Day trading in the forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Day trading in the forex market
    Day trading in the forex market
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Day trading in the forex marketAOAIntroduction Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap kaise ho gaye Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah Hai day trading forex market aur Day trading se Ham Kya benefits Hasil Karte Hain vaise to market mein bahut hi zada trading strategy Hain Day short trading long month trading lekin Ham sirf Aaj day trading hi discuss Karenge Taki ham isase Achcha benefits Hasil kar Saken Day trading Day trading is type ki hoti hai ki jismein traders ko Itni hi trading place Karni chahie ki jitni usne traders open karne ki planning ki Hoti Hai day trading Ek Tarah Se long term ki trading Hoti Hai ismein short term trading possible Nahin Hoti day trading mein agar 2 ya 3 place of order kiye jaen to bahut Achcha profit ho sakta hai aur risk ko bhi drive Kiya Ja sakta hai intraday trading mein jyada place of order karne ka risk Nahin Lena chahie Agar kam place of order kiye jaen risk Ko Maine karna easy hota hai aur traders Apna Ek Day ka profit target bhi easy pura kar sakta hai Pahle Se plan Bana kar trading ki Jaaye do Achcha hai yah Pahle Se Hi decide karna chahie day trading mein kitne order ki limit Rakhi yani chahie Day trading management DAY trading mein agar Hamara Ek Hi profit ka target hit home Jata Hai To Hamen Achcha profit Hasil Ho Jata Hai To Hamen next trade open karne ki Bajaye pahle Hasil hua take profit kanana lazmi banta hai ki ham profit ko save agar hum serf aik trade open Karte Hain To Hamen trading Mein tension Nahin Hoti ki agar trade loss mein bhi Chal Rahi Ho To Ham Limited loss Mein trade close Karke loss koo resume karna start kar dete Hain adar plate profit Mein close ho jaaye To Ham sem profit download Karana chahie loss factor in day trading Agar Ham ek hi time for both saree shops open kar lete hain to Fir Hamen yah pareshani hoti hai ki agar Hamen Ek shop mein bahut Achcha profit bhi Hasil ho raha hai to sem profit ko Ham download Nahin Karva Sakte Kyunki parallel shop Mein Koi Aisi chal rahi hoti hai jismein loss chal raha hota hy iske sath sath Hamen enter open trade Mein Loss ko check karna bhi Mushkil hota hai q k job Hamara loss increase ho raha Hota Hai To Ham error Bhi Karte Hain jisse loss increase Hote ho jata hai or account bhi Wash it off sakta hai
     

    اب آن لائن

    Working...
    X