What is Harami Cross Pattern In Forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Harami Cross Pattern In Forex
    What is Harami Cross Pattern In Forex
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    What is Harami Cross Pattern In Forex Harami cross aik candle stuck patteren hai jisay forex trading mein istemaal kya ja sakta hai. yeh do mom batii ka namona hai jo rujhan ki simt mein mumkina ulat jane ki nishandahi karta hai. harami cross is waqt bantaa hai jab aik choti mom batii ( cross ) aik barri mom batii ( maa ) ke jism mein hoti hai . Bullish harami cross mein, pehli mom batii aik lambi bearish candle hoti hai, is ke baad aik choti blush cross hoti hai jo pichli candle ke body mein hoti hai. yeh patteren batata hai ke farokht ka dabao kam ho gaya hai, aur yeh ke mumkina tor par ulat palat ho sakta hai . Bearish harami cross mein, pehli candle aik lambi blush candle hoti hai, is ke baad aik choti bearish cross hoti hai jo pichli candle ke body mein hoti hai. yeh patteren batata hai ke kharidari ka dabao kam ho gaya hai, aur yeh ke manfi pehlu mein mumkina ulat palat ho sakta hai . Yeh note karna zaroori hai ke harami cross patteren par tanhai mein inhisaar nahi kya jana chahiye, aur yeh ke mumkina ulat phair ki tasdeeq ke liye deegar takneeki tajzia ke ozaar bhi istemaal kiye jayen. mazeed bar-aan, taajiron ko hamesha khatray ka intizam karne ke liye stap las orders ka istemaal karna chahiye agar patteren tawaqqa ke mutabiq nahi chalta hai . Trading with Harami Cross Pattern Agar aap forex trading mein harami cross patteren ka istemaal karte hue tijarat karne ka iradah rakhtay hain, to yahan ghhor karne ke liye kuch iqdamaat hain : Rujhan ki shanakht karen : harami cross patteren aik ulat patteren hai, is liye murawaja rujhan ki nishandahi karna zaroori hai. agar rujhan taizi ka hai, to aap ko bearish harami cross patteren talaash karna chahiye. agar rujhan mandi ka hai, to aap ko taizi se harami cross patteren talaash karna chahiye . Patteren talaash karen : aik baar jab aap rujhan ki shanakht karlen, chart par harami cross patteren ko talaash karen. patteren do mom btyon par mushtamil hona chahiye - aik barri maa ki mom batii aur aik choti cross mom batii . Tasdeeq ka intzaar karen : agarchay harami cross patteren aik mazboot reversal signal hai, lekin yeh hamesha mahswara diya jata hai ke tijarat mein daakhil honay se pehlay tasdeeq ka intzaar karen. ulat jane ki tasdeeq ke liye aap dosray takneeki isharay jaisay moving average, trained lines, ya oscilator istemaal kar satke hain . Apni tijarat karen : agar aap ko yaqeen hai ke rujhan tabdeel ho raha hai, to aap naye rujhan ki simt tijarat mein daakhil ho satke hain. misaal ke tor par, agar aap ko taizi se harami cross patteren nazar aata hai, to aap currency pear par taweel safar kar satke hain . Apne stap las aur take profit ki sthin set karen : tijarat aap ke khilaaf honay ki soorat mein –apne nuqsaan ko mehdood karne ke liye stap las ke orders set karna zaroori hai. take profit orders ko tijarat ko band karne ke liye bhi istemaal kya ja sakta hai jab pehlay se tay shuda munafe ka hadaf poora ho jata hai . Tijarat ki nigrani karen : aik baar jab aap apni tijarat kar len, to is ki bareek beeni se nigrani karen ke aaya patteren tawaqqa ke mutabiq chalta hai. khatray ka intizam karne aur munafe ko ziyada se ziyada karne ke liye zaroorat ke mutabiq –apne stap las aur take praft ki satah ko adjust karen . Yeh note karna zaroori hai ke harami cross patteren hamesha qabil bharosa nahi hota, is liye usay deegar takneeki tajzia ke alaat aur rissk managment ki hikmat amlyon ke sath mil kar istemaal kya jana chahiye. mazeed bar-aan, haqeeqi raqam ke sath tijarat karne se pehlay demo account par mashq karne ka mahswara diya jata hai .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      WHAT IS HARAMI CROSS CANDLESTICK PATTERN : Harami cross two bar trend reversal candlestick pattern ha ya jo harami cross pattern ha ya huma market ma tab fakhna ko mil jata ha jab market ke price strongly ak side par move karti hoi ja rahi hoti ha or ya market ke price strongly move karti hoi ak strong trend ko bana rahi ho ge or jo ya harami cross candlestick pattern ho ga ya trend ka last ma banay ga or ya ban kar market ma jo strong current trend chal raha ho ga os ko end kar da ga or market ma huma reversal dakhna ko mil jay ga yani ka ya harami cross pattern market ka trend ko reversal karay ga or stock ke price ko trend ka opposite ke janab la kar jay ga. Is harami cross pattern ke market ma two types hoti ha ak bullish harami cross or dosra bearish harami cross ya dono ak dosra ka opposite ma hota ha jo bullish harami cross hota ha ya lower ma banta ha or market ko higher ke janab reversal karta hua lata ha or jo bearish harami cross hota ha ya higher ma ban kar market ko lower ma lata ha or ya jo harami cross pattern ha ya jes bhi trend ka end par banay ga to ya two candles ka sath ak specific sequence ko banta hua banay ga or stock ko reverse kar raha ho ga. TYPES OF HARAMI CROSS CANDLESTICK PATTERN : BULLISH HARAMI CROSS PATTERN : Ya jo bullish harami cross pattern ho ga ya huma downward ke traf dakhan ko mil jay ga is bullish harami cross pattern ka start hona sa phalay jo stock ke price ho ge ya lower ke janab ja rahi jo ge or market ke price lower ke traf jati hoi strong downtrend ko bana rahi ho ge or jo ya bullish harami cross pattern ho ga ya is downtrend ka lower sa banay ga or is bullish harami cross pattern ke jo first candle ho ge ya ak long real body bearish ke candle ho ge jo ka previous down ka trend ko follow karta hua banay ge or stock ke price ko lower ma la kar jay ge or is first candle ka bad small up ka gap ay ga or is bullish harami cross pattern ke second candle banay ge or ya second candel ak doji candle ho ge jo ka huma indecision or market ka lower jana ka stop hona ka signal da ge or ya huma bata rahi ho ge ka ab sa market ma reversal a raha ha or market na higher ke janab reverse hota hua jana ha or jo traders ho ga ya is bullish harami cross pattern ke second candle ka complete hona ka bad is second candle ka high sa buy ke long term trade ko enter karay ga or stop loss ko is pattern ke first candle ka lower point par rakha ga. BEARISH HARAMI CROSS PATTERN : Bearish harami cross bullish harami cross pattern ka opposite ke janab banay ga or ya bhi ak type ho ge harami cross pattern ke or ya jo bearish harami cross pattern ho ga ya huma market ka higher ke traf dakhna ko mil jay ga or ya market ma higher ke traf up ma ban kar market ka up jana ko stop karay ga or market ko lower ke traf reversal karay ga jo ya bearish harami cross pattern ho ga is sa phalay market high ma ja rahi hoti ha or market ma is time par strong uptrend chal raha ho gavor jo ya bearish harami cross pattern ho ga ya higher ma uptrend ka top ma banay ga or jo is pattern ke formation ho ge ya uptrend ka top ma two candles sa banta hua market ko lower ke traf reversal kar raha ho ga is bearish harami cross pattern ke jo first candle ho ge ya uptrend ka high ma ak long real body bullish ke candle ho ge jis ma market ke price higher ke janab jay ge or new high point ko bana rahi ho ge or is first candel ka bad ak small lower ka gap ay ga or is gap ka lower sa or is pattern ke first candle ka middle ma second candle banay ge jo ka ak doji candle ho ge or ya huma market ka higher jana ka stop hona or market ka lower ke janab reversal hona ka signal da raha ho ga or traders is bearish harami cross pattern ke second candle ka low sa sell ke trade ko enter jaray ga or stop loss point ko first candle ka higher ma place karay ga.

      اب آن لائن

      Working...
      X