Parabolic Sar Trading Strategy Easy To Use

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic Sar Trading Strategy Easy To Use
    Parabolic Sar Trading Strategy Easy To Use
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    INTRODUCTION Assalam o Alaikum friends trading main munafa hasil karne ke liye lazim hay ke aap ke pass koi ayse hikamat amli ho jis ke sath aap trading main aik mansoba bandi se kam karain forex trading krny k liye phely study krna bht zaruri hota hai tak humy km krny asani ho or ziyada profit increase kr skyn or ek achy trader bny main successful ho skyn. PARABOLIC SAR Parabolic SAR ya parabolic stop and reverse ek trend following indicator hai jo k price reverse k shanakhat krny k liye istemal kiya jeta hai agr koi trader parabolic SAR ko sahi tahr sy istemal krna jtna hai to ais sy traders ko trend k simt kat andaza hota hai or ye market main entry or exit points k liye madad krta hai or ais k sath sath ye trailing stop ko place krny main bhi madad krta hai.. Parabolic stop and reverse ko dkhny k liye chart pr ap ko lagatar dots ya dashes nazr ayn ge ye dot ya dashes apko price action k oper ya nechy trend k mutabik nazr ayn gyen jb ye 2ono cross krty hain to ais k mtlb hota hai k trend khatm honu k imkanaat hain or hum spni positions ko bnd kr skty hain .. Asal jo series of dots ap ko chart pr nazr aty hain wo chart py price sy thora nachy kahsoos fasly pr hoty hain jb market downtrend main hoty hai to dots ap ko price action k oper nazr aty hain.. CHANGING OF TREND Ais wwe aall know k hr trend k end zarur hota hai trend tabdeel kbhi na kbhi zarur hota hai jesy he market price reversal k qareeb jati hai parabolic SAR price action k nazdeek chali jati hai jb price action or parabolic SAR k darmiyan gap km ho jata gai to aus bt k chance hoty hain k trend badalny wala hai.. INTRODUCTION Assalam o Alaikum friends trading main munafa hasil karne ke liye lazim hay ke aap ke pass koi ayse hikamat amli ho jis ke sath aap trading main aik mansoba bandi se kam karain forex trading krny k liye phely study krna bht zaruri hota hai tak humy km krny asani ho or ziyada profit increase kr skyn or ek achy trader bny main successful ho skyn. PARABOLIC SAR Parabolic SAR ya parabolic stop and reverse ek trend following indicator hai jo k price reverse k shanakhat krny k liye istemal kiya jeta hai agr koi trader parabolic SAR ko sahi tahr sy istemal krna jtna hai to ais sy traders ko trend k simt kat andaza hota hai or ye market main entry or exit points k liye madad krta hai or ais k sath sath ye trailing stop ko place krny main bhi madad krta hai.. Parabolic stop and reverse ko dkhny k liye chart pr ap ko lagatar dots ya dashes nazr ayn ge ye dot ya dashes apko price action k oper ya nechy trend k mutabik nazr ayn gyen jb ye 2ono cross krty hain to ais k mtlb hota hai k trend khatm honu k imkanaat hain or hum spni positions ko bnd kr skty hain .. Asal jo series of dots ap ko chart pr nazr aty hain wo chart py price sy thora nachy kahsoos fasly pr hoty hain jb market downtrend main hoty hai to dots ap ko price action k oper nazr aty hain.. jesy jesy point pr SAR 2osri side pr bna start hoty hain to ais bt k mtlb hota hai k trend tabdeel ho rha hai or ye wakt behtarien hota hai k apni long positions ko close kr diya jye oper ap dkh skty hain k uptrend kesy khatm hua jb nechy waly dots sy collide ya takraao hua or jesy k baki indicators ko money management sy use krty hain ais indicator k signal ko bhi dhieyan sy istemal kiya Jay
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Parabolic SAR Useful Stretegy ;- Parabolic SAR ( stop and rivers ) aik mashhoor takneeki isharay hai jo forex trading mein istemaal kya jata hai taakay mumkina rujhan ki tabdeelion ki nishandahi ki ja sakay aur is baat ka taayun kya ja sakay ke tijarat mein kab daakhil hona ya bahar niklana hai. Purpose Of Parabolic SAR ;- Indicator nuqton ki aik series par mushtamil hota hai jo qeemat ki salakhon ke oopar ya neechay plot kiye jatay hain, aur qeemat ke amal se mutaliq un nuqton ki position taajiron ko mufeed maloomat faraham kar sakti hai. aik aam parabolic SAR trading ki hikmat e amli yeh hai ke stap loss orders ki jagah ka taayun karne ke liye nuqton ka istemaal kya jaye . Markete Movement Judgment ;- Jab nuqtay qeemat ki salakhon ke oopar hotay hain, to tajir –apne stap loss order ko nuqton ke neechay rakh satke hain, aur jab nuqtay qeemat ki salakhon ke neechay hon, to tajir apne stap las ke order ko nuqton ke oopar rakh satke hain. Is se mumkina nuqsanaat ko mehdood karne aur munafe ki hifazat mein madad mil sakti hai. aik aur hikmat e amli yeh hai ke parabolic SAR sar ka istemaal mumkina rujhan ke ulat jane ki shanakht ke liye kya jaye. Up & Downs Of Market ;- Jab nuqtay qeemat ki salakhon ke oopar se neechay ki taraf muntaqil hotay hain, to yeh taizi ke rujhan se mandi ke rujhan ki taraf mumkina tabdeeli ki nishandahi kar sakta hai, aur is ke bar aks. tajir naye rujhan ki simt tijarat mein daakhil honay ke liye is maloomat ka istemaal kar satke hain. yeh note karna zaroori hai ke koi bhi tijarti hikmat e amli faul proof nahi hoti hai. Or khatray ka intizam karna aur trading ke liye nazam o zabt ke andaaz ko barqarar rakhna hamesha ahem hai. taajiron ko signals ki tasdeeq aur bakhabar tijarti faislay karne ke liye deegar takneeki isharay aur bunyadi tajzia istemaal karne par bhi ghhor karna chahiye.

      اب آن لائن

      Working...
      X