Concept of Smart Money .....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Concept of Smart Money .....
    Concept of Smart Money .....
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear Forex member forex trading market Mein Jab aap kam karte hain to aapko apna Kam acche knowledge aur experience ke sath karna hota hai Kyunki Forex trading Ek risky business hota hai ismein agar aap jaldbaji se kam lete hain aur Market ki pahle analysis Nahin karte to aapko market Mein loss ka samna karna padta hai isiliye acchi benefits hasil karne ke liye aapko knowledge aur experience hasil karna aur uske mutabik market Mein apni working karna jaruri Hota Hai tb hi ham is Business mein successful ho sakte hain. Smart Money: Dear forex members forex trading market mein wo capital jo ki institutions Bank aur financial experts ki taraf se trading ke liye use Kiya jata hai usko smart Money kahty hain.Smart money traders ke hajur se kahin hota hai smart Money retailer se achcha perform karte hain aur vah ise acche revenue bhi hasil karte hain Central Bank bhi smart Money mein involves hote hain isiliye retailers ko bahut jyada mukabala ka samna karna hota hai kyunki vah usi capital se itne bade traders aur institution ke sath trading karte hain yah institute market ko influence bhi kar sakte hain isiliye yah traders smart Money ko samajhte hain aur use Ke mutabik apna kaam karti hui hai market Se achcha profit hasil kar sakte hain. Identification: Dear forex members forex trading market mein sometime market mein Koi fundamental data na hone ke bavjud bhi market mein trading volume Kafi jyada hota hai aur Market mein moments ho rahi hoti hain use smart Money ki identification bahut aasani se ho jaati hai aur yah aisa time hota hai jismein institutional traders market Mani ko show off karte hain market Mani ki identification karne ke liye sirf chart reading ka Sahara Lena Hi Kafi Nahin hota balki Ham kuchh basic indicator se bhi isko identify kar sakte hain jaisa ki sentimental indicator jo ki Ham hamen yah batate Hain ki kis time per kya position hai aur kis position per trading karne se trader market se achcha profit Le sakte hain Ham smart Mani ko identify karne ke bad isase bahut jyada madad Le sakte hain trading activities ko generate karne mein isiliye smart Mani ka concept hamare liye sikhana bahut jaruri hota hai. Trading Strategy: Dear forex members forex trading market mein aksar chart mein hamen market Apne Kisi trand mein jaate hue nazar aati hai for example down trend mein achanak se market ka Jana aur usmein buy mein Kafi upar Chali jaati hai aur Sametime candles wicks dekhne ko milati Hain smart money ke nishani Hoti hai Is Tarah market Ek lambi si candle banati hai aur Kafi gap ke bad market mein jisko feel karne ke liye market is area ki ko test karti hai aur ham is per trade Le sakte hain Jahan se market pahle revers ho chuki hoti hai to vah support area ban jata hai aur vahan se dobara turn ke chances hote hain aur Is Tarah hamen market mein acchi entry mil sakti hai Is Tarah hamen loss ka samna kam hota hai aur spike ya reversal candle ki niche jab Ek profit market ke previous I point ke barabar set Kark market se achcha profit Le sakte hain.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X