What is On neck pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is On neck pattern
    What is On neck pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o Alikum Dears Pakistan Forex From Members Umeed karta hun ap sab loog khair Khariyat sy hungy or enjoy kr rhy hungy apni training life ko dosto kisi bhi pattern ya indicator ko market mein apply karnay ka liay uski understanding bahut zaroori hai, aur understanding ka liay usko elaborate aur explain kartay hain per sab se pehlay define kartay hain , eski definition dekhtay hain Aisa pattern Jism m long real body down candle ke bad Ek smaller real body up candle ki formation Ho Jo ke gap down Karen open per Aur phir prior candle ke close per close ho, isko on neck candlestick pattern Kahate Hain. Es pattern ki identification bahut jyada jaruri hai aur identification ke liye sirf definition Kafi Nahin Hoti isko samajhne ke liye Ham iski recognition ke liye Ek picture dekhte hain jisse se understanding mein bahut zyada help milegi. Identification on neck pattern Dosto trading mein apply karne ke liye is pattern ki understanding bahut important hai. Trader explain karne ki puri koshish Karte Hain Kyunki samjhe bagair Kuchh Bhi Kahna Namumkin Hai. Neck line darasal trend line ko kaha jata hai jo head and shoulder pattern main draw ki jati hai ye trend line technical analysis k tor par use ki jati hai or trader ko signal deti hai k es ny kis time par buying ki trade ko open karna hai. Ye neck line support or resistance par draw ki jati hai ta k market k reversal ko measure kiya jae neck line trader ik strategy k tor par use karty hain ta k wo apny orders ko place kar saken agr price neck line sy fall karna start ho jaye gi to eska matlab hai market ma reversal act karny wala hai..Forex chart ma neck line ik support k zaryae act karti hai but ik bar neck line break ho jaye to trader ko reverse ki trade ko use karna chahe But jb tak neck line break out ni ho gi market k up jany k chances barh jayn gy Neck line perfectly horizontal ni ho sakti ye up ward slop or down ward slop ma occur ho sakti hai trader ko ye bat zehan ma rakhni chahe k neck line jb break ho gi to market long distance ma move kary gi Trader zayada tar asy he points k intazar ma rehty hain But phr b trader ko apny experience ko use kar k he trade ko open karna chahe Is pattern ko ek picture se samajhne ki koshish Karte Hain is picture mein aap Dekhen stop loss aur entry ke difference ki best per bullish or bearish trend mein neckline pattern show Kiya gaya hai. MainTrading Strategy's Fosto Trading Mein practically neckline Pattern ki application bahut jyada jaruri hai Jab aap is pattern ko apply karna chahte hain to Fir aapko Kuchh rules or regulations Ka Khyal Rakhna Hoga aur kuchh acche se samajhna Hoga tabhi aap isko apply kar sakte hain to Aaye isko apply karna sikhate hain. member jab ham aik pattern ki takmeel per fori entry na lain to bad main mazeed candlesticks is pattern ko modify kar daiti hain ya phir jald he yeh aik new pattern main convert ho jata hay. Jab neck line per hamain proper entry ka moqa nai mil saky to yeh jald he head and shoulder main shift ho jata hay. Iskay bad jab price shoulder tak aye yani neck line ko break kar kay downside aye to he hamain neckline main trading ka moqa milta.Dear member Neckline aik sell trading kay liye trigger point hay. Jab yeh confirm hoga to he yahan per hamain sell ki trade say profit hoga. Lehaza is kay liye hamain RSI indicator ka use karna chahiye. Ta keh hamain oversold area clear hi, iskay bad ager yeh neckline say price break hokar nichy ati hui mily to is main sell order laga dain. Iskay sath aisy indicator ka bhi use karna chahiye jo trend ki stability ka bhi ham ko bataye aur ham is say trend ki strength measure kar sakain ta keh sell say profit ho.Es chart mein picture sa trading main use ko dekhte hain is Dekhen aap trading Mein pahle Ek neckline bani hai aur usko Maar Kiya gaya hai aur usko samajhne ke liye Ham aage barhate hain. Keywords optimization Dosto Es pattern ki importance or use ko samajhna bahut jyada Jaroori hai, jab tak Ham is pattern ko samajh Karoge Nahin chalenge Ham kamyabi Hasan nahin kar sakte isiliye Koi Bhi chij Hojab tak Ham is pattern ko samajh Karoge Nahin chalenge Ham kamyabi Hasan nahin kar sakte isiliye Koi Bhi chij Ho indicator no signs of signals Ho pahle usko samjhe FIR aap Aage Chale.Actually hamain neckline ko head and shoulder pattern main he use karna parta hay q keh yeh neck tab he banti hay jab price upside say down aye. Yani peak hogi to ue neck hogi otherwise neckline to nai ban sakti. Isko use karny kay liye pehly head and shoulder kay mukamal hony ka wait karna parta hay. Yani price bounce back kar rahi hoti hay aur down a rahi hoti hay. Jab price neck line ko yani support ko break kar daiti hay, to phir isky mazeed down any kay chances barh jaty hain. Jis waja say yahan per sell trading opportunity mil jati hay. agr ap market main successful trading karna chahty hai to ap ko achi tara candle stick k related information leni ho gi or experience ko increase karna ho ga jab ap achi tara market main analysis kr k trading kar rahy hoty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain .ap ko humesa market main soch samjh k trading karna ho gi tak ap achi earning kar sakhy, or ap ko without experience k trading nahi karni chahy kun k es main apko bhot zyda loss ho sakhta hai .Dear member agr ap market main successful trading karna chahty hai to ap ko achi tara candle stick k related information leni ho gi or experience ko increase karna ho ga jab ap achi tara market main analysis kr k trading kar rahy hoty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain .ap ko humesa market main soch samjh k trading karna ho gi tak ap achi earning kar sakhy, or ap ko without experience k trading nahi karni chahy kun k es main apko bhot zyda loss ho sakhta hai .Trader jb neck line par trade karty hain to es par stop loss ko set karna bhot mushkil ho jata hai but stop loss ko use na karna bhot risky ho jata hai or trader k account k wash hony ma dair ni lagti. So trader ko apny experience k hesab sy es par stop loss set karna chahe Agr bhot ideal spot b mele to trader ko chahe k wo small lot sy trade ko open karny ki khoshish karen.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      What is On neck Candlestick Pattern ? aan naik patteren is waqt hota hai jab aik lambi asli body davn candle ke baad aik short real body up candle hoti hai jo khuli taraf neechay girty hai lekin purani candle ke qareeb band hojati hai . chunkay do mom btyon ki band qeematein aik ufuqi gardan ki lakeer banati hain aur aik jaisi ( ya taqreeban aik jaisi ) hoti hain, is liye patteren ko naik line kaha jata hai . patteren usooli tor par aik tasalsul ka patteren hai, jis ka matlab hai ke patteren ke nateejay mein qeemat girty rahay gi. dar haqeeqat, yeh waqt ke 50 % se thora ziyada hota hai. lehaza patteren aksar kam az kam aik mukhtasir oopar ki taraf ulat jane ki nishandahi karta hai . Trading With On Neck Candlestick Pattern security ya to primaray up trained ya primaray down trained ke andar barri islaah mein hai. pehli mom batii aik lambi, haqeeqi siyah jism ko zahir karti hai. market ki kamzor harkat ki wajah se, mandi ki khushnodi barh jati hai, aur kamzor bail mukammal tor par peechay hatt jatay hain . doosri mom batii par hifazati farq neechay aa jata hai aur aik nai nichli satah par farokht hota hai, lekin khredar control haasil kar letay hain aur qeemat ko pehlay ke qareeb le jatay hain — lekin is se oopar nahi. bail, balow ki raye mein, pichlle band se oopar qeemat badhaane mein nakaam rahay . Difference Between On Nick And In NickCandle stick Paatern aik aur intikhab gardan mein patteren hai, jo do linon ka tasalsul wala candle stuck patteren hai. pehli candle bearish honay ke sath, yeh bhi mandi ka patteren hai . pichli candle ki band honay wali qeemat ke muqablay mein qadray ziyada band honay ke sath, doosri candle mein taizi hai. un naik aur aan naik candle stuck patteren ke darmiyan farq ikhtitami qeemat ki satah mein dekha ja sakta hai . - jab ke rujhan ab bhi manfi hai aur mandi ka shikaar rahay ga, yeh gardan ke andar ke patteren ke mutabiq, on nick candle stick ki terhan mazboot ya shadeed nahi hai . Limitations agar patteren ki pairwi ki jati hai, to taqreeban masawi imkaan hai ke qeemat ziyada ya kam hojaye gi. patteren ki oopar ki harkatein aam tor par is ki neechay ki harkat se barri hoti hain . patteren par mabni tijarat ke nateejay mein mutadid mukhtalif nataij bar aamad ho satke hain. tajir ko yeh intikhab karna chahiye ke aaya woh doosri ya pehli mom batii ki onche ( ya qareeb ) par muntaqili ko aik aala break out point mantay hain. kam break out itna hi aasaan hai jitna ke doosri mom batii ke nichale hissay ( ya band ) ke neechay dabona . candle stuck patteren ka koi moroosi munafe ka maqsad nahi hai, is liye munafe lainay ka tareeqa car waza kya jana chahiye . deegar takneeki isharay aur tasdeeq ke tareeqon ke sath istemaal honay par patteren behtareen karkardagi ka muzahira karta hai .

      اب آن لائن

      Working...
      X