What is alligator indicator and how its works ????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is alligator indicator and how its works ????
    What is alligator indicator and how its works ????
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Alligator Indicator Detailed Description Dear Friends, Alligator indicator ko sub sy pehly Bee William ny apni ketab New Trading Dimensions main describe kiya. Alligator indicator bhot useful indicator hai. Ye market ki state k bary ma information deta hai k market es waqat kisi trend ma hai ya market range bound hai. So es ki help sy ham apni trade ko important time par open or close kar sakty hain. Alligator indicator ko design kiya giya hai as a supplementary tool aligator indicator k sath conjuction ma use karny k lae. Ye ik acha idea ha eski nisbat k ham es indicator ki 3 balance line ko recape karyn. Ye median price value k lae simple moving average calculate ki gae hai jo k different time frame ki base par hai. Ye es tarha sy calculate kaye gae ha. Is indicator ki sub sy lambi line blue hy jo keh Jaw kehlati hy. Middle line red hy jo teeth kehlati hy aur nechy wali line green hy jo lips kehlati hy. Jab is indicator ki teeno lines apus mian twist hoti hain to to market side ways move krti hy aur ye zahir hota hy k ye indicator so rha hy aur is ki bhook main izafa ho rha hy aur jaisy hi ye teeno lines aik dosry sy alag hoti hain to aisy lgta hy jaisy is indicator ny apna mouth open kr liya hy.Aur market increasing ya decreasing trend main hogi aur trade ki ja sakti hy. Alligator Indicator Work Explanation Ham en periods ko meta trader 4 ma apni marzi k mutabik set kar sakty hain. But classic value uper show kar di gae hain. Ye Indicator formula en balance lines ko use karta hai dual histogram ki value ko derive karny k lae. Ye indicator 2 histogram plot karta hai jo zero line k 2no taraf hoti hain. Jb k alligator indicator balance line ko chart par directly plot karta hai. Fractal Indicator both histogram ko seprately display karta hai price chart k nechy. Jo positive values hoti hain wo alligator k teeth or jaw ka absolute difference hoti hain. Ese tarha negative value teeth or lip ka absolute difference hoti hai. Or es tarha negative line zero k nechy show ki jati hai. Jb histogram ki bar previous bar sy zayada magnitude ki hoti hai to eska color green hota hai or jb eska magnitude previous bar sy kam hota hai to ye red colour ki hoti hai. Installation in Trading Terminal Mt4 k andar Alligator indicator pre installed form mai available hota hai or ye download ni karna parta. Hamary pass ye ekhteyar hota hai k ham teeth jaw or lip ki value change kar sakyn. Gator indicator 4 states ko describe karta hai. Balance Lines importance Alligator Indicator ki 3 balance line ko converge or diverge karta hai or new trend ko identify karny ma help karta hai. Ye market k running trends ki progresa b batata hai or ye b show karta hai k wo kb end ko ponchy gy. Conclusion Alligator indicator aik boht hi moasar tool hy aur market ka trend btati hy. Agar market side by side trend main hy to is indicator ki lines apus main uljhi rahen gi to is waqt trade nae lgani chahye. Aur jb teeno lines aik dosry sy alag ho kr move krti hain to is waqt market up ya down trend main move krti hy aur trade ki ja sakti hy.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Introduction: Alligator Indicator, jisay bazaar mein Alligator ke naam se bhi jana jata hai, ek popular technical analysis indicator hai jo traders ko market ki trend ki samajh mein madad karta hai. Yeh indicator Bill Williams ne develop kiya hai aur is ki madad se traders ko market ki trend aur market direction ko predict karna asan ho jata hai. Is article mein hum Alligator Indicator ke bare mein different headings mein discuss karenge. Working principle: Alligator Indicator ek combination hai of three different moving averages jo traders ko market ki trend aur direction ke bare mein information deta hai. Is indicator mein three moving averages hoti hain: Jaw, Teeth, aur Lips. Jaw sab se slow moving average hoti hai, Teeth is se thori fast hoti hai, jabki Lips sab se fast moving average hoti hai. Jaw, Teeth, aur Lips ke combination se ek alligator jaisa shape ban jata hai, jisay is indicator ka naam mila hai. Jab Alligator Indicator ki lines upar ki taraf move karti hain, tab market up-trend mein hota hai, jabki jab ye lines neechay ki taraf move karti hain, tab market down-trend mein hota hai. Benefits: Alligator Indicator ke use se traders ko market ki trend aur direction ki samajh mein madad milti hai. Is indicator ki madad se traders market ki volatility aur trend ki strength ko accurately predict kar sakte hain. Alligator Indicator ki madad se traders ko entry aur exit points ka decision lene mein asani hoti hai. Yeh indicator trading strategies develop karne mein bhi useful hai. Drawbacks: Alligator Indicator ke drawbacks mein is ka slow response time shamil hai. Yeh indicator trend changes ko accurately predict nahi kar pata hai aur false signals generate karta hai. Is indicator ko use karne se pehle traders ko market ki overall condition aur other indicators ka bhi analysis karna chahiye. Alligator Indicator ke patterns: Alligator Indicator ke kuch popular patterns hain jin ki madad se traders market ki trend aur direction ko predict kar sakte hain. In patterns mein se kuch naam hain: Sleeping Alligator, Awakened Alligator, Eating Alligator, Devouring Alligator, aur Jaws of Death. Alligator Indicator ka use karne ka tareeka: Alligator Indicator ka use karne ke liye traders ko is ka interpretation samajhna chahiye. Traders ko Alligator Indicator ko diye gaye parameters ke hisab se customize karne ki zaroorat bhi hoti hai. Alligator Indicator ki madad se traders market ki trend aur direction ko accurately predict kar sakte hain. Conclusion: Alligator Indicator ek popular technical analysis indicator hai jo traders ko market ki trend aur direction ke bare mein information deta hai. Is indicator ki madad se traders market ki volatility aur trend ki strength ko accurately predict kar sakte hain. Alligator Indicator ke drawbacks mein is ka slow response time aur false signals generate karna shamil hai. Traders ko Alligator Indicator ko use karne se pehle market ki overall condition aur other indicators ka bhi analysis karna chahiye. Alligator Indicator ke patterns ki madad se traders market ki trend aur direction ko accurately predict kar sakte hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X