How to trade with bear market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to trade with bear market
    How to trade with bear market
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    what is bear market bear market aik aice market hote hey jo keh aik he time period mein peak say nechay ger gai ho ager bear market 20% say nechay ger jay apni peak say to bear market kehlte hey es ka mawazna market ke eslah say he keya ja sakta hey jes ke tareef aam tor par aik aice market kay tor par ke jate hey j keh 2 month kay kam arsay mein aam tor par 10% say nechay ger gai ho bear ke market mein investor ko kam aitbar hota hey or mazeed garawat ka khadsha hota hey jaisay jaisay investor ke market mein kame hote hey selling pressure increase hota ja raha hey jes ke wajah say bullish say gerta hey jes ke wajah say buyer forex market mein ghalab aa jatay hein price action os time tak kam hote rehte hey jab tak buyer ka aitmad reta hey bear market mein bullish say selling hote hey j keh forex chart par zyada asane say pehchanay janay kay kabel ho sakte hey jahan par seller mokamal tr par ghalab hotay hein forex market mein impotant base frahm kartay hovay seller ko forex market mein mokamal ghalab keya jata hey jo keh stop loss kay zarey say forex market mein important level set ke jate hey yeh forex market mein buyer kay rastay say out rehte hey jes say market mazeed ger jate hey nechay bitcoin ka chart deya geya hey Identification bear market Hum nay pehlay zekar keya hey yeh pehchanan moshkel kam hey keh forex market mein buyer market kab close AA rehe hey forex market mein bullish or ghair janab dar set up mein bear market ke taraf mor jaldi ho sakta hey hum technical indicators ka estamal kar saktay Hein tahum forex market ka andaza lagany Kay ley forex signals or reversal janay wale alamat ko identify keya jata hey Forex market mein fundamental analysis ke madad say bulls or bear trader market ke pehchan kar sakty Hein es ley wajohat wazah ho sakte Hein technical analysis tabdel nahi hota hey ager koi market oper ya nechay jate hey set up margin discipline,stop loss or leverage aik jaisay hotay Hein profit ko increase Karen or loss ko Kam karnay ke koshesh kar sakte Hein trade with bear market forex market experience or analysis say bhare hove hey jo keh forex market mein short selling kartay hovay market say out ho jatay hein or profit hasell kartay hein poul toudor ke report kay motabaq oct 1987 say kabel ain USD equity market ko kam kar kay UD100 million ke kamai ke hey hadsay kay bad banker trust kay trader or karegar kay baray mein betya jata hey keh new zeeland kay $ nay short entry ke hey or volume kay end mein short selling ke hey taqreban 300 USD kamay hein or Jim Chanos nay 2000 kay end mein short selling ke hey USD $ jab mein dalnay kay bad tadad barah jate hey George Soros nay mashhoor tor par 1992 mein 1$ kay aginst billion batting ke the 2007 mein US mein subprime mortgage ko short kartay hovay 4$ billion kamay hein
     
    bhali kay badlay bhali
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      hello dear friends kisi bhi malyati mandi me do tarah k trend hote hai ek bullish trend or bearish trend hota hai malyaati mandiyon main bearish trend ki tariif kisi sanat k stock ki keemton main kami ya wase market index main main majmoi toor par girny k rajhan k toor par ki ja sakti hai agar ham Forex market ki bat karen to is main ham ku k currency ko deal karte hai to is main bearish market tab ho gi jab kis b Forex currency pair main majmoi tor par apni top position se 20% kami ho g forex main bearish market par trade krne k liye trader ko sell karna parta hai our market k bearish trend ka faida uthana hota hai bearish market nichy ki taraf rajhan ki pairvi karti hai bearish market main tajar market main dakhal hone ki koshish karte hai ta k in ko yaqeen ho jaye k market apne uroj par pohanch gai hai to wo kharid saken How to Trade on Bearish Trend : dear friends Forex market main bearish trend par trade karne k liye sab se pehly hame market ko analyse karna hoga Forex main bearish par trade karne ki bohat sari strategy hai jaise k... Bear Clell Spread Bear Put Spread Strip Bear Butterfly Spread Bear Put Ladder Spread is k ilawa b market main bearish trade karne k buhat se trariky hain bearish trade karne k liye buhat se tradr short seling position try karty hain short seling trading ka ek esa tarika hai jis main trader kisi asasy ki kimat k kam hone par profit hasil karta hai

      اب آن لائن

      Working...
      X