Bullish Harami Cross Candlestick Pattren in Forex Market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Harami Cross Candlestick Pattren in Forex Market.
    Bullish Harami Cross Candlestick Pattren in Forex Market.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend Umeed Karti Hoon aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahi hun ki Jab aap is market Mein daily basis per kam Karte Hain To aap ko target complete karna hota hai yah Ek Aisa online internal business hai yah Puri world mein famous hai Agar Ham ismein daily hard work Karte Hain To yah Hamen bonus provide Karta Hai Jis per Ham trading Karke Achcha profit banaa sakte hain isliye Hamen Koshish Karna Hogi kya Ham ismein Jyada Se Jyada hard work Karen aur apni mistakes Prathna Rakhe Agar Ham ismein chhoti si bhi mistake Karte Hain To Hamen bahut bada nuksan ho sakta hai isliye Hamen acchi experience aur acche knowledge ke sath kam karna chahie yah Kaisa business hai jo ghar baithkar Bhi Ham kam kar sakte hain Agar ham ismein hard work Karenge aur acche experience ke sath kam Karenge to yah Hamen bahut hi Achcha profit Milta Hai aur ham ismein increase kar sakte hain market Mein different patterns Hote Hain Har patterns ko Samajh Kar trading karna hoti hai aaj main Aise patterns ke related information share karungi Jo aapki trading ko Achcha profit de sakte hain to Mera topic hai Bullish Harami Cross candlestick pattern kya hai hum es par kesy kaam kar k trading main kamyabi hasil kar sakhty hain. Definition Of Bullish Harami Cross Candlestick Pattren: Dear forex member Bullish harami cross candlestick pattern harami pattern se mushabehat main aik bullish trend reversal ka pattern hai, aur jab bhi prices chart par sellers k bohut ziada pressure ki waja se bearish jati hai, to wahan par aksar iss ko reversal honne k imkanat hote hen, jiss main aksar kuch aise pattern hote hen, jo do candles par mushtamil hote hen. Bullish harami cross pattern prices k bottom par ya bearish trend main banta hai, jo k do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad aik doji candle hoti hai, jo k pehli candle k andar banti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k andar high aur low price dono hoti hai. Ye candle prices ko aik to bearish jane se rokti hai aur dosra ye candle aik doji hone ki waja se trend reversal ka kaam karti hai. Identification: Dear forex member Bullish harami cross candlestick pattern prices k bottom par do mukhtalif candles ka aik bullish trend reversal pattern hai, jiss ki pehli candle bearish aur dosri doji candle hoti hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai. 1st Candle: Dear member Bullish harami cross candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo prices k bottom par ya bearish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik long real body wali candle hoti hai. Ye candle aik black ya red color ki candle hoti hai. 2nd Candle: Dear member Bullish Harami Cross Candlestick pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai. Ye candle real body k bagher hoti hai, jiss ka open aur close same position par hota hai. Dosri doji candle bager real body ki waja se colorless hoti hai. Importance Of Bullish Harami Cross Candlestick Pattren: Dear member Bullish Harami cross candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo k do candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k bottom par ya bearish trend main banne ki waja se prices ko mazeed bottom jane se rokti hai. Ye pattern same to same dekhne main aik "Homing Pigeon Candlestick Pattern" ki tarah hota hai, lekin dosri candle k doji candle banne se uss se mukhtalif hoti hai. Bullish harami cross pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jiss ka open aur close same point ya price par hota hai. Dosre candle k open aur close same point par hona chaheye, warna same point par na hone ki waja se ye pattern "Bullish Harami Pattern" main badal sakti hai. Trading Strategy: Dear forex member Bullish harami cross candlestick pattern trend reversal ka pattern hai, jiss se market main buy ki entry karte hen. Pattern k bottom par buyers ziada active ho jate hen. Trend reversal pattern par trading trend continuation patterns ki nisbat ziada riski hoti hai, iss waja se pattern par trading se pehle market main aik bullish ya white candle ka hona zarori hai. Jiss ki real body honi chaheye, jiss main open aur close same point par na ho. Agar pattern k baad bearish candle banti hai, to ye pattern invalid ho jayega, jiss par entry nahi karni chaheye. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya pehli candle k close point se two pips below select karen.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X