Dark cloud cover pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark cloud cover pattern
    Dark cloud cover pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA Introduction Friends kya hal hain aapke Main ummid Karta Hun ki aap khairiyat se Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah Hai dark cloud cover pattern is pattern ki identification kya hai aur use per Kaise trading kar sakte hain ine sab Ko Ham understand karne ki koshish Karte Hain Details of dark cloud cover pattern Dark cloud cover candle stick pattern 2 days candlestick per Ek bearish trend reversal pattern hai jo ki price ki high peak area ya bullish trend Mein top per banta hai pattern ki Khas Baat yah hai ki yah pattern Dekhne Mein Bullish thrusting line pattern ke tarah bullish or bearish candle sy Mill kar banta hy lekin bajay trend continuation ke yah pattern trend reversal ko zada tarjhe deta hai jisse price same sabqa trend Hai ko hi follow karna Shuru karti hai pattern ki Pahli candle strong aur long rail body Mein white ya green color ki Hoti Hai jabki second candle real body wali black tender hoti hai lekin yah candle Ek to bearish or dosra ye candle white candle se above gap mein open hoti hai Candles formation Is pattern ki pendles formation darj hai 1._ first candle Dark cloud cover pattern ki Pahli candle Ek long real body mein bullish candle banti hai yah candle price ke top per ya high price area Mein buyers ki dilchaspi Dikhati Hai Jo prices ko upper side per push Karti Hai yah candle white ya green color Mein hoti hai jo ki real body ke sath hoti hai 2._ second candle Dark cloud cover pattern ke second candle bearish trend wali candle hoti hai jo ki prices ke direction ko badal Deti Hai yah candle Ek long real body Mein banti hai Jiska open Pahli candle ke top per gap Mein Banta Hai Jab Ke close Usi candle ki real body ke Center se niche hoti hai Trading Dark cloud cover candlestick pattern mein 2nd candle 1st bullish candle ke open point ko cross nahin karti hai is vajah se yah candle Pahli candle ke midpoint se thora sa niche close hoti hai Bearish candle bullish on neck line pattern Ki Tarah Pahli candle se above open hoti hai lekin Buyers pressure ki Kami ki vajah se bullish Jaane Ki Bajaye bearish real body ki banati Hai market Mein yah selling pressure zada hota hai aur buying pressure kam hone ki vajah se prices zada takat se bearish Jaati Hai pattern per trading se pahle confirmation candle ya indicator confirmation Ka Hona zaruri hai jo ki ek Teesri ya third candle ho sakti hai lekin bullish candle bharane se ho jaega jo ki trend Ke Kabil Nahin rahata Har candle ke bad market Mein Sell ki entry ki Ja sakti hai Stop loss pattern ki second candle ke top Se 2 pips above per set Karen
     
    • #3 Collapse

      Dark cloud cover pattern: Dear Friends dark cloud cover pattern market ki resistance per hi Banta Hai Uska fayda aapko tab hi hote hain Jab aap ismein acha entry point Hoga dear jab aap market Mein was Karenge aur ismein acchi tarike se knowledge Hasil Karke kam Karenge to uska aapko zyada fayda Hoga agar aap ismein Bahar soche samjhe dark cloud cover per trade kar denge to isase aapko fayda Nahin ho sakta isliye aapko sabse pahle market ke aap friend ko find karna hota hai aur Iske baad is main market Ke Jo last bullish candle Hoti Hai Uske bad bearish candle Cove point karna hota hai aur vah Market ke 50% Tak candle Banni chahie previous candle ki. Trading with Dark cloud cover pattern: Dear Forex Members Dark Cloud Cover Candlestick Pattern man jab second candle Gap-up k sath open hoti ha to ye is pattern ki first confirmation ha aur phir jab second candle first candle ki real body k 50% sy neechy close de to ye is pattern ky complete hony ki Final confirmation ha. Is ke baad trader ko new candle k open per "Sell ki trade active karni chahiye aur Stop loss ko second candle k High per place karna chahiye aur Take Profit ko next support levels per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker ke place kerna chahiye. Information of about Dark cloud cover pattern: Dear Students Market Mein dark cloud candlestick pattern 1 bearish reversal candlestick pattern hota hai market mein ek Chota sa bearish engulfing candlestick pattern hota hai is candlestick pattern mein different types ki candle banti hai inhe candle ko bullish candle aur bearish candle kaha jata hai market mein traders in candles sy benefits hasil kar sakte hain ke zariye save price ke gap ko ache tariky se confirm kar sakte hain market name traders Jab uptrend mein apni trade open karna chahte hain to use waqt wo market mein dark cloud candlestick pattern ka istemal kar sakty hain kyun ki yah candlestick pattern unhen uptrend se related best information provide karta hai yah is candlestick pattern ke through market ko ache tariky se analysis kar sakte hain aur market ki price ke gas ke bare mein bhi complete knowledge aur Jankari Hasil karne ke bad yah market mein uptrend mein apni ID open kar sakte hain Kyun ki ya dark cloud candlestick pattern market mein uptrend ki jankari ke liye behtarin zariya hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Aslamoalekum members. Mujhy umeed hay ap sab kheryt say hon gay. Apka trading session acha ja raha hoga. Aj ka topic hamara discussion Dark cloud cover pattern k bary hay. Dekhty hain k yeh kia hay r kesy information deta hay Dark cloud cover Dark cloud cover tachniqui tajziya main aik candlestic pattern say murad hay jo aik bairish reversal reversl signal hay yeh us waqt dekha jata hay jab ak nichy candle pichli oper candle k band hony k oper khulti hay or candel stick chart k andr. Oper candle k wast point k nichy band hony k liye agy barhti hay. Dark cloud ak namona ya wahid hay jo tachniqui tajziya k andr dekha jata hay tachniqui tajziya ak nazam o zabt hay jo security tajiro ki taraf say lago kia jata hay jo tareekhi tejartii data k andr pattern ka mushahida karty hay or is data k sath security ka tajziya karnay ki koshish karty hain. Am tor par tachniqui tajziya. Karnag waly tajir. In chartz ka mushahida karengy jo mustaqbil ki kemeaten ki naql o harkat or baseerat hasil krengy k is liye security ki kememat ki keemat ki naql o harkat. Ya tejarti hujam k bary main malomat faraham karty hain. Wazeh tor pr tachniqui tajziya aik mukhtasir mudati tejarti tor tachniqui tajziya ak mukhtasir. Infradi. Securities ka taweel mudati bunyadi tajziya shamil nahi hota hay basis Tajir apny frokht k feslo ko mutala karnay k liye sayah badal ka cover istamal kar sakty hain. Ak tajir gehry cover badal ko pattern ka mushahida karkay pr mumkina tor pr lambi position sy bahir nikal sakta hay. Ya tajir ksi securit pr zeada tawaja dey skty hay js main is trah ka namona majoda hay or is bat ke tasdeeq ka intzar. kr sakta hay k aya is position say nikalna hay agar dsry reech k namono ka mushahida kia jata hay to tajir mumkina tor pr is hefazat ko bhe mukhtasir karna chahta hay.

        اب آن لائن

        avatar Azaad
        Working...
        X