What is Hedging in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Hedging in Forex Trading
    What is Hedging in Forex Trading
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    What is Hedging in Forex Trading Dear friends Hedging forex trading me aik aisi strategy hai jo traders ka loss Kam krnay me bht kaam ati hai. Traders is strategy ki help say apny loss ko kisi na kisi had tak control ker lety hen aur kabhi kabhi loss recover bhi ho jata hai aur isi strategy say profits bhi expert traders acha ker laitay hain. Hedging her trader ko benefit daiti hai laikin sirf iss strategy ko apply krnay ka time hi correct hona zaruri hai. When to use Hedging Strategy Hedging say faida uss waqt hota hai jab traders ko jald he apni wrong trade ka andaza ho Jaye aur lot size bhi ziada rakh Lia ho tou usi waqt hedge ker laina chaiye kiyu kay iss Tarah aik trade say faida aur Dusri say loss honay say bhi account ki equity Pay koi faraq nahi parta. Laikin Agar aik trade 10 $ mai jaa chuki ho to hedge kernay kay liye dusri trade ka lot size itna zaruri hai kay pehla loss dusri kay profit say jaldi mill sakey. Warna dono he trade loss mai jaengi aur account bhi jaldi he wash out ho jay ga. Loss Control with Hedging Agr Traders ne aik trades open ki ha aur wo trade loss me run ho rahi ha aur phir again usay analysis karne se pata chala ke trend mazeed os ki open trade ke against move kare ga jis se mazeed loss ho sakta ha tu ab traders apni trades ko loss me close bhi nehi karna chahta ha or mazeed loss se bhi bachna chahta tu yaha par traders apni trades ko hedge kar le ga or jub os ko market ki movement ki achi pridiction ho gi jaha se wo profit earn kar sakta ha waha par wo hedge khatam karke apni trade ko run karke profit earn kar sakta ha. Profit Possiblity Dosto misal Kay tor py agr kisi trader ne GBPUSD me aik buy ki trade open ki 1.3675 ki price par par wo trade trend change kar ke loss me chali gai or price 1.3640 par a gai trader ne trade ko analysis kea tu pata chala ke eurusd ki price mazeed down move kare gi tu yaha par traders apni trade ko hedge karke mazeed loss se bach jaye ga or jub os ko maloom ho ga ab price os theek ha reverse ho kar profit de day gi tu hedge khatam kar ke profit earn kar ley ga.
     
    • #3 Collapse

      Information of Hedging: Dear Brothers Forex trading Mein different trading strategies mein se ek hedging trading strategy ek bohot hi famous trading strategy hai jis mein aap kam karte hain to aap ka account safe rehata hai.Dear hacking training strategy per bohot zyada traders kam karte hain basically usi waqt kiya jata hai jab aap ka account safe nahin hota.Dear jab aap koi bhi trade open karte hain aur market ki movement aapki against chali jaati hai to aap sem what ke sath usko uske favour mein trade open kar dete hain dear isko aap hedging strategy ka naam dete hain is mein ek baat main aapke account per SM currency pair same commodity ya phir same metals per donu trades lagi hoti hai jis mein aapki sell ki bhi hoti aur buy ki bhi hoti hai. Types of Hedging: Dear Friends jab aap Forex trading mein hedging strategy ko apni trading par istemal karte hain to aisi situation main aap is ko 2 major division mein divide kar sakte hain aap ek currency pair aur ek commodity per bhi hedging kar sakte hain aur uske sath aap multiple currency pairs aur multiple commodities per unki negative correlation ki basis per bhi hedging kar sakte hain. Benefits and Draw backs of hedging: Dear Forex Members Hedging ka sb sy big benefit ye hota hai k es sy trader ka account safe rehta hai. So trader jis ka account wash hony wala hu wo es strategy ki help sy apny account ko bachany ma kamyab ho jaty hain. But hedging tb kamyab hoti hai jb trader ko market analysis ka b acha knowledge ho. Hedging technique tb he acha kam karti hai jb trader deheding achy time par kary. Agr trader dehedging time sy pehle ya dair sy kary ga to usko hedging ma kio benefit hasil ni ho ga. Jo trader market ko achi tarha analyze karty hain wo he hedging sy benefit hasil kar sakty hain. So trader ko agr market ki knowledge ni ho gi to wo profit hasil karny ma kbi kamyab ni ho paye ga. But ye b ik haqiqat hai k wo trader hedging ni karta ya esko use ni karta jo market analysis ma expert hota hai.
      • #4 Collapse

        is ke faraham kardah fawaid ki wajah se, sarmaya karon ko beijing ki maali hikmat e amli se aagah hona chahiye aur is par kaam karna chahiye. aik sarmaya kaari ke tor par, yeh kisi shakhs ke paisay ko khatarnaak halaat se dochar honay se bachata hai jis ke nateejay mein qader mein kami waqay ho sakti hai. agarchay, beijing is baat ki zamanat nahi deti ke sarmaya kaari qader se mahroom nahi hogi. is ke bajaye, agar aisa hota hai, to doosri sarmaya kaari se honay wali aamdani nuqsanaat ko poora kar day gi . kisi bhi sarmaya kaari se wabasta khatraat ko pehchanana aur –apne maalyaat ki hifazat ke liye ahteyati tadabeer ikhtiyar karne ka faisla karna beijing kehlata hai. automobile insurance ki kharidari is ki aik wazeh misaal hai. insurance policy automobile haadsay ki soorat mein murammat ke kam az kam kuch akhrajaat ka ihata kere gi . How do Hedging Strategies Work? tawazun jo sarmaya kaari ki tamam aqsam ko zair karta hai beijing hai. aik mushtaq, jisay aksar aik muahiday ke naam se jana jata hai jis ki qeemat ka taayun bunyadi asasa se hota hai, beijing ki aik aam qisam hai. aayiyae aik share holdar ki misaal len jo is umeed par ke qeemat mein izafah ho ga. doosri taraf, qeemat kam hoti hai aur sarmaya car paisa kho deta hai . agar koi sarmaya car is baat ko yakeeni bananay ke liye aik option istemaal karta hai ke kisi manfi waqeye ke asraat ko mutawazan rakha jaye to is terhan ke waqeat ko kam kya ja sakta hai. aik ikhtiyar aik moahida hai jo sarmaya car ko aik muqarara waqt ke andar aik makhsoos qeemat par stock kharidne ya farokht karne ke qabil banata hai. is manzar naame mein, sarmaya car poat option khareed kar stock ki qeemat mein kami se faida utha sakta hai. faida kam az kam juzwi tor par is ke stock ki kharidari ke nuqsaan ko poora kere ga. usay beijing ki behtareen teknekion mein se aik samjha jata hai . Examples of Hedging Strategies beijing ki tknikin bohat si aqsam mein aati hain, aur woh sab makhsoos hain. behtareen nataij ke liye, sarmaya karon par zor diya jata hai ke woh sirf aik ki bajaye mukhtalif hikmat e amli apnayen zail mein beijing ki kuch mashhoor tareen tknikin hain jin ko sarmaya karon ko mad e nazar rakhna chahiye : 1. Diversification –apne tamam anday aik hi tokri mein nah dalain aik kahawat hai jo hamesha mutaliqa hai, aur yeh fnans ki duniya mein bhi durust hai. jab aik sarmaya car mtnoa hota hai, to woh aisi sarmaya kaari karte hain jo un ke paisay ke sath aik hi simt mein nahi barhatay hain. mukhtsiran, is mein mutadid ghair mutaliqa asason mein sarmaya kaari shaamil hoti hai taakay agar koi nakaam ho jaye to dosray faida utha saken . misaal ke tor par, aik tajir shopping malz, aik hotel, aur aik niji hospital ke net work se stock kharidata hai. doosri sarmaya kaari mutasir nahi hogi agar sayahat ke shobay mein koi buri cheez waqay hoti hai jahan hotel kaam karta hai kyunkay woh ghair mutaliqa hain . 2. Arbitrage salisi ka harba kaafi seedha lekin bohat chalaak hai. yeh aik numeral khareed raha hai aur usay foran kisi aur market mein ziyada qeemat par farokht kar raha hai, jis se mamooli lekin mustaqil faida ho raha hai. stock market woh jagah hai jahan hikmat e amli ka aksar itlaq hota hai . aayiyae aik junior high school ke bachay ka seedha sada manzar istemaal karen jo qareebi dukaan par asics ke jooton ke jore ke liye $ 45 ada karta hai aur phir unhein $ 70 mein –apne hum jamaat ko farokht karta hai. jab department shop se mawazna kya jaye, jo usay $ 110 mein farokht karti hai, to hum jamaat ko numaya tor par kam qeemat daryaft karne par khushi hoti hai . 3. Average down ost neechay ki taknik is haqeeqat ke bawajood ke is ki qeemat ya farokht ki qeemat mein kami waqay hui hai, kisi makhsoos numeral ke ziyada unit khareedna hai. beijing ka yeh tareeqa aksar stock sarmaya car istemaal karte hain. woh susti qeemat par mazeed hasas kharedtay hain agar is stock ki qeemat jo unhon ne pehlay hi kharidi hai is mein kaafi kami waqay hoti hai. doosri kharidari se haasil honay walay fawaid phir pehlay se honay walay nuqsanaat ko mutawazan kar satke hain agar qeemat un ki do khareed qeematon ke darmiyan aik nuqta tak barh jati hai . 4. Staying in cash is harbe ko nafiz karna itna hi aasaan hai jitna lagta hai. apni sarmaya kaari mein honay walay kisi nuqsaan se khud ko bachanay ke liye, sarmaya car apni kuch raqam naqad mein rakhta hai .
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Dear friends Hedging forex trading me aik aisi strategy hai jo traders ka loss Kam krnay me bht kaam ati hai. Traders is strategy ki help say apny loss ko kisi na kisi had tak control ker lety hen aur kabhi kabhi loss recover bhi ho jata hai aur isi strategy say profits bhi expert traders acha ker laitay hain. Hedging her trader ko benefit daiti hai laikin sirf iss strategy ko apply krnay ka time hi correct hona zaruri hai. when to use Hedging strategy Hedging say faida uss waqt hota hai jab traders ko jald he apni wrong trade ka andaza ho Jaye aur lot size bhi ziada rakh Lia ho tou usi waqt hedge ker laina chaiye kiyu kay iss Tarah aik trade say faida aur Dusri say loss honay say bhi account ki equity Pay koi faraq nahi parta. Laikin Agar aik trade 10 $ mai jaa chuki ho to hedge kernay kay liye dusri trade ka lot size itna zaruri hai kay pehla loss dusri kay profit say jaldi mill sakey. Warna dono he trade loss mai jaengi aur account bhi jaldi he wash out ho jay ga. Loss control with Hedging Agr Traders ne aik trades open ki ha aur wo trade loss me run ho rahi ha aur phir again usay analysis karne se pata chala ke trend mazeed os ki open trade ke against move kare ga jis se mazeed loss ho sakta ha tu ab traders apni trades ko loss me close bhi nehi karna chahta ha or mazeed loss se bhi bachna chahta tu yaha par traders apni trades ko hedge kar le ga or jub os ko market ki movement ki achi pridiction ho gi jaha se wo profit earn kar sakta ha waha par wo hedge khatam karke apni trade ko run karke profit earn kar sakta ha. profit possiblity Dosto misal Kay tor py agr kisi trader ne GBPUSD me aik buy ki trade open ki 1.3675 ki price par par wo trade trend change kar ke loss me chali gai or price 1.3640 par a gai trader ne trade ko analysis kea tu pata chala ke eurusd ki price mazeed down move kare gi tu yaha par traders apni trade ko hedge karke mazeed loss se bach jaye ga or jub os ko maloom ho ga ab price os theek ha reverse ho kar profit de day gi tu hedge khatam kar ke profit earn kar ley ga.

          اب آن لائن

          Working...
          X