hain aur is se faida utha sakte hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          IDENTIFICATION...!! THREE BAR PLAY CANDLESTICK PATTERN CHARTS aik lachakdar aur asaan technical indicators ka kaam karti hai, jiss ko new traders aur expert asani samajh pate hen. Candlesticks charts ko akailey ya deegar technical indicators ke sath mila kar analysis k leye istemaal kya ja Candlestick technical analysis se mansoob aik ahem faida yeh bhi jay sakty hen un analysis ko deegar takneeki tools ke bagher bhi istemaal Technical analysis main candlesticks aik izafi tools k tawar par istemal kia ja sakta hein our jo k bottom ya top prices par bohut ziada reliable hoty hen Three stars in the north pattern bhi unn candlestick pattern main shumar kia ja sakta hein k prices k top main bearish trend reversal Trendiness ky zarye behtr nataij hasil hoty hen. EXPLANATIONS***&&Dear members Forex tradings Marketing main THREE STARS NORTH PATTERN ka shumar prices main bearish trend reversal main hota hai, jab bhi prices market k top ya bullish trend main hoti hai. Ye pattern teen musalsal ya lagatar teen bullish candles par mushtamil jiss main shamil pehli candle aik long real body ki hoti Iss candle k lower side par koi shadow nahi banta ye candle aik open bullish marubozu candle hoti hai. Pehli candle k upper side par real body k jitna lamba aik shadow banta Dosri candle bhi same pehli candle ki tarah bullish marubozu candle banti hai, lekin size main kam hoti hai. Pattern ki teesri candle aik small real body ki candle hoti dosri candle ki real body main banti hai. Ye candle mukamal bullish Marubozu candle hoty hen jiss k open aur close par koi shadow ya wick candles hotyyy Hei. USED TO TRADINGS STRATEGY'S...!!! THREE OUTSIDE DOWN CANDLESTICK PATTERN chart ki kisam hoti hey our yeh Pattren mukhtalif Pattren ky liye perfect hota Hai stars in the north pattern trading main trader ko sell ka signals deta Ye pattern dekhne main bullish squeeze alert pattern ki tarah behaviour deta k banne k baad market main sell ki entry ki ja saktiii Ye pattern prices main buyers k control ka ikhtetam aur market ka control sellers main shift hone ka signal deta hai. Pattern par trading se pehle aik bearish confirmation candle ka hona zarori hota ye pattern teen bullish candles par hota hai. Pattern k baad bullish candle banne se pattern invalid ho sakty hen jab k indicator ki confirmation main CCI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main hona hei.

          اب آن لائن

          Working...
          X