What is bearish belt hold candlestick patterns:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is bearish belt hold candlestick patterns:
    What is bearish belt hold candlestick patterns:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bearish belt hold aik candle stuck patteren hai jo oopar ki taraf rujhan ke douran bantaa hai. patteren mein yahi hota hai :taizi ki tijarat ke baad, aik mandi ya dark candle hoti hai .khilnay ki qeemat, jo clamor ke liye ziyada ho jati hai, pichlle racket ke band honay se ziyada hai .stock ki qeemat clamor bhar girty rehti hai, jis ke nateejay mein aik lambi kaali shama boycott jati hai jis mein aik chhota sa nichala saya hota hai aur oopri saya nahi hota hai . Bearish belt hold explanation negative belt hold aik aisa namona hai jo aksar sarmaya karon ke jazbaat mein taizi se mandi ki taraf ishara karta hai. taham, negative belt hold ko ziyada qabil aetmaad nahi samjha jata kyunkay yeh aksar hota hai aur mustaqbil ke hasas ki qeematon ki paish goi karne mein aksar ghalat hota hai. candle stuck ke kisi bhi dosray tareeqay ki terhan, rujhanaat ke baray mein pishin goi karte waqt do commotion se ziyada exchanging standard ghhor kya jana chahiye .agar aap market mein naye hain to hamesha yaad rakhen ke negative belt hold rujhan ko tabdeel karne ka wazeh ishara nahi hai. Yeh aik aam ghalti hai jo ziyada tar taajiron ki taraf se ki jati hai Trading withbearish belt hold patterns punch koi naya tajir is tarz ka mushahida karta hai, to wok Nam pak standard yer aoch kar stonk mein hami karta hai Ken oberatein Gidna wali hain. Ta ham, yeh yaad rakhna chahiye ke market mein, har cheez siyah aur safaid nahi hai . lehaza, hamesha yeh tajweez kya jata hai ke sirf aik patteren ki bunyaad standard tijarat nah karen aur hamesha is hikmat e amli ki jaanch karen jis standard aap tijarat ke douran amal daraamad karne ka iradah rakhtay hain . agarchay aisi koi muqarara hikmat e amli nahi hai jo mukammal saboot ho, murmur yahan kuch nakaat tajweez karne ke liye hain jin ko dheyaan mein rakhnay ke liye negative belt hold patteren mein exchanging karte hain .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Bearish Belt-Hold Pattern
      Bearish belt-hold pattern aik strong Bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k uptrend ya high price area main banta hai. Ye pattern dekhne main same "Dark Cloud Cover Candlestick Pattern" ya "Bearish Thrusting Line Pattern" jaisa dekhaye deta hai, lekin dosri Bearish candle ki shape thori si difference honne ki waja se ye uss mukhtalif ban jata hai. Ye pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle bullish aur dosri Bearish candle hoti hai. Bearish candle ki haseyat ki waja se ye pattern Bearish trend reversal ka kaam karta hai, dosra iss candle ki strongness ki waja se iss pattern ko single candle pattern bhi kaha jata hai.
      Candles Formation
      Bearish belt-hold pattern ko ko kuch analyst single Bearish candle bhi tasawar karte hen, q k iss ki haseyat ki waja se hi pattern Bearish trend reversal ka kaam karta hai, jab kuch trader pehli candle k mutabiq dosree candle ki reference banate hen, jiss se ye pattern two candles ka ban jata hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai; 1. First Candle: Bearish Belt-Hold Pattern main pehli candle bullish trend k mutabiq hoti hai, iss waja se ye candle aik strong real body main aur white ya green color ki hoti hai. 2. Second Candle: Bearish Belt-Hold Pattern ki dosree candle aik strong real body wali Bearish candle hoti hai, jiss ka open bagher wick ya shadow k hota hai aur ye pehli candle k above gap main open hoti hai, jab k close pehli candle k midpoint ya 50% hissey se below hoti hai. Ye candle Bearish trend reversal main aham kirdar ada karti hai.
      Explanation
      Bearish belt-hold pattern two days candle ka aik Bearish trend reversal pattern hai, jo k bullish trend ya high prices area main banta hai. Ye pattern dekhne main ya formation main same "Dark Cloud Cover Candlestick Pattern" aur " Bearish Thrusting Line Pattern" jaisa hi hai, lekin candles ki mamoli si difference ki waja se ye unn se different ban jata hai. "Dark Cloud Cover Candlestick Pattern" k opening side par aik small wick ya shadow hoti hai, jab k belt hold line candle k dosri candle ki shadow ya wick nahi hoti. Jab k "Bullish Thrusting Line Pattern" aik bullish trend continuation pattern hai, aur dosri candle ka high pehle candle k 50% se kam hone ki waja se iss se difference ban jata hai.
      Trading
      Bearish belt-hold line pattern ki pehli candle normal bullish trend wali candle hoti hai, jo k prices k bullish trend ki alamat hoti hai, jab k dosri candle pehli candle k upper gap main open honne k bawajood close pehli candle k 50% se below area main hoti hai, jiss se dosri candle ki mazboti zaher hoti hai. Dosri candle k upper side par koi shadow ya wick nahi banta hai, yanni opening prices se hi candle downward jati hai. Bearish belt-hold pattern par trading se pehle market ka uptrend ya prices ka high honna zarori hai. Pattern par trading se pehle trend confirmation ka honna zarori hai. Trend confirmation price action se bhi ho sakti hai aur kisi reliable indicator se bhi ho sakti hai. Pattern k dosri candle k bad agar aik real body Bearish candle banti hai, to yahan par market main entry ki ja sakti hai. Stop Loss pattern k sab se highest point jo umoman dosree candle ka upper ya open banta hai, se aik ya do pips top par set karen.

      اب آن لائن

      Working...
      X