What is Hook Reversal Pattern? Explanation
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Hook Reversal Pattern? Explanation
    What is Hook Reversal Pattern? Explanation
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum! Dear Friend main umeed krta hon k ap sab kahraiyat sy hon gy our forex market main axha kam kr rhy hon gy dosto aj main ap k liay bhot he important topic ly kr aya hon aj main ap ko hook reversal pattern k bary mn btaun ga hook reversal pattern ko j-hook pattern b bola jata h hook reversal pattern aik reversal pattern h is ka nam Japan k logo ny rakha dosto aj main apko hook reversal pattern ki mokamal information our details dun ga k ye kia hota our is k bane sy market mn kia hota h . What is Hook Reversal Pattern? "Hook reversal pattern"aik technical analysis ki term hai jo trading charts mein use ki jati hai. Yeh pattern normaly trend reversal kay sath hota hai aur bearish ya bullish market kay hisab say use kia jata hai. Hook reversal pattern price action par tawajah dene ki salahiyat rakhta hai jis say traders apni trading strategies bana saktay hain. Is article mein, main hook reversal pattern ki tarif karon ga aur explain karon ga kay yeh kaisay kaam karta hai aur isko trade karnay kay liye kis tarah se istemal kia ja sakta hai. Hook reversal pattern aik trend reversal pattern hai jo bearish ya bullish market kay hisab say use kiya jata hai. Is pattern mein do candlesticks hotay hain jin mein se pehla candlestick trend ki direction mein move karta hai aur doosra candlestick ise reverse karta hai. HRP kay naam ki wajah yeh hai kay doosra candlestick ek hook shape banata hai jo pehlay candlestick ki taraf mudil hota hai. What is Bullish Hook Reversal Pattern? Bullish hook reversal pattern bearish trend kay bad hota hai aur yeh bullish trend kay shurwat kay sath hota hai. Pehlay candlestick bearish hota hai aur doosra candlestick bullish hota hai aur iski closing price pehlay candlestick ki body kay andar hoti hai. Doosra candlestick ka body pehlay candlestick kay body say kam hota hai aur iska upper shadow doosray candlestick kay body kay barabar hota hai. Bullish hook reversal pattern ko dekhnay ka matlab yeh hai kay market bullish hojana hai aur traders long positions kay liye tayyar hojatay hain. What is Bearish Hook Reversal Pattern? Bearish hook reversal pattern bullish trend kay bad hota hai aur yeh bearish trend kay shurwat kay sath hota hai. Pehlay candlestick bullish hota hai aur doosra candlestick bearish hota hai aur iski closing price pehlay candlestick ki body kay andar hoti hai. Doosra candlestick ka body pehlay candlestick kay body say kam hota hai aur iska lower shadow doosray candlestick kay body kay barabar hota hai. Bearish hook reversal pattern ko dekhnay ka matlab yeh hai kay market bearish ho jana hai aur traders short positions kay liye tayyar ho jatay hain. Explanation: Hook reversal pattern hook reversal pattern bullish trend ki starting me hone wali retracement ke baad trend ko follow karta hai. Is pattern ko trend reversal pattern ke saath compare kiya jata hai. Hook Reversal Pattern ka istemaal short term trading ke liye kiya jata hai. Technical analysis ke alawa bhi trading me kai factors hai, jaise ki fundamental analysis, sentiment analysis, news analysis, etc. In sabhi factors ko dhyan me rakhte hue trading ki strategy banani chahiye. Hook Reversal Pattern kay sath confirmatory indicators ka istemal karna aik acha idea hai. Aap apnay trading chart mein RSI (Relative Strength Index), MACD (Moving Average Convergence Divergence) aur Stochastic Oscillator jaisay indicators ka istemal kar saktay hain. Yeh indicators HRP ki sateh par hojatay hain aur traders ko trade entry aur exit kay liye aik achi indication detay hain. Thanks for Attention.
     
    • #3 Collapse

      Assalamu alaikum I hope ke aap theek honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge aapko pata hi hai ki Forex hamare liye ek bahut hi achcha online business hai jismein Ham proper study Karke kam karenge to Ham ismein bahut aasani se kamyab ho sakte hain regular market mein work karenge analysis ko Ham follow karke kam karenge to bahut hi aasani se Ham ismein kamyab ho sakte hain chart pattern ko hamen ismein ignore nahin karna hota hai to hamen kamyabi milati hai aur banna ismein shortcut tarike se kamyab hona Chahta hai Lekin main aapko batana Chahta Hun ki is business mein vahi mangal kamyab hota hai jo market ko achcha time Deta hai market mein regular kam karta hai vah ismein bahut hi aasani se kamyab ho jata hai kyunki ismein kamyab hone ke liye hamen jyada se jyada knowledge ki jarurat hoti hai What is the hook revarsal candle stick pattern Market mein Ham jitna jyada kam karenge utna hi hamen fayda bhi hoga market mein different candles take ka istemal hota hai ismein chart pattern ka istemal hota wohi bandey kameyab hote hein Jo ismein achcha kam karte Hain aapko pata hai ki candles pic ismein kitne important hote hain candlestick ko Ham follow karenge to hamen ismein market ki samajh lagegi ki market mein kya hone wala hai aur uske bad hi Ham market mein work karen to hamen ismein kamyabi bhi milegi . Hook revarsal candle stick pattern eik Tecnical candle stick pattern ha jisko Ham jitna jyada follow Karen to hamen usmein itni hi kamyabi milati hai ye trading chart mn use hota ha ye market condition k mutabiq use hota ha agr market mn bullish ha TU os hisab se use Hoga agr market bearish ha TU phr os hisab se isliye hamen market acha time Dena hota hai to hamen ismein kamyabi bhi milati hai. [B] Trading Explanation [/B Regular market mein kam karenge to hamen ismein kamyabi milegi hamen pata hai ki agar Ham market mein extra bar karenge to Ham kamyab Nahin ho sakte hain jitna jyada Ham market ko time denge utani hi jaldi Ham ismein kamyab bhi ho sakte hain kyunki aapko pata hai ki jo log ismein achcha kam karte hain vahi kam hai abhi hote hain aur jo log market ko time nahin dete Hain vah ismein kamyab hi nahin ho sakte hain demo account hamari practis ke liye ek behtarin online account hai jismein Ham jitna achcha kam karenge utani hi jaldi Ham ismein kamyab ho sakte hain ismein hamen indicator ko dekhna hota hai market ko acchi Tarah follow karna hota hai market ki move ko check Karke market ki hisab se hamen kam karna hota hai to hi hamen ismein kamyabi milati hai. ] Sabse important hota hai ki Ham ismein demo account ka istemal Karen demo account hamari practis ke liye ek behtarin online account hai jismein Ham practis Kar ke market ka experience Le sakte hain aur uske hisab se Ham market mein achcha knowledge bhi increase kar sakte hain koi bhi work hai usko jab tak Ham mukmmal time denge to hamen hi kamyabi milegi agar Ham usko time nahin denge to Ham kamyab Nahin ho sakte hain regular market ko time dete rahana important hai to uske bad hi Ham ismein kamyab ho sakte hain
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Define Hook Reversal Pattern: Hook reversal candlestick pattern prices ke top mein jyada buying ke baad market ke Mumkinna bearish reversal ka Ishara deta hai jo ki continuous bullish candle per mustamil hota hai yah pattern bullish candles ka hone ke bavjud bhi bullish trend confirmation ke mukabale mein prices ko down trend ka rasta Deti Hai pattern Mein candlestick ki formation Niche image Mein Jahar ho rahi hai pattern ki dusri candle bhi sem pahle candle Ki Tarah Ek bullish candle Hoti Hai yah candle phali candle ke rail body ya Uske close price ke bad open hoti hai jo ki upper side per close hoti hai iska candle ki real body Pahli candle ke mukabale mein kam hoti hai jabki upper side per Ek Lamba shadow banta hai. Importance: Hook reversal virtual pattern Hai Kyunki yah Kafi kasrat se Paye Jaate Hain aur dusri candlestick Mein mukhale fridge Mein To Pili hone ki vajah se iski Nishan dekar majbuti aur Badon se Intezar karne Ke Piche wale per ya niche ke ruzan ke takatvar Hota Hai is market Mein information provide karne ke liye marking pattern se bahut jyada fayda Utha sakte hain to guruwar Chal Ke Aage pattern to type aur hokar Vasal pattern Ki Tarah hote hain ambulance aur Veeresh hokar bhardal Vaishnav Hote Hain. Hook reversal qaleel muddati candle stick pattern hy jo rujhan ki simat me ult jany ki paysh goi krti hy pattern us wqt hota hy jb aek candle stick me pichly session ki candle stick sy zyada or km sy km unchai hoti hy.ye pattern ungulfing pattern sy mukhtalif hy k phli or dusri bar k jism k drmyan size ka frq nisbatan chota ho skta hy. Trading Ka Tareeka: Dear members hook reversal candlestick pattern Hamein bahut imporatnt information provide karta hai aur Agar Ham is market mein ziada time active Hain To Ham is market se is pattern se bahut hi fayda Utha sakte hain.Is pattern man trader ko "Stop loss aur Take profit" k liye technical indicators ko use kerna chaheye, q k "Hook Reversal Pattern" sirf trend reversal k bara man batata ha lakin kitna move kara ga ye nahe bata sakta.Hook pattern market main bahot kam create hota hai, specially jab trend change hon raha ho tou wahan sy hook pattern create hona start ho jata hai tou wahan per ham new trend ko follow kerty huey trade open ker sakty hain. hook pattern candle stick pattern main hook shape main bhi create hota hai aur inverted hook ki shape main bhi create hota hai tou aesy main market ky trend ky reversal ki confirmation hoti hai tou ham new trend per trade open ker sakty hain jis sy hamain bahot zyada faida bhi hasil ho sakta hai.aur hum sucessfull trader ban sakty hein. THank YOU

        اب آن لائن

        Working...
        X