Swing high and swing low pattern in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Swing high and swing low pattern in forex
    Swing high and swing low pattern in forex
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    swing low important market chart pattern hai jo market ki different information deti Hain hum is information ko different trading strategies mein use kar sakte hain kyun ke hamein swing high aur swing low ki madad se forex market ka trend maloom kar sakte hain. swing high and swing low tamam charts mein common hai isliye Ham forex market mein tamam time frame ke andar swing high aur swing low ko analyse kar sakte hain. swing low market mein tab banti hai jab market ki price low hoti hai aur market price two consecutive higher lows banati hai. aur swing high tab banta hai jab market price high hoti hai aur yah two consecutive lower high banati hai. TRADING STRATEGY With SWING LOW AND SWING HIGH yah pattern hamein batata hai ki market mein UP trend price move kar rahi hai to Ham kis Tarah market ke andar swing high and swing low ki madad se market ka trend maloom kar sakte hain iske liye Ham simply example ko read karte Hain market ke andar swing high and swing low support or resistance ki vajah se banti Hain. jab market ke andar specific time period ke dauran buyers zyada hote hain aur sellers kam hote hain to us waqt market mein support level banta hai kyunki us waqt prices ki demand zyada Hoti hai aur is Tarah trader market price ko high push karte Hain. market ke andar resistance market mein tub banti hai jub market mein sellers buyers se zyada hoti hai aur es tarah market prices decline kar rahi hoti hai aur down trend move kar raha hai hota hai. trader mostly market mein large time frame ko istemal karke swing high aur swing Low ko maloom karte hain aur uske bad apni trade mein is pattern ko apply karte Hain.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X