Bullish Piercing Patteren Shape , Use & Basic Useful Details.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Piercing Patteren Shape , Use & Basic Useful Details.
    Bullish Piercing Patteren Shape , Use & Basic Useful Details.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bullish Piercing Pattern Guidelines ;- Bullish Piercing Patteren atteren forex trading ke liye aik mo-asar ishara hai jo beshtar traders ko is stretegy ka istemaal karne ki tarjeeh dete hain. yeh patteren mumkin hota hai ke qeematon mein tabdeeli ki nishandahi karta hai. is ke ilawa, agar sahih tareeqay se is ka istemaal kya jaye to yeh aik mazboot ishara bhi hai jo mukhtalif market control ki wazahat karta hai. Blush Piercing patteren Details ;- First Candle ;- Bullish Piercing patteren ka pehla candle aik bilkul aam candle hota hai jo ke giray rang ka hota hai. Second Candle ;- Dosra candle pehlay candle ke neechay khula hota hai aur is ka rang safaid hota hai. is candle ki balai hudood pehlay candle ke bilkul oopar ki janib pahunchti hain. Third candle ;- Teeesra candle pehlay or dosray candles ke darmiyan shama jharta hai. is candle ka rang bhi safaid hota hai. Bullish Piercing Patteren Shape & Use ;- Bullish Patteren ki shanakht karne ke liye hamein pehlay se mojood tamam qeematon ko dekhna hota hay blush piercing pattern ek useful pattern hai aur iske bare mein agar members ko acche se maloom Ho jaaye to koi bhi number isko apni trading mein apply kar lene ke bad acche result le sakta hai members ke liye trading karna difficult hota hai. maximum members ko trading ke bare mein achcha Idea isliye gain ho jata hai ki vah apni trading se concerning achha knowledge gain kar rahe hote hain aur technically indicators ko market per apply Karke aur mawazna kar rahe hote hain aur yahi maja hai k Is Tarah ke traders Apne trading mein bahut successful ho rahe hote Hain. Lekin itna bhi difficult Nahin hota technically patterns ke bare mein agar achcha knowledge ho to acchi arning ki ja sakti hai iske liye sabse best yah hai ki members ko form per aur trading platform per apni trading ka maximum time dekar aur usse learning hasil karna hoti hai. trading mein successful Ho jaane ke liye sabse best method yah hai ke members ko technically har Tarah se indicators ke bare mein achcha knowledge Hona chahie aur agar Kisi successful trader ki histry ko acche se read kar liya jaaye to yah chij samne a jayegi ki vah members Apne trading mein technically indicators ko acchi Tarah se apply karte Hain.
     
    • #3 Collapse

      Bullish Piercing Pattern Ki Pehchan: Bullish Piercing Pattern ek aesa bullish reversal pattern hai jo downtrending market mein price ke reversal ke liye istemal kiya jata hai. Is pattern mein ek bearish candlestick aur ek bullish candlestick create hota hai. Bullish Piercing Pattern Ka Shape: Bullish Piercing Pattern do candlesticks se create hota hai. Pehla candlestick bearish hota hai jismein opening price high hota hai aur closing price low hota hai. Dusra candlestick bullish hota hai jismein opening price below hota hai aur closing price above hota hai. Bullish Piercing Pattern Benefits: Bullish Piercing Pattern ke use se traders ko market trends aur price movements ke bare mein useful information milti hai. Is pattern ke use se traders ko price movements ko accurately predict karne mein help milti hai. Bullish Piercing Pattern ke use se traders ko entry aur exit points ke decisions lene mein help milti hai. Bullish Piercing Pattern Ke Use Ka Tareeka: Bullish Piercing Pattern ka use karne ke liye traders ko price charts ka analysis karna hota hai. Is analysis mein traders ko Bullish Piercing Pattern ke saath saath other indicators ka bhi use karna hota hai. Bullish Piercing Pattern ke use se traders ko market ki trend aur price movement ke bare mein useful information milti hai. Bullish Piercing Pattern Key Drawbacks: Bullish Piercing Pattern ke use se false signals generate ho sakte hain. Isliye traders ko Bullish Piercing Pattern ke use se pehle market ki overall condition aur other indicators ka bhi analysis karna chahiye. Bullish Piercing Pattern Ke Use Ke Fayde: Bullish Piercing Pattern ke use se traders ko market trends aur price movements ke bare mein useful information milti hai. Is pattern ke use se traders ko price movements ko accurately predict karne mein help milti hai. Bullish Piercing Pattern ke use se traders ko entry aur exit points ke decisions lene mein help milti hai. Conclusion: Bullish Piercing Pattern forex market mein traders ke liye important hai. Is pattern ke use se traders ko downtrending market mein price ke reversal ke bare mein useful information milti hai. Bullish Piercing Pattern ka use karne se pehle traders ko is pattern ke baare mein thorough knowledge honi chahiye. Bullish Piercing Pattern ke use se traders ko market ki trend aur price movement ke bare mein useful information milti hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum Dosto!
        Piercing Line Pattern
        Piercing line candlestick pattern two days candlestick par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, jo k prices k downtrend ya bearish trend main banta hai. Pattern ki khas baat ye hai k ye pattern dekhne bearish thrusting line candlestick pattern ki tarah bullish aur bearish candles se mel kar bana hai, lekin bajaye trend continuation k ye pattern trend reversal ko ziada tarjeeh deta hai, jiss se prices same sabeqa trend ko hi follow karna shoro karti hai. Pattern ki pehli candle aik strong aur long real body main black ya red candle hoti hai, jab k dosri candle bhi real body wali white candle hoti hai, lekin ye candle aik to bullish hoti hai, dosri ye candle black candle se below gap main open hoti hai.
        Candles Formation
        Piercing line pattern market main prices par bearish ka asarat ko khatam karne ki koshash karte hen, jo k do candles ka aik trend reversal pattern hai. Pattern main candles k opening prices aik dosre k opposite direction main hote hen, lekin dosri candle k closing price pehli candle k adhay hise ko overlap kar jate hen, jiss main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai; 1. First Candle: Bullish meeting line pattern main shamil pehli candle bearish hoti hai, q k ye pattern aik bearish trend k akher main banta hai, to ye candle color main black ya red hoti hai. Ye candle aik strong real body main honi chaheye. 2. Second Candle: Bullish meeting line pattern ki dosri candle bullish candle banti hai. Ye candle pehli candle se nechay gap main open ho kar ussi k midpoint se above close ho jati hai. Pattern ki ye candle aik white ya green color main hoti hai, jo k trend reversal ka sabab banti hai.
        Explanation
        Piercing line candlestick pattern dekhne main same meeting line pattern jaisa hota hai, lekin dosri bullish candle ka close point pehli candle k midpoint ya 50% se above hota hai, aur umoman ye pehli candle ka open point k qareeb hota hai. Ye trend reversal pattern hai, jo k prices k bottom ya bearish trend main banta hai. Ye pattern trend continuation pattern k muqabele main ziada successful nahi rehta hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali hoti hai, jo k bearish trend ki alamat hoti hai. Jab k dosri candle size main pehle candle k taqreeban barabar hoti hai, jiss ka open price pehli candle se below gap main hota hai aur closing price pehli candle k darmeyan se ooper hota hai. Pattern ki dosri candle agar pehli candle k closing price se pehle close hoti hai, to ye pattern bearish on-neck pattern ban jata hai, jiss ki bearish trend continuation wali haseyat hoti hai.
        Trading
        Piercing line candlestick pattern main dosri bullish candle pehli bearish candle k open point ko cross nahi karti hai, iss waja se ye candle pehli candle k midpoint se thora sa ooper close hoti hai. Bullish candle bearish on-neck line pattern ki tarah pehli candle se below open hoti hai, lekin selling pressure ki kimi ki waja se bearish jane ki bajaye bullish real body banati hai. Market main ya to buying pressure ziada hota hai, aur ya selling pressure kam honne ki waja se qeematen ziada taqat se bullish jati hai. Pattern par trading se pehle confirmation candle ya indicator confirmation ka honna zarori hai, jo k aik teesri bullish candle ho sakti hai. Lekin bearish candle banne se pattern invalid ho jayega, jo k trade k qabil nahi rehta hai. Teesri candle k baad market main buy ki entry ki ja sakti hai. Jab k Stop Loss pattern ki dosri candle k bottom se two pips below par set hoga.

        اب آن لائن

        Working...
        X