What is breakout and Fake Breakout

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is breakout and Fake Breakout
    What is breakout and Fake Breakout
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    What is breakout and Fake Breakout Dear Friends, Market mein price ranges mein chalti ha. Kabhi price range tight hoti ha aur kabhi price ki range bohot ziyada hoti ha. Jab long time tak price kisi range mein hi move karti rahay (either bullish side ho ya bearish side) to jab range k hisab se bannay walay support ya resistance ko price break karti ha to is ko breakout kaha jata ha aur breakout k baad market bohot tezi se move karti ha. Fakeout se maximum faida uthanay k liye zaruri ha k range k along ek line draw ki jaye, jis ko trendline kehtay hain aur ye trendline jitni ziyada hogi, utna chance hoga k breakout near ha because price long time tak range mein nahi rehti aur fundamental ya technial reaons ki waja se trend zarur change karti ha. Order After Breakout Break out kay baad order lagana zaida safe samjh jaata hai kunkay apko pata hota hai k ye breakout confirm hai aur market kuch time kay wapis breakout say wapis nahe aai. Breakout kay baad trade lagana itna mushkil aur risky nahi hai. Simply aap aap breakout jahan say hua hai us say pehly Stop Loss laga dain aur aap Take Profit ​apne hisaab say analysis kar kay set karkar lain. Strong Resistance level Strong resistance level agar break ho jata hay to market kabi uptrend tower bana deti hey aur buyer traders apny trades open kar lety hey esi tarha support level key break hony key bad market downtrend me chali jati hay aur market zeyda tar bearish trend me hi rehti hay esy me hamari trading strategy market trend line ko follow karna hi hona chaye, agar ham sell orders place karty hey aur market resistance level break kar leta hay to esy me hamy stop loss lagana chaye aur jesy hi market break out kary pending orders me hamara buy order be hona chaye jo key buy order stop loss ki waja se close ho jata hay aur us key bad pending orders me hamara buy ka order active ho jata hay ye bahot hi useful strategy hey. Pending Orders on Breakout and Fake Breakout Pending orders ko be agar complete market analysis karny key sath ya powerful planing key bad na lagaye jaye to per be zeyda loss ho sakta hay, pending orders ko es condition me hi lagany chaye jab market support and resistance level par move kar rahi hoti hay aur esy levels key bad hi pending orders breakout key base par hi open karny chaye. Reverse FakeOut strategy Forex trading ma bhot sy trader FakeOut par trade karty hain. Wo tb he apna order place karty hai jb breakout occur karta hai. But trader k lae serf break out ko consider karna kafi ni hai. Trader ko market ma reverse strategy ko b use karna chahe. Forex trading ma asi situation develop hoti hai jb market ik break out ki taraf ishara deti hai or trader isko confirm kaye bena he market ma in ho jaty hain. Kuch dair bad enko pata chalta hai k ye to false breakout tha so wo apni trade ma tb tak pans chuky hoty hain. Advice for Traders Forec me Trader ko har angle par sochna chahe or asy steps ko utana chahe jis sy us ka capital secure rahy or unko kuch na kuch profit b hasil ho jae.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Break Out & Fake Breakouts In Forex Trading Complete Guide ;- Break out aur jaali break out forex trading mein istemaal honay wali do aam eslehaath hain, aur un ko samjhna taajiron ke liye faida mand ho sakta hai. aik break out is waqt hota hai jab currency ke jore ki qeemat pehlay se qaim kardah qeematon ki had se bahar hoti hai. Strong Trend Indication ;- Yeh aik mazboot rujhan ya rujhan ke ulat jane ki alamat ho sakti hai. woh tajir jo break out hikmat amlyon ka istemaal karte hain aik baar jab qeemat support ya muzahmat ki kaleedi satah se guzarti hai to woh tijarat mein daakhil hon ge. qeematon ki naqal o harkat ki nigrani aur charts ka tajzia karkay break out ki shanakht ki ja sakti hai. Doosri taraf, aik jaali break out is waqt hota hai jab qeemat pehlay se qaim kardah qeematon ki had se bahar ho jati hai lekin taizi se range mein wapas aa jati hai. yeh mukhtalif wajohaat ki wajah se ho sakta hai, jaisay ke market mein heera pheri ya ghalat signal. break out hikmat e amli istemaal karne walay taajiron ko jaali break out se mohtaat rehne ki zaroorat hai kyunkay un ke nateejay mein nuqsaan ho sakta hai. Fake Breakouts ;- Jaali break out ki nishandahi karne ke liye, tajir ulat jane ke assaar talaash kar satke hain jaisay candle stuck chart par lambi chorrie, kam tijarti hajam, ya raftaar ki kami. mazeed bar-aan, tajir tijarat mein daakhil honay se pehlay break out ki tasdeeq karne ke liye takneeki isharay jaisay ke rishta daar taaqat ka asharih ( rsi ) ya moving average knorjns divergence ( MACD ) istemaal kar satke hain. Aakhir mein, break out aur jaali break out do ahem tasawurat hain jinhein forex traders ko samjhna chahiye. agarchay break out mazboot rujhanaat ka ishara day satke hain, lekin nuqsanaat se bachney ke liye taajiron ko jaali break out se mohtaat rehne ki zaroorat hai. Munasib tajzia or takneeki isharay taajiron ko haqeeqi break out ki shanakht aur jaali se bachney mein madad kar satke hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X