How to ADX indicator with forex trading importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to ADX indicator with forex trading importance
    How to ADX indicator with forex trading importance
     
    Ap ka aik thanks bhut aham hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam o alaikum Introduction ,, Dear friends Forex trading ki market Mein indicator 1 popular indicator hai bahut se trader is indicator ko hi select karte hain apni trading ke liye because ye indicator Unki trading ke liye bahut jyada profitable sthapit hota hai Forex trading ki market Mein average directional index indicator bahut important role play Karta Hai Forex trading ki market mein agar Ham success Hasil karna chahte hain To Hamen market Mein vajud Tamam different type ke indicator ko learn karna chahie inke related Hamen complete knowledge Hasil karna chahie Taki Ham in indicator ko Apne trading Mein acche tarike se istemal kar sake aur apni trading Mein Achcha profit Hasil kar Saken. How to ADX indicator ,,, Average directional indicator ko Ham technical analysis ke liye bhi istemal kar sakte hain because yah ek technical indicator hai indicator trader ko market ke related information provide karte hain aur average directional index indicator trader Ko is chij ke bare mein bhi batata hai ki market apna Trend kitne time tak continue Rakhegi Ye market ke Trend ke related trader ko complete Idea deta hai average directional index indicator ke through market ko acchi Tara se understand Kiya Ja sakta hai aur Market Mein acchi Tarah se kam Bhi Kiya Ja sakta hai. Explanation ,,, Forex trading me Average Directional Index (ADX) ko do mukhtalif indicators k sath mela kar istemal kia jata hai. Average Directional Index (ADX) indicator me 20 se lekar kar 25 tak ki range hoti hai, agar market me price ki movement 25 se up jati hai to ye market ki strong bullish movement hoti hai, jis ko Average Directional Index (ADX) me Positive Directional Indicator (+DI) kaha jata hai. Aur agar market me price 20 se kam hoti hai to market me ye Negative Directional Indicator (-DI) hoti hai aur ye strong bearish ki taraf indication hoti hai. Market me strong trend ko malom karne k leye Average Directional Index (ADX) ka istemal bohut zyada zarori ha Thanks you all guys
     
    Ap ka aik thanks bhut aham hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      what is ADX forex market mein trader zyada tar trend ko talash kartay rehta hey bahar hall trend ko qabel banay kay bohut say tarekay hotay hein es tarah analysis aik imtahai mozai azmaish hotay hein jo keh forex market mein aik qabel e action trend ho sakta hey jo keh aap kay ley na ho es say es bat par baray asrat ho saktay hein keh forex market mein hum aik kes tarah ke strategy fix kar saktay hein khah aik he market ko analysis kartay rahen agerchay forex market mein moving average or price action madad gar sabat ho sakta hey keh forex main koi market trend kar rehe hey ya nahe yeh aik indicator hey j keh aisa karnay kay ley design keya geya hey woh hey average directional index yeh indicator forex market ko apnay he panel mein dekhata hey nechay dey gay chart pattern mein prive kay trend ko reversal kar geya hey trend kay indicator ke value ko kes tarekay say oper keya ja sakta hey jabkeh ranger ya average tabdele ko kam honay ke ejazat day ge EUR/USD zail ka weekly chart hey ADX indicator ko lag keya geya hey yeh daikhen keh kes tarah modarja zail chart analysis shodah trend indicator kay ley madad frahm karta hey Average Directional Index ka estamal agerchay bohut say technical indicator aik sath bhut ce cheezen karnay ke koshesh kartay hein ADX ko mokamal tor par trend strength ko daikhnay kay ley design keya geya hey or trend jetna strong ho ga ADX ke value otni he zyada ho ge yeh trader kay ley faida mand sabat ho sakta hey shart yeh hey keh es ko monasab tarekay say estamal keya ja sakta hey ADX entry ke movement ko sahi karnay ya forex market mein overbought /oversold ke shrait ko identify karnay kay ley mozon nahi hey es say yeh bhe faisla ho sakta hey keh trader es ko jare rakh sakta hey ya nahi rakh sakta hey ADX aik aam estamal honay wala indicator hota hey or value say oper honay wale reading aik trend ke jagah ko identify karte hey jes mein higher value strong trend ko identify karte hey jes mein higher value strong trend ko identify karte hey yeh aik trader ko indicator aik kesam ke estamal ke ejazat day sakta hey jes ke taraf kese kesam ke strategy ko estmal karna ho nechay dey gay chart mein main nay 30 ke price par aik chart ke mesal de hey yeh oper wallay chart ka EUR/USD ka weekly chart hey ADX cut off trading strategy yeh tang towajah trader kay ley madad gar sabat ho sakta hey kunkeh indicator kay zarey say thora sa ezafe shor paida ho sakta hey yeh trend kay strong hnay ke khales alamat hote hey forex market trader zyada tar cut off value ka estamal karen gay or forex trend ke strategy kay ley estamal kar saktay hein ager trend kafe strong nahe hey t trader range ya breakout ke strategy kay sath market ko order kar saktay hein basic tor par apni strategy ya market kay action kay tarekay market kay mahol ko motabaq dahalnay ke koshesh kar saktay hein yeh indicator cut off point kay ley madad gar sabat ho sakta hey standard off point mein madad gar sabat ho sakta hey jahan tak alues ka taulaq hey 30 aam hey jaisa keh 35 ka value hey trend kay sath zyada jare anay wallay trader es ke value ko 25 level tak barha saktay hein ADX Moving Average trading strategy trend strong ho ya weak ho es kay ley darja bande kay ley koshesh ke ja sakte hey or wazahat kay ley aik or option bhe shamel hota hey jes ko moving average bhe kaha ja sakta hey chonkeh ADX aik real mein he data series set hota hey trend ke strength ko zahair karnay kay ley moving average ko behtar banaya ja sakta hey es kay bad trader taza trend par nazar dall saktay hein jo keh forex market mein reality mein kabhi zahair nahi hota hey jaisa keh ap nechay kay graph mein daikh saktay hein ADX moving average say 30 ke value say nechay hey
      دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے

      اب آن لائن

      Working...
      X