Morning star candlesticks kya hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Morning star candlesticks kya hay?
    Morning star candlesticks kya hay?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Morning star candlestick
    morning star patteren aksar mayoosi se umeed parasti ki taraf rujhan ki tabdeeli ke aaghaz ke liye aik mryi alamat ke tor par istemaal hotay hain, taham jab mutabadil takneeki isharay un ka back up le letay hain jaisa ke iyeyehay z ban jatay hain. aik aur ahem masla yeh hai ke hajam jo patteren ki tashkeel ke liye mozoon hai .aam tor par, saudey baazi karne walay ko 3 sishnz ke douran barhatay hue hajam ko jhanchne ki zaroorat hoti hai jis mein patteren tayyar hota hai, teesray din sab se agay volume dekhnay ke sath. teesray din ziyada volume ko aam tor par mutabadil isharay ke bawajood patternen ( aur baad mein oopri rujhan ) ki tasdeeq ke tor par dekha jata hai. aik saudey baazi karne wala stock / commodity / jori / waghera ke andar aik pur-umeed position le sakta hai. kyunkay day star teesray session ke andar bantaa hai aur is waqt tak up training ko chalata hai jab tak ke ilaqay ki ikai aik aur ulat jane ke isharay nahi children .
    Formation
    candle design morning star specialized example Hai Jis for exchange karne ke liye dealer ko bahut hi careful reh kar exchange karne ki zaroorat hoylti hea aur morning star je liye kehta han k japanese negative flame ko dark variety sa repesent kerta tha aur bull candle ko white variety main use hota hea aur morning start patten creat hota hai tou aesy time per market apna pattern change kerty lety hain lekin aesy time per bhi hamain bara risk nehi lena chahia. Explanation aik sayarah aik basri namona ho sakta hai, je liye injaam dainay ke liye koi wazeh hisaab kitaab nahi hai. aik sayarah doosri mom batii par kam maqsd ke sath teenage mom batii ka namona ho sakta hai. taham, kam maqsad sirf zahir hota hai jab teesri mom batii ko band kya jata hai .day star doosri mom batii par kam maqsd ke sath teenage mom batii ka namona ho sakta hai. taham, kam maqsad sirf is waqt zahir hota hai jab teesri mom batii ko band kya jata hai . deegar takneeki isharay je pishin goi ki sahoolat faraham karen ge ke aaya day star ban raha hai, jaisay ke qabil amal karwai support zone ke qareeb hai ya nahi ya rishta daar taaqat ke isharay (rsi) karadi stock yehaiyay nahir farokht shade hain .tarCandlestick pattern man three candles hoti han. Aur ye hamasha long down trend k bad banta ha. Is the man the first candle on the 1st day ki long body bearish candlestick hoti ha. Second candlestick Day-2 ki small body bullish candlesticks jiska dono wick same length k hota jo ye show kerta ha seller ki power ab khatam hona ko ha aur buyer ab marketer a gye han. Second candle ka small body hona aur dono same hon zarori han lakin candle ka Bullish, Bearish aur Neutral (Doji) candlestick hona zarori nahe ha, second candle reversed ka first signal children ha. Second candle ka "Gap-down" man open hona zarori ha. Third candle male Day-3 ki candle yes long body bull candle ho lakin is male "ye lazmi ha k third bull candle ka close first long body bearish candle k open s oper ya same level behind the close honi chaheye. Morning star pattern ki second or last confirmation third candle ka is pattern ki last candle k open s oper close hona ha. Ager third bull candle oper close nahe hoti to ye Morning star pattern nahe h aur apna trade active nahe kerni Third candle ka "Gap-up" k sath open hona zarori ha 1 daily star patteren ki zahiri shakal yeh hai: oopar wala chart siyah aur safaid mein paish kya gaya hai, taham surkh aur na tajarba car mamka batii ke liye bohat ziyada aam tasawurat ban gaye hain. phosphorus ke hawalay se tawajah dainay ke liye zaroori masla yeh hai ke markazi mom batii siyah ya safaid ( ya surkh ya sabz ) ho gi kyunkay sarparast aur farokht knndgan session ke douran karuna
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Morning Star Candlestick Pattern
      Morning star candlestick pattern main prices sellers ki pressure ki waja se bullish trend reversal main tabdeel hoti hai. Pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo prices k downtrend ka ishara deti hai. Pattern ki dosri candle aik Spinning top candle jo aik small real body wali candle hoti hai, jo pehli candle se below gap main banti hai. Pattern ki teesri candle jo k trend reversal ka bhi kaam karti hai, aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo k dosri spinning top candle se above gap main open ho kar high par ja kar close hoti hai. Candles k darmeyan banne wale gap ko candles ki real body ya shadow cover bhi nahi karti aur nahi uss ka koi hisa uss main ata hai.
      Candles Formation
      Morning star candlestick pattern ka shumar bhi bullish trend reversal pattern main hota hai, jo k prices k bottom ya bearish trend k baad banta hai. Morning star candlestick pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai; 1. First Candle: Morning star candlestick pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices k sabeqa bearish trend ki alamat hoti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai, jiss real body shadow ki nisbat ziada hoti hai. 2. Second Candle: Morning star candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali candle hoti hai, jo ziada tar Spinning top candle hoti hai. Ye candle small real body k sath small upper aur lower shadow k sath hoti hai. Ye candle bullish ya bearish dono tarah se ho sakti hai. 3. Third Candle: Morning star candlestick pattern ki teesri candle aik bullish candle banti hai, jo k sabeqa trend ka khatema karke new bullish trend reversal ka sabab banti hai. Ye candle strong bullish candle hoti hai, jiss ka upper ya lower side par small wick ho sakti hai, lekin ye Spinning top candle se above side par gap main banna chaheye.
      Explaination Morning star candlestick pattern k pattern same to same dekhne main "Bullish Abandoned Baby Candlestick Pattern" jaisa hi hai, lekin iss pattern main Spinning top candle dono candles se below gap main banti hai. Morning star candlestick pattern low prices main bullish trend reversal ka sabab banti hai, jo k teen candles par mushtamil pattern hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jiss k bad aik small real body wali candle below gap main banti hai aur last par aik bullish candle hoti hai jo k doji candle se below gap main banti hai. Dosree small candle ziada tar Spinning top candle hoti hai, jo bullish aur bearish dono tarah ki hososeyat rakhti hai, lekin yahan par iss ki hasseyat bullish candle ki hoti hai. Trading
      Morning star candlestick pattern bottom trend ya bearish trend k baad market main buyers k leye market main buy signals ki opportunity muhaya karta hai. Ye pattern low prices area main banne ki waja se prices ko upnward push karta hai. Morning star candlestick pattern par entry se pehle pattern k baad aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k teesri bullish candle k baad aik real body ki candle honi chaheye. Pattern par trading k dawran stop loss ka istemal zaror hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se lowest position ya Spinning top candle k bottom se two pips below position karwaden.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Morning Star Candlestick Pattern: Mery Aziz Dosto aj ma ap logu ke sath ak bohot he important topic share karu ga jo morning star candlestick pattern hy ya Morning star candlestick pattern just Support level per hi banta hai. Jab market main strong downtrend hota hai uske badh agar aik choti see candlestick banti hai jiski body choti see hoti hai or uski wick donon turf per hoti hai isko ap morning star pattern keh sakhty hain. Information about Morning Star Candlestick Pattern: Dear Forex Members market mein different patterns hamare liye bohot zyada useful hote hain aur hamari trading co profitable Banane mein bahut hi important role play karte hain isliye aapko market mein jitni bhi patterns Hain unko samajhne ke liye koshish Karni chahiye Is Tarah morning star pattern ke Hawale se aapko information share ki hai aap ki complete learning Hasil Karke apni trading co profitable Banane mein bohot zyada help answer kar sakte hain. Tu ap ka kam hai kay ap es mai usi hisab say kam karain jis hisab say ap ka pattren ap ko support karta hai ya market mai kuch aisa hota hai jis ki waja say ap es mai kam kar rahain aur ap ka kam kafi acha ho sakta hai. Knowledge of Morning Star Candlestick Pattern: Dear Students Hamy kisi bhi chart pattern ko use karnay kay liay pehlay es kay baray main poori taran knowledge hasil karna bohot zarori hay ta k os ko achi taran understand kia ja sakay ap nay bhi esi bat ka khial rakhtay howay Morning start pattern ki wajahat jaiza main ki hay jis say main bil kul agree karta hoon ap kay es jaiza say bohat say members kay knowledge main bohat ziada azafa howa hay agar ham trading main kamyabi ki tawaqoh yehni umeed rakhtay hain to hamain trading software ko use karnay kay liay es ko achi taran understand karna chahiay jis main sab say pehlay to hamain chart patterns kay baray main achi learning karni chahiay kun k en ki trading market main entry aor exit point ko select karnay main bohat zarorat hoti hay yehni koi bhi trader en ko dekhay aor samjhay baghair trade open and close nahi karta esi silsalay main main bhi kuch Morning star pattern kay baray main wazahat karna chahoon ga. Sab say pehlay to main yeh batana chahoon ga k Morning star pattern hay kia.

        اب آن لائن

        Working...
        X