Stochastic Crossover and its use in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stochastic Crossover and its use in trading
    Stochastic Crossover and its use in trading
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Asalam Alaikum, Dear friends, Forex business hai is me ap apny knowledge aur experience k sath professional trader ban sakty hain. Forex market mein profit hasil krny k liy ap, indicators say ap help lay sakty hain. Different indicator ko istemal kr k howy ap trading skills ko prefect bana sakty hain. Is k liy ap k pass indicator ka knowledge aur experience hona zarori hai. Oscillators buht zayda use hony waly indicator hain. Aj main apni post, main oscillators sa related knowledge share krna chata hoon. What is Oscillators: Dear forum members, Forex market jab movement krti hai, aur pendulum ki tarah rotate krti hai. Is movement ko hum oscillation kehty hain. Is tarah, oscillator ap ko market ki trade range k bary main aik achi information daity hain. Oscillator indicator ki do sab say famous types, stochastic Oscillator or Relative strength index indicator hain. Aj main ap say in indicators ka knowledge share karna chati hoon. Basic knowledge of Stochastic Indicator: Dear members, Stochastic Oscillator, market main buyer's aur sellers k hisab say ap ko aik trade range daita hai. Market is range me movement krti hai. Ap different parameters k hisab say, multiple entries aur exit point identify kr sakty hain. Ap fast aur slow indicator set kr sakty hain. Ager ap fast stochastic indicator use krty hain to yah buht say false signal bi day sakta hai. Ager ap slow parameter lagaty hain, to ap ko kam entries milti hain. Is say ap ko false signal milny k chances buht kam hoty hain. Stochastic indicator ko ap istemal kr k apni trading perfection ko increase kr sakty hain. Basic knowledge of Relative strength index: Dear members, Relative strength indicator, market ko do level btata hai. Aik ko 30 aur dosry ko 70 ka level kehty hain. Jab market 70 k level ko cross kr jay, to market overbought position main hoti hai. Aur jab market 30 k level say down chali jay to market oversold position main hai. Is tarah ap overbought level say, sell ki entry lay sakty hain aur oversold level say, buy ki trade krty hain. Is tarah ap relative strength index indicator ko istemal kr k apny entry air exit points ko identify kr k apni trading ko profitable bna sakty hain. Use of indicators: Dear members, jab ap trading krny lagty hain to ap ko kabi bi sirf indicators k bases pay trade ni krni chaiy. Balk emotional discipline aur risk to reward ratio ko follow krna chaiy. Is tarah ap profitable trade kr sakty hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      STOCHASTIC CROSSOVER AND ITS USE IN TRADING DEFINITION Stochastic oscillator Jaise stochastic indicators ke naam se bhi Jana jata hai Jo trading ke reversal ki predicting ke liye useful Hai yah price ki Momentum per bhi focus karta hai aur usse shares indices currencies aur investments ki bahut se other assets Mein overbought and over sold Hone Wali level ki maloomat karne ke liye istemal Kiya Ja sakta hai stochastic indicators ko experienced traders aur technical analysis learning kar sakte hain other technical analysis tools Jaise moving average Trends lines aur support aur resistance level stochastic oscillator trading ki durustgi ko Behtar Banane aur profit able Entry Aur exit points ki maloomat karne mein help kar sakta hai STOCHASTIC BULL BEAR STRATEGY Akhir Mein stochastic indicators ka Ek Aur popular istemal bull and bear ki tijarti Setup ki maloomat karna hai bull trade set up use Waqt Hota Hai traders Aksar short price ke pull back ke Bad kharidne ki taraf dekhte hain jismein Pull back par stochastic indicator 50 se niche Gir gaya hai aur phir Dobara Upar chala gaya hai yah Ek fool proof technical analysis ka aala Nahin Hai indicator Akshar false signal Paida kar sakta hai divergence ki strategy ke Main Ek important point Yeh Hai Ke Tijarat use Waqt Tak Nahin ki Jaani chahie jab Tak ke price mein hakiki tabdili se divergence ki confirmed Na Ho Jaaye HOW TO READ THE STOCHASTIC INDICATOR stochastic indicator ko 0 and 100 Ke Darmiyan scaled Kiya jata hai 80 se upar ki reading is baat ki maloomat Karti Hai ke instrument apni high low range ke upar trade kar raha hai ke present currency ke pairs ke liye taaza tarin market rate ko track karta hai jin times ka Hawala Diya gaya hai standard idwar Hain members forex business hai ismein aap apni knowledge aur experience ke sath professional traders Ban sakte hain oscillators indicators ki do sabse famous types oscillator ya relatives strength index indicators different indicators ko istemal karke hi aap trading skills ko prefect banaa sakte hain

      اب آن لائن

      Working...
      X