ATR Average tru range Indicator Details
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ATR Average tru range Indicator Details
    ATR Average tru range Indicator Details
     
    Thank you for your attention
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Asslam O Alaikum Dosto hamasha ke tarah aaj ka topic bhe knowledge full hone wala hay aur hamare aaj ke topic ka maksad aik aysa indicator mutarif kawana hay Jo trading main bahtar performance ke gharz se use hota hay to ayye jante hain ke yah indicator kaise work karta hay What Is ATR Average Tru Range Indicator ATR ek technical analysis indicator hai jo market volatility ko measure karne ke liye use kiya jata hai. Yeh indicator J. Welles Wilder ne develop kiya tha ATR ek moving average hai, jo aapko ek security ke price movement ke baare mein idea deta hai. ATR ki value security ke price movement ka average range hai, jo ki ek fixed time period ke liye calculate kiya jata hai. ATR ka formula is tarah hai: Formula ATR ATR = [(Current High - Current Low), (Absolute Value of Current High - Previous Close), (Absolute Value of Current Low - Previous Close)] What Are The Working Principles? Is formula se, ATR ek security ke price ke absolute changes ko calculate karta hai, jo ki high, low aur previous close prices ke comparison mein hote hai ATR ka value usually security ke price ke percentage ke form mein hota hai, jise traders ke liye helpful hota hai. Higher ATR values indicate higher volatility in the market, while lower ATR values indicate lower volatility. For Batter Decision ATR ka use stop loss placement aur position sizing mein kiya jata hai. Yeh indicator traders ko help karta hai apne trading decisions ko better karne mein Dosto is umeed ke sath ijazat chahonga ke Mera yah topic bhe aap ke mayar par por ultra Hoga aur aik knowledge full topic raha Hoga apna Bohat Sara khayal rakhyega hazar hota hon agle aik malomati mazmoon ke sath Allah Hafiz
     
    Thank you for your attention
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Average True Range (ATR) Indicator
      Average True Range (ATR) aik simple lekin bohat maqbool indicator hai, jisay market ke volitilety yani utaar charhao ki nishan-dahi karne ke liye design kya gaya hai. ATR indicator ko J. Welles Wilder ne1978 apni book 'New concepts in technical trading systems' mein iss ki tafseel bayan ki hai. Ziyada tar dosre indicators k bar-aks, yeh indicator traders ko entry points faraham nahi kerta hai. ATR ko market k volitilety yanni utaar charhao k liye design kya gaya hai. Traders k leye trading k dowran volitilety ki level ko janna shayad sab se ziyada mufeed hai, aur jab baat aap ke take profit aur stop loss ka taayun karne ki ho to iss ki ahmeyat aur bhi barh jati hai. Take profit aur stop loss ki salahiyat ne ATR indicator ko traders ke liye maqbool tareen tools mein se aik bana diya hai.
      ATR Calculation
      J. Welles Wilder ne ATR indicator ki calculation ki apne aik khas technique design ki hai, jiss main unhon ne do line True Range (TR) aur Average True Range (ATR) ki pehle calculation karni hai. True Range ki calculation darjazel tarah se hoti hai;
      1. High - Low
      2. High - Previous Close
      3. Low - Previous Close
      True ki calculation k baad Average True Range (ATR) number ko malom karna hai, jiss k leye darjazel formule ka istemal kia jata hai ;
      Current ATR = [(Prior ATR x 13) + Current TR] / 14
      1. Multiply the previous 14-day ATR by 13.
      2. Add the most recent day's TR value.
      3. Divide the total by 14
      Explanation
      ATR indicator is baray mein maloomat ko zahir karta hai ke market kitni volitile ka shikaar hai, jis mein average se oopar ki value high volitile ki nishan-dahi karti hain aur average se low value kam volitilety ki nishan-dahi karti hain. Yeh khaas tor par market ki movement ke aaghaz mein bohut achah bartao karta hai. Aam tor par trader ATR indicator ka istemaal is bunyaad par karta hai, k market mein volitilety kaisay increase hoti hai. Dosre instruments par ATR jitna ziyada hoga, stop loss aur take profit itnay hi wasee hon gey, jo istemaal main laye ja saktay hen. Iss k bar-aks, agar ATR ki value low hai, to stop loss aur take profit ko kam kya ja sakta hai taakay woh is waqat ki market ki halat mein ziyada durust tareeqay se fit ho jayen. Trader apni trading tarjeehat ki bunyaad par short ya long timeframe istemaal kar satke hai. Aap aasani se ATR indicator ko apne skilling trading plateform mein shaamil kar satke hain. Aap ko sirf indicator ke drop down manu mein ATR type karne ki zaroorat hai. Yahan ap ko mukhtalif colors k sath sath input data (misaal ke tor par small ya long timeframe) bhi tabdeel kar satke hain. ATR indicator price chart ke neechay aik izafi window mein open jaye ga.
      Canclusion
      Average True Range (ATR) indicator aik bohat hi unique indicator hai aur jiss ki waja se ye bohut ziada mashahoor hai. Wese to ye indicator trading k leye entry point faraham nahi karta hai, lekin ye unn points ki nishan-dahi karta hai, jiss ko aam tawar par trading k dowran ziada tawajah nahi de jati hai. Market ki volitilety ko janna intehai zaroori hai. Q k is ke baad aap na sirf yeh faisla kar satke hain ke aya ye makhsoos market aap ke trading techniques ke liye mozoon hai, aur jab aap trading ke sath agay bherne ka faisla karte hain, to yeh indicator aap k take profit aur stop loss mein bhi aap ki madad kar sakta hai. Yeh indicator aik achay risk managment ka bara hissa hai. lehaza, hum yakeeni tor par ATR indicator ka mutalea karne aur usay apne analysis mein istemaal karna zarori tawar par shamil karna chaheye.
      • #4 Collapse

        Average True Range Dear Friends, Average True Range wo indicator hay jo market ki volatility mearsure karny k leay use hota hai. Bhot sary indicators ki tarha Average True Range indicator market ma commodities or pairs ki daily ki prices ko use karta hai. Forex trading ma pairs sy zayada commodities ma volatility hoti hai. Commodities ma hamy aksar gap moves b nazar aty hain. Ye gaps ham commodities ma zayada dakhny ko melty hain. Commodity Volatility Commodity ki volatility us k high or low price par depend karta hai. Ye atr indicator forex trading ma market ki direction ko show ni karta balky ye market ki volatility ko show karta hai. Mazeed agy discuss karny k lae hamy true range par focus karna ho ga. True Range Agr ham current high ma sy current low ki value ko minus karyn to hamy TR ki value hasil ho jae gi. Second method ye hai k agr ham current high ma sy previous close ki value ko minus kar deyn to b hamy ye TR ki valur hasil ho jaye gi. Thirdly current close ma sy ham agr ham previous close ko minus kar dey to b hamy true range ki value hasil ho jae gi. ATR Calculation Mathod ATR ki value ko auto sy 14 periods par set kiya jata hai. Ye intraday, weekly or daily basis par b calculate kiya ha sakta hai. Es purpose k lae atr daily basis ki value par depend karti hai. ATR rsi or macd indicator ki tarha ni hai kiu k market ki direction pae kio information provide ni karta. Ye forex ka volatility indicator hai or yr market k utar charhao ko show karta hai. But forex ma ye zehan ma rakhna chahe k kio b indicator market ma 100 percent results ni deta. Indicator sy maximum result gain karny k lae trader ko apna experience esk sath use karna hota hai tb he market ma profit k hasool ma madad mel sakti hai. Jo trader forex ma indicators ko blindly use karta hai wo hamesa loss ma he rehta hai. Price Up / Down Rules theory ATR ATR hamen serff trend ky baray me hi nhi btata bal kay sirf price k utar charhaao ki indication daita ha, true range k liay hmain current period ki high aur low range aur previous period ki close range chaiay hoti ha, true range k liay hmain three calculations kar k unhain compare karna hota ha 1. current period ki low range ko current period ki high sa minus kar dia jata ha. 2. previous period ki close range ko current period high k magnitude sa minus karain. 3. previous period ki close range ko current period low k magnitude sa minus karain, Directional Measurements ATR price ki direction ko measure nhi karta, bal kay sirf volatility btata ha, lihaza is ma koi negative value nhi hogi, jb ap k pass true range ki value aa jay to tb ATR plott kia ja sakay ga, ATR market ki high aur low volatility k periods ko identify karta ha, is tarah market ki volatility ko measure kar k hm buy aur sell signals ko identify kar saktay hain aur sath ma risk/reward potential ko b jan saktay hain.
        • #5 Collapse

          What is the Average True Range? Aslam o alikum guys, Average True Range aik aisa hota hai indicator hai jo security jesy k stock or currency pair wgera ki price volatility ko measure karta hai ATR market ki volatility ko quantify karta hai jisse traders ko trading strategy decide karne mein help milta hai ATR ko typically daily price range ke basis par calculate kiya jata hai, aur yeh average price movement ko measure karta hai Iska formula Average True Range ke calculation ke liye current bar me Previous bar ka high-low range aur current bar ka high-low range ka difference use karta hai ATR ke alawa bhi kai aur volatility indicators hote hai, jaise Bollinger Bands aur Relative Strength Index (RSI), jo bhi traders apne trading strategy me use karty hai Calculating the Average True Range Indicator Average true range yani ATR ka use traders es liye use kiya jata hai price k movement or volatility ko samajhne ke liye jis sy unhe trade entry exit or stop loss ke liye better decisions leny me help milti hai ATR ka calculation karne ke liye pehly har trading day ke high low or close price ko calculate kiya jata hai Uske baad ek parameter ATR ka length choose kiya jata hai, jaise ki 14 din ke liye ATR. Phir, ye formula use kiya jata hai: Current ATR = [(Prior ATR x 13) + Current TR] / 14 Yahan "Prior ATR" pichly din ka ATR hai Current TR current trading day ki True Range hai or "14" ATR ki length hai True Range current trading day k high low or previous day k close price me se highest value minus lowest value hoti hai ATR ka calculation kar k traders ko security ka average volatility pata chalta hai jis sy unhy apni trading strategy ko better karne me help mil sakti hai Average True Range and Trading Average true range traders or investors k liye bohat helpful hai q k yeh unhein market k trend ke bary mein sahi jaankari deta hai ATR ka istemal primarily stop loss orders ki placement k liye kiya jaata hai ta k traders ko pata chaly k kahan par apni positions ko exit kar dena chahiye agar market move against them ATR ka istemal bhi traders ki risk management strategies mein bohat important hota hai Iske alawa, ATR ko trend analysis k liye bhi istemal kiya jaata hai Agar ATR ki value high hai to yeh indicate karta hai ki market volatility bhi high hai aur trend strong hai jabki ATR ki low value yeh indicate karta hai ki market volatility low hai aur trend weak hai In summary Average True Range (ATR) ka istemal traders or investors k liye risk management or trend analysis k liye kiya jaata hai Strategies of average true range Dear members ATR aik stock ya security ki price movement ki range ka pata lagata hai ATR ka use karte hue traders or investors stock ki volatility aur trend ka pata lagakar trading strategies bana sakte hai ATR ki strategy mein traders ATR ka use kar k entry or exit points k liye stop loss or target levels tay kar sakty hai Jab ATR ka value high hoti hai to yeh indicate karti hai ki security volatile hai or aasani sy move kar sakti hai Jab ATR ki value low hoti hai to yeh indicate karta hai ki security stable hai or trading range main hai Traders ATR ka use kar k stop loss tay kar saktey hai Agar ATR ka value high hai to traders apni stop loss level ko bhi high rakh sakty hai or agar ATR ka value low hai to traders apni stop loss level ko bhi low rakh sakty hai Is tarah sy traders risk management kar sakty hai or apni trades ko control kar sakty hain
          • #6 Collapse

            What is avrage true range. Forex market ka "Average True Range" (ATR) wo volatility indicator hai jo market ki current volatility level ko measure karta hai. ATR ka calculation daily price range ko use karke hota hai, jis mein high, low aur close prices include hote hain. ATR ke units usually pips mein measure kiye jate hain aur iski value currency pair par depend karti hai. Jitni value ATR ki hogi, utni hi zyada volatility market mein hogi aur utni hi zyada risk bhi hoga trading mein. ATR ki value har currency pair ke liye different hoti hai, isliye iski value ka determination bhi pair ke liye alag hota hai. Lekin generally, ATR ki value 0.0001 se 0.01 tak hoti hai, jaisa ke EUR/USD pair ke liye 0.0001-0.01 pips aur GBP/JPY ke liye 0.01-0.15 pips hoti hai. How to use A.T.R Forex market mein Average True Range (ATR) ko istemal karne ka sabse aasan tareeqa hai isey trend ka pata lagane ke liye istemal karna. ATR trend direction aur trend strength ko measure karne mein madad karta hai. Iski calculation kafi simple hai jismein price volatility ko measure karte hain. ATR ki calculation per day ke liye hoti hai jis mein market ke daily high, low aur closing price ka average calculate kiya jata hai. Issey pata chalta hai ki market ki daily price movement kitni hai aur isse future price movement ka pata chalta hai. ATR ko trend ko confirm karne ke liye bhi istemal kia jata hai. Agar ATR ka value zyada ho raha hai to iska matlab hai ki market trend strong hai aur traders ko trend following strategies istemal karni chahiye. Jab ATR ka value kam ho raha hai to market range-bound ho jata hai aur traders ko range-bound strategies istemal karni chahiye.Overall, Forex market mein Average True Range ko trend identification aur trading strategy development ke liye istemal kia jata hai. Analysis with A.T.R Forex market mein Average True Range (ATR) ki madad se analysis karne ke liye, traders ATR indicator ko apne trading platform mein add karte hain. Issey traders ko market ki volatility aur price range ka pata lagta hai. ATR indicator, price movement ko measure karta hai aur market ki daily, weekly ya monthly price range ko calculate karta hai. ATR indicator ko use karne ke liye traders ko sabse pehle apne trading platform ke indicator section mein jaana hoga. Wahan se ATR indicator ko select karke chart mein add karna hoga. ATR ka default value usually 14 hota hai, lekin traders ise apne requirement ke hisaab se adjust kar sakte hain. Jab ATR indicator chart mein add ho jata hai, to traders ko yeh pata lagta hai ki market ki current price range kya hai aur issey future price range ka idea bhi milta hai. ATR ka use trend identification ke liye bhi kia jata hai. Agar ATR ka value zyada hai to iska matlab hai ki market trend strong hai aur traders ko trend following strategies istemal karni chahiye. Jab ATR ka value kam ho jata hai to market range-bound ho jata hai aur traders ko range-bound strategies istemal karni chahiye.
            • #7 Collapse

              INTRODUCTION Dear buddies asalamo alykum kesay hain ap sab umeed hai ap sab tek hon gay aur ap ka trading week bhi acha ja raha ho ga.yeh pattern*aur indicator humari trading main buht important role play karty hain.yeh humain profit delany main buht madad karty hain. hum agr in ki sai tariqay say learning nai krain gay aur in ko fazool samjyn gay to kbi bhi kamyabi humary kadam ni chumy gi aaj hum jis topic per bat krain gay wo hai average true range indicator kiya hai.aur kasay kam karta hai.Average true range ( ATR ) aik technical indicator hai jo kisi assets ki qeemat kay utaar charhao ko measure karta hai.chun kay ATR aik utaar charhao ka indicator hai.yeh batata hai k aik muqarara waqt kay douran average qeemat main kitna utaar charhao ata hai.average true range is waqt aik aala qader tak ponch sakti hai jab qelematon main utaar charhao bara aur taiz ho. UNDERSTANDING AVERAGE TRUE RANGE INDICATOR IN FOREX Average true range ( ATR ) aik technical indicator hai jo aam tor par ghair mulki currency ki tijarat main utaar charhao ki pemaiesh kay liye istemaal hota hai.usay j. welles wilder jr. nay tiyyar kiya tha aur is ka istemaal traders ko mumkina trend ki tabdelion ki nishancdahi karny aur behtareen entery aur exit rastoon ka taiyun karny kay liye kiya jata hai.ATR indicator aik makhsos period kay douran diye gaye currency kay pairs kay liye qeemat ki harkat ki average range ka hisaab lagata hai.is range main qeemat ki opar aur nichay ki harkat dono shaamil hain.natija currency kay pairs kay utaar charhao ka aik pemana hai,jo pips yah points main zahir hota hai.forex trading main ATR ko mukhtalif tariqon say istemaal kiya ja sakta hai. misaal kay tor par,traders is ka istemaal currency kay pairs kay utaar charhao ki bunyaad par nuqsaan ko roknay aur profit ki satah lainay kay liye kar sakty hain.woh usay mumkina break out yah trend kay reversal ki shanakht main madad kay liye bhi istemaal kar sakty hain,kyun kay utaar charhao main achanak izafah aksar qematon ki is qisam ki harkat kay sath hota hai.aam tor par,ATR ki reading jitni ziyada hogi, currency kay pairs ka utaar charhao itna hi ziyada hoga, aur aik trader itna hi mohtaat rehna chahay ga.is kay bar aks,kam ATR reading kam utaar charhao aur mumkina tor par kam khatray ki nishandahi kar sakti hai,Lkin mumkina tor par kam profit ki salahiyat bhi.yeh note karna zaroori hai k ATR direction indicator nahi hai,aur qeemat ki harkat ki direction ki nishandahi nahi karta hai.
              • #8 Collapse

                What Is Average True Range (ART) Indicator? apni kitaab new concipt un technical trading systems mein, market ke maahir jay wheels wilder junior ne average true range ( atr ) qaim kya, aik takneeki tajzia isharay jo is muddat ke liye kisi asasa ki poori qeemat ki had ko allag karkay market ke utaar charhao ko kam karta hai . mojooda aala mein se sab se bara kam mojooda kam, mojooda aala ki mutlaq qader pichlle band se kam, aur mojooda kam ki mutlaq qader pichlle band se kam ko asal had ka ishara samjha jata hai. atr phir haqeeqi range ka aik mutharrak ost hai, jo aksar 14 din istemaal karta hai . What Does The ART Tell You? security ke liye range ki asal qadron ka aik set talaash karna atr calculations ke amal ka pehla marhala hai. kisi khaas tijarti din ke liye aik asasa ki qeemat ki had is ke aala minus is ki kam ke barabar hai. kisi asasay ki haqeeqi had ki qader ka taayun karne ke liye aap ko pehlay formulay se teen sharait ka hisaab lagana chahiye . farz karen ke xyz ke stock ke liye aaj ki trading onche aur kam qeematein bal tarteeb $ 21. 95 aur $ 20. 22 theen. kal ki band qeemat $ 21. 51 thi . How To Calculate Art? agarchay isharay ko stock aur index ke liye istemaal kya ja sakta hai, vilder ne ibtidayi tor par ashya ke liye atr takhleeq kya . saada alfaaz mein bayan kya jaye to, ziyada utaar charhao walay stock ka atr ziyada hoga, aur is ke bar aks zair ghhor waqt ke douran. atr tijarti nizaam mein rakhnay ke liye aik mufeed tool hai aur usay market ke takneeki mahireen saudey daakhil karne aur bahar niklny ke liye istemaal kar satke hain. yeh taajiron ko is qabil bananay ke liye tayyar kya gaya hai ke woh seedhay saaday farmolon ka istemaal karte hue asasa ki rozana ki utaar charhao ka ziyada durust tareeqay se jaiza le saken. isharay bunyadi tor par khala ki wajah se peda honay walay utaar charhao ka jaiza lainay aur oopar ya neechay ki harkat ko mehdood karne ke liye istemaal kya jata hai. yeh qeemat ke rujhan ki akkaasi nahi karta. ae tea are ki ginti ke liye jo kuch darkaar hai woh qeemat ki maazi ki maloomat hai . Example How to Use ART? farzi paanch din ke atr hisaab par ghhor karen jahan pehla number 1. 41 hai aur chhatay din ki haqeeqi had 1. 09 hai. atr ki pichli qader ko aik se kam dinon ki tadaad se zarb day kar aur phir numeral mein haliya tareen muddat ke liye haqeeqi range shaamil kar ke, tarteeb waar atr qader ka hisaab lagaya ja sakta hai . agla, kal ko muntakhib waqt ki muddat se taqseem karen. misaal ke tor par, yeh mutawaqqa hai ke atr ki doosri qader 1. 35 hai, ya ( 1. 41 * ( 5 - 1 ) + ( 1. 09 ) ) / 5. phir, farmolh poooray time frame mein istemaal kya ja sakta hai . atr ko ikhtitami qeemat mein shaamil kya ja sakta hai, aur agar qeemat aglay din is raqam se ziyada tijarat karti hai to tajir khareed sakta hai, halaank yeh is baat ki nishandahi nahi karta hai ke break out kis simt hoga. zail ki misaal is tasawwur ko wazeh karti hai. tijarti signal bohat kam hotay hain, lekin woh aam tor par ahem break out points ki nishandahi karte hain. yeh signals is khayaal par mabni hain ke jab bhi koi qeemat atr se ziyada haliya band se oopar band hoti hai to utaar charhao mein tabdeeli waqay hoti hai . Limitations Of ART ae tea are isharay ko istemaal karne mein do ahem kharabian hain. pehla yeh ke ae tea are aik mozooi pemaiesh hai, jis ka matlab hai ke is ki kayi tareeqon se tashreeh ki ja sakti hai. koi bhi wahid atr number kisi bhi had tak durustagi ke sath pishin goi nahi kar sakta ke aaya koi rujhan rivers honay ke liye tayyar hai ya nahi. kisi rujhan ki taaqat ya kamzoree ka andaza laganay ke liye, atr ridngz ko pehlay ki ridngz se musalsal mutazaad hona chahiye .
                • #9 Collapse

                  DETAILS OF ATR INDICATOR'S***!! Dear members I hope aap sab khariyat sy hoon gy Forex tradings marketing Average True Range (ATR) aik simple lekin bohat maqbool indicator market ke volitilety yani utaar charhao ki nishan-dahi karne ke liye design kya gaya New concepts in technical ki tafseel bayan ki hai. Ziyada tar dosre indicators k traders ko entry points faraham nahi kerta hai. ATR ko market k volitilety yanni utaar charhao k liye design kya gaya hai. Traders k leye trading k dowran volitilety ki level ko janna shayad sab se ziyada aur jab baat aap ke take profit aur stop loss ka taayun karne ki ho to iss ki ahmeyat aur bhi barh Take profit aur stop loss ki salahiyat ne ATR indicator ko traders ke liye maqbool tareen tools mein se bnaya jata Hei... IMPORTANCE POINTS...!! Dear friends ata indicator is baray mein maloomat ko zahir karta hai ke market kitni volitile ka shikaar mein average se oopar ki value high volitile ki nishan-dahi karti hain aur average se low value kam volitilety ki nishan-dahi karti hain. Yeh khaas tor par market ki movement ke aaghaz mein bohut achah bartao karta tor par trader ATR indicator ka istemaal is bunyaad par market mein volitilety kaisay increase hoti hai. Dosre instruments par ATR jitna ziyada stop loss aur take profit itnay hi wasee istemaal main laye ja saktay agar stop loss aur take profit ko kam kya ja sakta hai taakay woh is waqat ki market ki halat mein ziyada durust tareeqay se fit ho sakty hen Trader apni trading tarjeehat ki bunyaad par short ya long timeframe istemaal karty hen.... USED TO TRADINGS STRATEGY'S!!! Average True Range (ATR) indicator aik bohat hi unique indicator hai aur jiss ki waja se ye bohut ziada mashahoor hai. Wese to ye indicator trading k leye entry point faraham nahi lekin ye unn points ki nishan-dahi karta Hai ko aam tawar par trading k dowran ziada tawajah nahi de jati hai. Market ki volitilety ko janna intehai zaroori is ke baad aap na sirf yeh faisla kar satke hain ke aya ye makhsoos market aap ke trading techniques ke liye mozoon hota Hai aur jab aap trading ke sath agay bherne ka faisla karte hain, to yeh indicator aap k take profit aur stop loss mein bhi aap ki madad kar sakta hai. Yeh indicator aik achay risk managment ka bara hissa hum yakeeni tor par ATR indicator ka mutalea karne aur usay apne analysis mein istemaal karna zarrori hota Hai...
                  • #10 Collapse

                    Assalam Alaikom! Dear Friends, Average True Range (ATR) aik simple lekin bohat maqbool indicator hai, jisay market ke volitilety yani utaar charhao ki nishan-dahi karne ke liye design kya gaya hai. ATR indicator ko J. Welles Wilder ne1978 apni book 'New concepts in technical trading systems' mein iss ki tafseel bayan ki hai. Ziyada tar dosre indicators k bar-aks, yeh indicator traders ko entry points faraham nahi kerta hai. Average True Range wo indicator hay jo market ki volatility mearsure karny k leay use hota hai. Bhot sary indicators ki tarha Average True Range indicator market ma commodities or pairs ki daily ki prices ko use karta hai. Forex trading ma pairs sy zayada commodities ma volatility hoti hai. Commodities ma hamy aksar gap moves b nazar aty hain. Ye gaps ham commodities ma zayada dakhny ko melty hain. ATR market ki volatility ko quantify karta hai jisse traders ko trading strategy decide karne mein help milta hai ATR ko typically daily price range ke basis par calculate kiya jata hai, aur yeh average price movement ko measure karta hai Iska formula Average True Range ke calculation ke liye current bar me Previous bar ka high-low range aur current bar ka high-low range ka difference use karta hai ATR ke alawa bhi kai aur volatility indicators hote hai, jaise Bollinger Bands aur Relative Strength Index (RSI), jo bhi traders apne trading strategy me use karty hai.. Peyary member, Average true range yani ATR ka use traders es liye use kiya jata hai price k movement or volatility ko samajhne ke liye jis sy unhe trade entry exit or stop loss ke liye better decisions leny me help milti hai. Yahan "Prior ATR" pichly din ka ATR hai Current TR current trading day ki True Range hai or "14" ATR ki length hai True Range current trading day k high low or previous day k close price me se highest value minus lowest value hoti hai ATR ka calculation kar k traders ko security ka average volatility pata chalta hai jis sy unhy apni trading strategy ko better karne me help mil sakti hai.. Forex market ka "Average True Range" (ATR) wo volatility indicator hai jo market ki current volatility level ko measure karta hai. ATR ka calculation daily price range ko use karke hota hai, jis mein high, low aur close prices include hote hain. ATR ke units usually pips mein measure kiye jate hain aur iski value currency pair par depend karti hai. Jitni value ATR ki hogi, utni hi zyada volatility market mein hogi aur utni hi zyada risk bhi hoga trading mein. Forex market mein Average True Range (ATR) ko istemal karne ka sabse aasan tareeqa hai isey trend ka pata lagane ke liye istemal karna. ATR trend direction aur trend strength ko measure karne mein madad karta hai. Iski calculation kafi simple hai jismein price volatility ko measure karte hain. ATR ko trend ko confirm karne ke liye bhi istemal kia jata hai. Agar ATR ka value zyada ho raha hai to iska matlab hai ki market trend strong hai aur traders ko trend following strategies istemal karni chahiye. Jab ATR ka value kam ho raha hai to market range-bound ho jata hai aur traders ko range-bound strategies istemal karni chahiye.Overall, Forex market mein Average True Range ko trend identification aur trading strategy development ke liye istemal kia jata hai. Dear, Jab ATR indicator chart mein add ho jata hai, to traders ko yeh pata lagta hai ki market ki current price range kya hai aur issey future price range ka idea bhi milta hai. ATR ka use trend identification ke liye bhi kia jata hai. Agar ATR ka value zyada hai to iska matlab hai ki market trend strong hai aur traders ko trend following strategies istemal karni chahiye. Jab ATR ka value kam ho jata hai to market range-bound ho jata hai aur traders ko range-bound strategies istemal karni chahiye. Forex market mein Average True Range (ATR) ki madad se analysis karne ke liye, traders ATR indicator ko apne trading platform mein add karte hain. Issey traders ko market ki volatility aur price range ka pata lagta hai. ATR indicator, price movement ko measure karta hai aur market ki daily, weekly ya monthly price range ko calculate karta hai. Dear member, Misaal kay tor par,traders is ka istemaal currency kay pairs kay utaar charhao ki bunyaad par nuqsaan ko roknay aur profit ki satah lainay kay liye kar sakty hain.woh usay mumkina break out yah trend kay reversal ki shanakht main madad kay liye bhi istemaal kar sakty hain,kyun kay utaar charhao main achanak izafah aksar qematon ki is qisam ki harkat kay sath hota hai.aam tor par,ATR ki reading jitni ziyada hogi, currency kay pairs ka utaar charhao itna hi ziyada hoga, aur aik trader itna hi mohtaat rehna chahay ga.is kay bar aks,kam ATR reading kam utaar charhao aur mumkina tor par kam khatray ki nishandahi kar sakti hai,Lkin mumkina tor par kam profit ki salahiyat bhi.yeh note karna zaroori hai k ATR direction indicator nahi hai,aur qeemat ki harkat ki direction ki nishandahi nahi karta hai. Apni kitaab new concipt un technical trading systems mein, market ke maahir jay wheels wilder junior ne average true range ( atr ) qaim kya, aik takneeki tajzia isharay jo is muddat ke liye kisi asasa ki poori qeemat ki had ko allag karkay market ke utaar charhao ko kam karta hai...
                    • #11 Collapse

                      ATR Normal tru range Marker SubtletiesNormal Genuine Reach Dear Companions, Normal Genuine Reach wo marker feed jo market ki unpredictability mearsure karny k leay use hota hai. Bhot sary pointers ki tarha Normal Genuine Reach pointer market mama items or matches ki everyday ki costs ko use karta hai. Forex exchanging mama matches sy zayada items mama unpredictability hoti hai. Wares mama hamy aksar hole moves b nazar aty hain. Ye holes ham wares mama zayada dakhny ko melty hain. Ware Unpredictability Ware ki unpredictability us k high or low cost standard depend karta hai. Ye atr pointer forex exchanging mama market ki course ko show ni karta mulish ye market ki instability ko show karta hai. Mazeed agy examine karny k lae hamy genuine reach standard center karna ho ga. Genuine Reach Agr ham current high mama sy current low ki esteem ko less karyn to hamy TR ki esteem hasil ho jae gi. Second strategy ye hai k agr ham current high mama sy past close ki esteem ko short kar deyn to b hamy ye TR ki valur hasil ho jaye gi. Thirdly current close mama sy ham agr ham past close ko less kar dey to b hamy genuine reach ki esteem hasil ho jae gi. ATR Estimation Mathod ATR ki esteem ko auto sy 14 periods standard set kiya jata hai. Ye intraday, week after week or regular schedule standard b work out kiya ha sakta hai. Es reason k lae atr consistent schedule ki esteem standard depend karti hai. ATR rsi or macd pointer ki tarha ni hai kiu k market ki bearing pae kio data give ni karta. Ye forex ka instability marker hai or yr market k utar charhao ko show karta hai. Yet, forex mama ye zehan mama rakhna chahe k kio b pointer market mama 100% outcomes ni deta. Pointer sy greatest outcome gain karny k lae dealer ko apna experience esk sath use karna hota hai tb he market mama benefit k hasool mama madad mel sakti hai. Jo merchant forex mama pointers ko indiscriminately use karta hai wo hamesa misfortune mama he rehta hai. Cost Up/Down Rules hypothesis ATR ATR hamen serff pattern ky baray me greetings nhi btata bal kay sirf cost k utar charhaao ki sign daita ha, genuine reach k liay hmain current period ki high aur low reach aur past period ki short proximity chaiay hoti ha, genuine reach k liay hmain three computations kar k unhain think about karna hota ha 1. current period ki low reach ko current period ki high sa short kar dia jata ha. 2. past period ki short proximity ko current period high k size sa less karain. 3. past period ki short proximity ko current period low k size sa less karain, Directional Estimations ATR cost ki course ko measure nhi karta, bal kay sirf unpredictability btata ha, lihaza is mama koi negative worth nhi hogi, jb ap k pass genuine reach ki esteem aa jay to tb ATR plott kia ja sakay ga, ATR market ki high aur low instability k periods ko distinguish karta ha, is tarah market ki instability ko measure kar k hm purchase aur sell signals ko recognize kar saktay hain aur sath mama risk/reward potential ko b jan saktay hain. Normal Genuine Reach and Exchanging Normal genuine reach merchants or financial backers k liye bohat accommodating hai q k yeh unhein market k pattern ke bary mein sahi jaankari deta hai ATR ka istemal basically stop misfortune orders ki situation k liye kiya jaata hai ta k dealers ko pata chaly k kahan standard apni positions ko exit kar dena chahiye agar market move against them ATR ka istemal bhi brokers ki risk the executives methodologies mein bohat significant hota hai Iske alawa, ATR ko pattern examination k liye bhi istemal kiya jaata hai Agar ATR ki esteem high hai to yeh demonstrate karta hai ki market unpredictability bhi high hai aur pattern solid hai jabki ATR ki low worth yeh show karta hai ki market instability low hai aur pattern powerless hai In rundown Normal Genuine Reach (ATR) ka istemal brokers or financial backers k liye risk the board or pattern investigation k liye kiya jaata hai Procedures of normal genuine reach Dear individuals ATR aik stock ya security ki cost development ki range ka pata lagata hai ATR ka use karte shade dealers or financial backers stock ki instability aur pattern ka pata lagakar exchanging procedures bana sakte hai ATR ki methodology mein brokers ATR ka use kar k section or leave focuses k liye stop misfortune or target levels tay kar sakty hai Punch ATR ka esteem high hoti hai to yeh show karti hai ki security unpredictable hai or aasani sy move kar sakti hai Hit ATR ki esteem low hoti hai to yeh demonstrate karta hai ki security stable hai or exchanging range fundamental hai Merchants ATR ka use kar k stop misfortune tay kar saktey hai Agar ATR ka esteem high hai to brokers apni stop misfortune level ko bhi high rakh sakty hai or agar ATR ka esteem low hai to brokers apni stop misfortune level ko bhi low rakh sakty hai Is tarah sy dealers risk the board kar sakty hai or apni exchanges ko control kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Intrdouction: Aslam o alikum folks, Normal Genuine Reach aik aisa hota hai pointer hai jo security jesy k stock or money pair wgera ki cost unpredictability ko measure karta hai ATR market ki instability ko evaluate karta hai jisse brokers ko exchanging technique choose karne mein help milta hai ATR ko commonly everyday cost range ke premise standard work out kiya jata hai, aur yeh normal cost development ko measure karta hai Iska recipe Normal Genuine Reach ke computation ke liye current bar me Past bar ka high-low reach aur current bar ka high-low reach ka contrast use karta hai ATR ke alawa bhi kai aur instability pointers hote hai, jaise Bollinger Groups aur Relative Strength File (RSI), jo bhi dealers apne exchanging system me use karty hai Clarification ATR pointer is baray mein maloomat ko zahir karta hai ke market kitni volitile ka shikaar hai, jis mein normal se oopar ki esteem high volitile ki nishan-dahi karti hain aur normal se low worth kam volitilety ki nishan-dahi karti hain. Yeh khaas peak standard market ki development ke aaghaz mein bohut achah bartao karta hai. Aam peak standard dealer ATR marker ka istemaal is bunyaad standard karta hai, k market mein volitilety kaisay increment hoti hai. Dosre instruments standard ATR jitna ziyada hoga, stop misfortune aur take benefit itnay greetings wasee hon gey, jo istemaal primary laye ja saktay hen. Iss k bar-aks, agar ATR ki esteem low hai, to stop misfortune aur take benefit ko kam kya ja sakta hai taakay woh is waqat ki market ki halat mein ziyada durust tareeqay se fit ho jayen. Dealer apni exchanging tarjeehat ki bunyaad standard short ya long time span istemaal kar satke hai. Aap aasani se ATR marker ko apne skilling exchanging plateform mein shaamil kar satke hain. Aap ko sirf marker ke drop down manu mein ATR type karne ki zaroorat hai. Yahan ap ko mukhtalif colors k sath input information (misaal ke pinnacle standard little ya long time span) bhi tabdeel kar satke hain. ATR pointer cost diagram ke neechay aik izafi window mein open jaye ga. Canclusion Normal Genuine Reach (ATR) pointer aik bohat hello exceptional marker hai aur jiss ki waja se ye bohut ziada mashahoor hai. Wese to ye marker exchanging k leye passage point faraham nahi karta hai, lekin ye unn focuses ki nishan-dahi karta hai, jiss ko aam tawar standard exchanging k dowran ziada tawajah nahi de jati hai. Market ki volitilety ko janna intehai zaroori hai. Q k is ke baad aap na sirf yeh faisla kar satke hain ke aya ye makhsoos market aap ke exchanging strategies ke liye mozoon hai, aur poke aap exchanging ke sath agay bherne ka faisla karte hain, to yeh marker aap k assume benefit aur stop misfortune mein bhi aap ki madad kar sakta hai. Yeh pointer aik achay risk managment ka bara hissa hai. lehaza, murmur yakeeni peak standard ATR marker ka mutalea karne aur usay apne investigation mein istemaal karna zarori tawar standard shamil karna chaheye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          What is avrage true range. Aslam o aliakum, Dear forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge dear friends Forex market ka "Average True Range" (ATR) wo volatility indicator hai jo market ki current volatility level ko measure karta hai. ATR ka calculation daily price range ko use karke hota hai, jis mein high, low aur close prices include hote hain. ATR ke units usually pips mein measure kiye jate hain aur iski value currency pair par depend karti hai. Jitni value ATR ki hogi, utni hi zyada volatility market mein hogi aur utni hi zyada risk bhi hoga trading mein. ATR ki value har currency pair ke liye different hoti hai, isliye iski value ka determination bhi pair ke liye alag hota hai. Lekin generally, ATR ki value 0.0001 se 0.01 tak hoti hai, jaisa ke EUR/USD pair ke liye 0.0001-0.01 pips aur GBP/JPY ke liye 0.01-0.15 pips hoti hai. How to use A.T.R Forex market mein Average True Range (ATR) ko istemal karne ka sabse aasan tareeqa hai isey trend ka pata lagane ke liye istemal karna. ATR trend direction aur trend strength ko measure karne mein madad karta hai. Iski calculation kafi simple hai jismein price volatility ko measure karte hain. ATR ki calculation per day ke liye hoti hai jis mein market ke daily high, low aur closing price ka average calculate kiya jata hai. Issey pata chalta hai ki market ki daily price movement kitni hai aur isse future price movement ka pata chalta hai. ATR ko trend ko confirm karne ke liye bhi istemal kia jata hai. Agar ATR ka value zyada ho raha hai to iska matlab hai ki market trend strong hai aur traders ko trend following strategies istemal karni chahiye. Jab ATR ka value kam ho raha hai to market range-bound ho jata hai aur traders ko range-bound strategies istemal karni chahiye.Overall, Forex market mein Average True Range ko trend identification aur trading strategy development ke liye istemal kia jata hai. Analysis with A.T.R Forex market mein Average True Range (ATR) ki madad se analysis karne ke liye, traders ATR indicator ko apne trading platform mein add karte hain. Issey traders ko market ki volatility aur price range ka pata lagta hai. ATR indicator, price movement ko measure karta hai aur market ki daily, weekly ya monthly price range ko calculate karta hai. ATR indicator ko use karne ke liye traders ko sabse pehle apne trading platform ke indicator section mein jaana hoga. Wahan se ATR indicator ko select karke chart mein add karna hoga. ATR ka default value usually 14 hota hai, lekin traders ise apne requirement ke hisaab se adjust kar sakte hain. Jab ATR indicator chart mein add ho jata hai, to traders ko yeh pata lagta hai ki market ki current price range kya hai aur issey future price range ka idea bhi milta hai. ATR ka use trend identification ke liye bhi kia jata hai. Agar ATR ka value zyada hai to iska matlab hai ki market trend strong hai aur traders ko trend following strategies istemal karni chahiye. Jab ATR ka value kam ho jata hai to market range-bound ho jata hai aur traders ko range-bound strategies istemal karni chahiye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X