What is Fake Breakouts

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Fake Breakouts
    What is Fake Breakouts
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    kay aisy price movements hoty hain jin mein market price ka trend kisi specific level tak pohanch jata hai, jaisa kay resistance level ya support level, magar phir woh uss level ko cross nahi karta aur opposite direction mein move hona shuru ho jata hai. Is tarah kay price movements mein traders ko lagta hai kay price break out kar raha hai aur trend jari rakhay ga, magar haqeeqat mein yeh fake hota hai aur price opposite direction mein move karta hai.Fake breakouts ka matlab hota hai ke market mein kisi asset ki price kisi resistance ya support level ko break kar deti hai, lekin phir wapas se usi range ke andar aa jati hai. Fake breakouts ko bhi false breakouts ke naam se jana jata hai. Yeh situation trader ke liye frustrating ho sakti hai, kyunki isse unko false signals milte hain aur unki trades stop loss level ko hit ho jati hain. Fake breakouts ka work is tarah hota hai ke market mein kuchh aisi circumstances create ho jati hain, jaise low liquidity ya phir kisi important news ke announcement ke kareeb, jiski wajah se price ko temporarily apne actual value se alag ek level par move karaya jata hai. Best Analysis Fake Break Out Dear Fake Breakouts, ya fakeouts, ki analysis trading charts par ki jati hai. Is mein traders ne price action aur volume ko closely observe karna hota hai. Agar price chart par kisi particular level ya trend line se break out hone ka signal milta hai aur us ke baad price phir se wapis usi level par aajata hai tou yeh fake breakout ki misaal hai.Traders is ko analyze karne ke liye commonly used technical indicators jaise ki RSI, MACD, aur Bollinger Bands ka istemal karte hain. In indicators ki madad se price ki trend aur momentum ke sath sath market ke sentiment ko bhi assess kiya ja sakta hai. Fake Breakouts ko identify karne ke liye traders ko volume ki bhi closely monitor karna hota hai, kyunki fakeouts ka ziyada volume nahi hota hai. Iske alawa, traders news aur market ke overall conditions ko bhi dekhte hain kyunki yeh bhi price movements par impact dalte hain aur fake breakouts ka reason bhi bante hain. Overall, fake breakouts ki analysis ek combination of technical analysis, volume analysis, news analysis, aur market sentiment analysis se ki jati hai.
     
    • #3 Collapse

      Fake Breakout In Forex Trading : Explanation: Friends in bhi market ma hum kaam krty han tu aksar fake trends say bhi hmara wasta parta ha es ma aksar traders ko nuksaan uthana par jata ha Is mein traders ko jo es market main trading kar rhy hoty han price action aur volume ko closely observe karna hota ha Agar price chart par kisi particular level ya trend line say trading kay duraan break out honay ka ishara y signal milta hai aur us kay baad qeemat phr ssay wapis osi apni jga ya level par aa jati ha tu ye fake breakout ki trader kay liye achi misaal ha. Traders aam tour par market ma RSI, MACD, aur Bollinger Bandsis ko analysis kar kay trade kartay han aur en technical indicators ka use bhi karty han. In indicators ki madad se price ki trend aur en movement kay sath sath market ke sentiment ko bhi janna jata ha. Fake Breakouts ko janany kay liye traders ko volume ki bhi closely monitor karna zruri hota ha kyun kay hum jantay han kay fake breakout ka zeada volume nahi hota ha. Effect On Trading. Market ma fake breakout kay mutaliq friends nay kafi information share share ki han dostu agr hum es breakout ki baat krain tu market main hony wali movemnt kay bary main ye btati hai so hamain is ko *forex trading *kay bary main ek achi strategy kay mutabiq plan kar kay trade karni ho gi es trah hi hum market ma survive kar sktay han aur is kay rules ko follow kar kay hi hum kamyab hon gay aur is*trah ki trading ma hi kam karny ma faeda ho sakta ha hamain is k bary main greed ko avoid kar na ho ga aur real ma achi trade karny main bi koi mushkil na ho gi market main enter hotay waqt breakout ki strategy ko janana traders kay liye future ma kafi madad gar hota ha. Breakout ma jb price apni position sy neechy ja kar agr dobara apni qeemat par a jae tu es pattern ko market ma traders breakout ka naam detay han.
      • #4 Collapse

        Dear Fake breakouts ko aam taur par "false breakouts" kehte hain. False breakouts mein, kisi trading instrument ka price level ek particular resistance level ya support level ko cross kar leta hai, jaisa ki traders ka expect hota hai, lekin phir bhi price wapis us level ke andar ya phir usse bahar jata hai. Yeh false breakouts traders ke liye confusing aur frustrating ho sakte hain, kyunki unhe lagta hai ki unka trade sahi direction mein ja raha hai lekin phir pata chalta hai ki price wapis reverse ho gaya. Fake breakouts: Fake breakouts, ya phir false breakouts, kisi financial instrument (jaisay ki stock, currency pair, ya commodity) ka price level hain jahan se yeh lagraha hota hai ke price kisi important level ya trend line ko cross karega, lekin baad mein price wapis reverse hojata hai aur yeh level phir se break nahi karta. Yeh ek aam trading concept hai aur traders inhein apni trading strategies mein use karte hain. False breakouts ka hona common hai, aur yeh traders ke liye ek challenge hota hai ki woh real breakout se false breakout ko differentiate kar sakein. Traders typically use technical analysis tools and price action to help them identify and confirm breakouts, and minimize their risk of falling for false breakouts. Explanation: Fake breakouts se typically yeh murad hoti hai k jab kisi financial instrument (jaise k stock, forex, commodities etc.) ka price achanak se kisi resistance level ya trend line se break karta hai, lekin phir woh price dobara usi level pe aaker reverse ho jata hai. Aise scenarios ko "fake breakouts" kehte hain. Yeh trading mein ek common phenomenon hai, jahan traders ko yeh samajhna hota hai k aik breakout hone wala hai, lekin price reversal ki wajah se unka trade loss mein chala jata hai. Fake breakouts ki wajah usually hoti hai k market mein kam liquidity hoti hai, ya phir koi news announcement hoti hai jo market sentiment ko change kar deti hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          WHAT IS FAKE BREAKOUT PATTERN...&& Asslamoalaikum I hope aap sab khariyat sy hoon gy Forex tradings marketing mein Market ma fake breakout kay mutaliq friends nay kafi information share share ki han dostu agr hum es breakout ki baat krain tu market main hony wali movemnt kay bary main ye btati hai so hamain is ko *forex trading *kay bary main ek achi strategy kay mutabiq plan kar kay trade karni ho gi es trah hi hum market ma survive kar sktay han aur is kay rules ko follow kar kay hi hum kamyab hon gay aur is*trah ki trading ma hi kam karny ma faeda ho sakta ha hamain is k bary main greed ko avoid kar na ho ga aur real ma achi trade karny main bi koi mushkil na ho gi market main enter hotay waqt breakout ki strategy ko janana traders kay liye future ma kafi madad milti hy. IMPORTANCE OF FAKE BREAKOUT!!! Dear friends Forex tradings marketing Mei yeh fake Breakout ma jb price apni position sy neechy ja kar agr dobara apni qeemat par a jae tu es pattern ko market ma traders breakout ka naam Sy jany jaty hen market ma hum kaam krty han tu aksar fake trends say bhi hmara wasta parta ha es ma aksar traders ko nuksaan uthana par jata ha Is mein traders ko jo es market main trading kar rhy hoty han price action aur volume ko closely observe karna hota ha Agar price chart par kisi particular level ya trend line say trading kay duraan break out honay ka ishara y signal milta hai aur us kay baad qeemat phr ssay wapis osi apni jga ya level par aa jati ha tu ye TECHNICAL ANALYSIS***!! members forex trading marketing mein ye fake BREAKOUT PATTERN bhot ahmyiat ky Hamil hoty hen kiyon ky ye kisi bhi trade lgaty wakt Trendiness ky zarye stock chart ko follow karty howy Traders hazraat ko hamesa nuksan dy sakty hen ki trader kay liye achi misaal ha. Traders aam tour par market ma RSI, MACD, aur Bollinger Bandsis ko analysis kar kay trade kartay han aur en technical indicators ka use bhi karty han. In indicators ki madad se price ki trend aur en movement kay sath sath market ke sentiment ko bhi janna jata ha. Fake Breakouts ko janany kay liye traders ko volume ki bhi closely monitor karna zruri hota ha kyun kay hum jantay han kay fake breakout ka zeada volume nahi hota Hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X