Bearish Counterattack Line Candlestick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Counterattack Line Candlestick Pattern
    Bearish Counterattack Line Candlestick Pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Bullish Counterattack Line Candlestick Pattern
    Bullish counterattack line pattern dark cloud cover candlestick pattern ki tarah aik bullish trend reversal pattern hai jiss main aik candle apne se pehle din ki candle par lower side se gap main open ho kar attack karti hai, jiss k nateejay main bearish trend ka khatma ho jata hai, iss waja se iss pattern ko bullish meeting line pattern kaha jata hai. Ye pattern bearish trend ya bottom of the price main banta hai, jo k two days candles par mushtamil hota hai. Pattern ki pehli candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices main bearish trend ki trend ki akasi karti hai, jab k dosre din ki candle aik real body wali bullish candle hoti hai, jo k pehli candle se below gap main open ho kar ussi k same close par close hoti hai.
    Candles Formation
    Bullish counterattack line pattern trend reversal pattern honne ki waja se prices k bottom par ya bearish trend main banta hai, jiss se prices apne trend ko badalne main majboor ho jati hai. Pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss ki tafseel darjazzel hai; 1. First Candle: Bullish counterattack line candlestick pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle honi chahie, jo k bearish trend ya low prices ko zahir karti hai. Ye candle black ya red color main hoti hai. 2. Second Candle: Bullish counterattack line candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bullish candle hoti hai, jo k pehli candle k bottom par open ho kar ussi k close point par same ye bhi close hoti hai. Ye candle color main white ya green hoti hai.
    Explaination Bullish counterattack line pattern market main sellers ki prices k bottom par push karne k baad uss ki dilchaspi khatam hone k baad market main banta hai. Ye pattern dekhne main same "Belt-Hold Line Pattern" jaisa dekhta hai, lekin dosri candle k bottom par wick ya small shadow hone aur dono candles k close point same hone ki waja se uss se mukhtalif hota hai. Pattern do candle par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik bearish candle hoti hai. Pattern ki dosri candle aik bearish trend wali candle hoti hai, jo pehli candle k bottom par open ho kar ussi k close point par close hoti hai. Pattern ki dono candles k closing point same lazmi hone chaheye, warna pattern ki formation mukhtalif ho sakta hai. Trading
    Bullish counterattack line pattern ki dosri candle k baad market main buyers active ho jate hen, q k ye aik bullish signal de rahi hoti hai. Pattern k baad aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k long real body main pehli candle k real body main close ho jaye. Agar indicator se confirmation karna ho to Stochastics Oscillator aur CCI oscillator oversold area main hona chaheye. Pattern k baad agar black ya red candle banti hai to iss se ye pattern invalid ho jayega. Stop Loss pattern k sab se bottom position jo k dosri candle ka open ya low price ho sakta hai, se two pips below set karen.
     
    • #3 Collapse

      Bearish Counterattack Line Candlestick Pattern ;- Bearish Counterattack Line (BCAL) Candlestick Pattern, yani "Maddham-tar Giravat Ki Lakeer" ka aik candlestick pattern hai jo kisi downtrend ke doran dekha jata hai. Yeh aik bearish reversal pattern hai jis ki nishandahi karti hai keh market mein selling pressure barh rahi hai aur bullish momentum khatam honay wala hai. Markete Anylesis ;- BCAL pattern aik bearish reversal pattern hai, jis mein do candlesticks ko dekha jata hai. Pehli candle bullish hoti hai aur doosri candle uski urooj ki taraf nahi jati, balkay uski shadeed giravat ki taraf jati hai. Is pattern ko dekh kar traders selling ki taraf mutawaja hotay hain. First Candle ;- BCAL pattern ki pehli candle bullish hoti hai aur is ki body normal se zyada bari hoti hai. Is candle ki wick choti hoti hai aur is ki closing price opening price se zyada hoti hai. Is se maaloom hota hai keh bullish momentum hai aur buyers market mein dominate kar rahay hain. Second Candle ;- BCAL pattern ki doosri candle bearish hoti hai aur is ki body pehli candle ki body se kam hoti hai. Is ki opening price pehli candle ki closing price se zyada hoti hai aur is ki closing price pehli candle ki opening price se neechay hoti hai. Is se maaloom hota hai keh selling pressure barh rahi hai aur bearish momentum shuru hone wala hai. Detailed Info ;- BCAL pattern ko confirm karnay ke liye, traders ko doosri candle ki closing price pehli candle ki body mein enter kar jati hai. Agar doosri candle ki closing price pehli candle ki body mein enter kar jati hai. To is ka matlab hai keh selling pressure barh rahi hai aur bearish momentum shuru hone wala hai. Traders is pattern ko dekh kar apni trading strategy ko modify kar saktay hain aur sell positions ki entry ki taraf mutawaja ho saktay hain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Negative Counterattack Line Candle Example Assalamu Alaikum Dosto! Bullish Counterattack Line Candle Example Bullish counterattack line design foreboding shadow cover candle design ki tarah aik bullish pattern inversion design hai jiss fundamental aik candle apne se pehle racket ki flame standard lower side se hole principal open ho kar assault karti hai, jiss k nateejay primary negative pattern ka khatma ho jata hai, iss waja se iss design ko bullish gathering line design kaha jata hai. Ye design negative pattern ya lower part of the cost fundamental banta hai, jo k two days candles standard mushtamil hota hai. Design ki pehli flame aik genuine body wali negative candle hoti hai, jo k costs fundamental negative pattern ki pattern ki akasi karti hai, hit k dosre racket ki candle aik genuine body wali bullish light hoti hai, jo k pehli candle se beneath hole primary open ho kar ussi k same close standard close hoti hai. Candles Arrangement Bullish counterattack line design pattern inversion design honne ki waja se costs k base standard ya negative pattern fundamental banta hai, jiss se costs apne pattern ko badalne primary majboor ho jati hai. Design do candles standard mushtamil hota hai, jiss ki tafseel darjazzel hai; 1. First Flame: Bullish counterattack line candle design ki pehli light aik long genuine body wali negative candle honi chahie, jo k negative pattern ya low costs ko zahir karti hai. Ye candle dark ya red variety fundamental hoti hai. 2. Second Light: Bullish counterattack line candle design ki dosri candle aik genuine body wali bullish flame hoti hai, jo k pehli candle k base standard open ho kar ussi k close point standard same ye bhi close hoti hai. Ye flame variety principal white ya green hoti hai. Explaination​ Bullish counterattack line design market fundamental merchants ki costs k base standard push karne k baad uss ki dilchaspi khatam sharpen k baad market principal banta hai. Ye design dekhne principal same "Belt-Hold Line Example" jaisa dekhta hai, lekin dosri flame k base standard wick ya little shadow sharpen aur dono candles k close point same sharpen ki waja se uss se mukhtalif hota hai. Design really do flame standard mushtamil hota hai, jiss principal pehli light aik negative candle hoti hai. Design ki dosri flame aik negative pattern wali light hoti hai, jo pehli candle k base standard open ho kar ussi k close point standard close hoti hai. Design ki dono candles k shutting point same lazmi sharpen chaheye, warna design ki development mukhtalif ho sakta hai. Exchanging Bullish counterattack line design ki dosri light k baad market primary purchasers dynamic ho jate hen, q k ye aik bullish sign de rahi hoti hai. Design k baad aik bullish affirmation flame ka hona zarori hai, jo k long genuine body primary pehli light k genuine body principal close ho jaye. Agar marker se affirmation karna ho to Stochastics Oscillator aur CCI oscillator oversold region principal hona chaheye. Design k baad agar dark ya red candle banti hai to iss se ye design invalid ho jayega. Stop Misfortune design k sab se base position jo k dosri light ka open ya low cost ho sakta hai, se two pips beneath set karen.

        اب آن لائن

        Working...
        X