Introduce of Dark Cloud Cover Candlestick Pattern: Aoa, Ummid karta hon Ap Sab khariat Say Hon gy AJ Darks clouds cover candlestick pattern bearish trend reversal signal dene wala pattern hai, jo aik wazeh uptrend ke baad yeh pattern amal mein aata hai. Dark cloud cover candlestick patteren ki tashkeel do CANDLES par mushtamil hai aur jo priced chart par top prices par banne wale bearish belt hold line PATTERN se mushabihat rakhta hai. Dark cloud cover candlestick pattern ki tashkeel mein pehli CANDLESTICKS aik bullish candle hai, prices k maojoda bullish trend ki tarjumani karti hai. Pattern ki agli candle bearish candle hoti hai. Pattern ki dosri pehli candle se top gap main open ho kar ussi ki real body main close hoti hai, lekin lowered side par shadow's bohut lamba hota hai. Ye candle lazmi pehli Candlesticks asaani Say hy..... Explanation of Dark Cloud Cover Candles: Dear jab bhe Darks clouds cover candlestick pattern prices k top par banne ki waja se aik strong bearish trending ki indication deta hai, jo k do candle ka aik simple sa pattern hai. Pattern main candles First Candle Dark cloud cover candlestick pattern ki pehli candle aik strong real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka color bhi bullish pattern k mutabiq white ya green hota hai. Ye candle prices k top ya high price main bullish trend ka mazeed izzafe ki koshash hoti hai. Trading Stradgy: Forex trading Mein jab bhe Darks clouds cover candlestick pattern main shamil dosri candles aik real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka open pehli candle se ooper gap main hota hai, jab k close ussi candle k midpoints se thora sa nechay hota hai. Ye candle prices ko mazeed uptrend side par reject karting hai.Dark cloud cover CANDLESTICKS PATTERN chart par do real body bullish aur bearish candles ka aik majmoa hai, jiss k leye market ka top area hona zarori hai. Ye pattern do candles par mushtamil hai, jo k prices k leye bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Pattern dekhne main same dosre trend reversal PATTERN jaise hososeyat rakhti hai, q k ye pattern prices k top peak par banta hai. Pattern ki pehli candle market main buyers ki behaviour ki akasi karti hai, jiss ko wo agle din usi taqat k sath baqarar nahi rakh pate aur sellers market ka control hasil kar lete hen. Aur pattern ki dosri candles pehli candle k top par gap main opening Stop loss Say Trad Len gy....
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим