What is Stoller Average Range Channel
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Stoller Average Range Channel
    What is Stoller Average Range Channel
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Stoller Average Range Channel Dear Friends. Stoller Average Range Channel (STARC) bands ko manning Stoller na develop kiya tha, basically ye 2 bands hotay hain jo kisi pairs ki prices k simple moving average(SMA) k above aur below apply kiay jatay hain, in ma sa upper band average true range (ATR) ki value ko add kar k create kia jata ha aur lower band SMA ki value ma sa ATR ki value ko subtract kar k create kartay hain.Stoller Average Range Channel indicator aisa tool hai jo market volatility or trend direction ko measure krny k liye use kiya jata hai Is indicator ko Chester W. Stoller ny develop kiya tha SARC ko usually price chart k upar apply kiya jata hai jis mein ye 3 lines ka aik channel bnta hai SARC ke liye aam tor par 10-periods ka exponential moving average or Average True Range (ATR) ka use kiya jata hai Is indicator k upar or niche do lines hoti hain jo moving average k 1.5 times ATR se add or subtract hoty hain Yeh lines price ki volatility par move krty hain Is tarah sy SARC channel price k bhtar range ko show karta hai SARC ka use trend direction or potential reversal points ko identify krny k liye kiya jata hai Agar price channel k bahar jati hai toh ye ek possible trend reversal point hai Is tarah sy SARC aik aham tool hai jis sy traders apni trading strategies ko improve kar skty hain Trend Indication With Stoller Average Range Channel Upper aur lower bands sa jo channel bnta ha wo traders ko buy ya sell ki trades open karnay k liay ideas provide kartay hain, overall uptrend ma upper band k kareeb selling aur lower band k kareeb buying aik best option consider kia ja sakta ha, STARC Bands hmain ranging aur trending markets ma trade karnay k liay achi indications provide kartay hain, jb bands break hotay hain to ye market ma trend change honay ki indication hoti ha, jaisay agr uptrend ma prices lower band sa break ho k below ati hain to ye uptrend k over honay ka signal hota ha. Support And Resistance Confirmation STARC bands hmain envelope channels ki tarah potential support aur resistance levels provide kartay hain, upper band pairs ki prices k resistance level ko zahir kartay hain aur lower bands support level ki information daitay rehtay hain, is ka aik drawback ye hota ha k prices extended time period k liay bands k sath sath move karti rehti hain jis sa achi nazar anay wali trades aglay hi lamhay loss ka shikar ho sakti hain, STARC Bands aur Bollinger Bands ma b kafi similarity hoti ha q k ye b SMA k around bands create kartay hain. Dual Bands STARC ma 2 bands hoty hain jo kisi pair ki ya commodity ki price ki moving average k above or below apply kaye jaty hain. So jo channel es sy banta hai es sy trader buy ki or sell ki trade open karny ma indication melti hai. Jb market lower band k pass hoti hai to trader ko buy ki trade ko open karna chahe or jb price upper band k pass hoti hai to trader ko sell ki trade ko open karni chahe. So es ki help sy trader achi trade ko open karny ma kamyab ho jaty hain.Stoller Average Range Channel (SARC) trading indicator ki ahmiyat bohat hai kyun ke yeh traders ko market trend ka andaza lagane mein madad deta hai. SARC, market volatility ke upar tafseeli jankari provide karta hai jis se traders ko trading strategies banana mein madad milti hai. Is indicator ko Chande Trend Meter ke sath istemal kar ke traders market ka trend aur market momentum ko samajh sakte hain.SARC ki calculation price range ke based par hoti hai. Is calculation mein hum price ki high aur low ke beech ka average range nikalte hain Trading Information Forex ma jo trader bena kisi trend k find kaye market ma in ho jaty hain unko loss etna zayada hota hai k account he wash ho jata hai. So trader ko hamesa pehle trend ko find karna chahe or phr trade ma enter hona chahe. Trend market ka friend hota hai trader ko trend ka pata chal jae to profit hasil karny ma asani ho jati hai warna market trader k sath dushman ka kirdar ada karti hai eska account wash kar deti hai or account wash ho jae to phr capital jama karna mushkil ho jata hai.Stoller Average Range Channel (SARC) ek technical analysis ka indicator hai jo traders ki help karta hai market trends aur trading signals identify karne mein. Ye indicator Dr. Elder Alexander Stoller dwara develop kiya gaya tha, jo ek professional trader aur psychologist hain. Ye indicator Average True Range (ATR) ka use karta hai, jo ki volatilty ko measure karne ke liye popular hai.SARC ka main purpose hota hai price movement ke trends ko determine karna. Ye indicator ek channel ke roop mein display hota hai, jisme ek upper band, ek lower band aur ek middle band hota hai. Upper band aur lower band ka use price ke movement ki range determine karne ke liye kiya jata hai. Middle band ye indicator ke signals ke liye kaam karta hai, jaise ki price momentum aur trend direction ko determine karna.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X